Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?
    Yaha pay sub members emotions say nuksaan ki baat kertay rehtay hay. Emotions ko fayda kay liye kaysay use ker saktay hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Yaha pay sub members emotions say nuksaan ki baat kertay rehtay hay. Emotions ko fayda kay liye kaysay use ker saktay hay ?
    Dear aapane bilkul bahut hi acchi baat ki hai hi jo bhi e knowledge hota hai ya koi bhi cheez Hoti Hai To vah bahut acchi ya Buri Nahin Ban jaati uska istemal usko Achcha ya Bura banaa deta hai Jis Tarah agar aap promotion ke sath Koi trade karte hain to usmein aapko nuksan bhi ho jata hai aur usse aap fayda bhi Hasil kar sakte hain isliye yah aap per depend karta hai ki aap emotion ko Kis Tarah utilise Karte Hain agar aap emotional feelings ko apne liye ek encouragement aur apne liye ek advantage ke Taur per utilise Karte Hain To aap isase Jarur fayda Utha sakte hain aur apne liye motivational ko ek Achcha yah tractor bhi banaa sakte hain lekin agar aap emotional hokar Koi galat decision Le Lete Hain To vah hi motion aapke liye nuksan ka sabab Ban Jaate Hain isliye aap emotional ko apne liye best bhi banaa sakte hain yah totally aap per depend kar raha Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

      Emotions ko faiday kay liye uss waqt istamaal kia jaa sakta hai jab kisi kaamyabi say emotional ho kay jald baazi kernay ki bajaey uss say inspiration li jaey aur apnay liye ussay aik limit na samajh lia jaey bulkay uss say bhi agay Janey kay liye mazeed mehnat ki jaey. Forex trading mai traders emotional ho kay bohat loss ker jatey hain laikin Agar yehi traders apnay emotions ko positive use kerna shuru ker lain aur competition ko apnay mind mai rakh kay kaam Karey kay hum nay pehlay say bhi ziada kaamyabi haasil kerni hai tou bohat faida ho sakta hai aur issi tarah emotions ko apnay faiday kay liye use kia jaa sakta hai. Aur traders Agar apnay emotions pay control ker kay trading karain tou bohat kaamyabi ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

        G dear trading mai kafi emotional hona parta hai kiyu kay aisa aksar hota hai kay ap ko es mai profit kay sath sath ap ka kafi lose bhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap emotional na hun kiyu kay ap ka nuqsan es mai tabhi hota hai jub ap es mai emotional hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay apba kam karain aur ap es mai emotional na howa karain ta kay ap es mai bad mai kamyab ho jain acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kar kay har tarha say kamyab ho jatye hain ager ap nay es mai acha kam kiya hota hai tu ap kaliye kabhi masla nhi banta hai jub kay ap emotional mai control kar kay kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain ta kay ap bad mai kamyab ho jain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
          Yaha pay sub members emotions say nuksaan ki baat kertay rehtay hay. Emotions ko fayda kay liye kaysay use ker saktay hay ?
          Dear ais market mai emotions ki jagha nai hai kun k ais market mai ap ne agar aik trade lagai hai to aus mai ap ko loss ho raha hai to aus time ap emotional ho jaty hai aor ais market mai ap lot bari lagaty hai jis ki waja se ap ko agar loss ho jaye to kafi zayda loss hota hai jis ko ap bardast nai kar sakty hai ais market mai ap ne agar loss se bachna hai to ap ko ais market mai apni trade k sath take profit aor stop loss use karna ho ga aus k sath ap ne money management k hisab se trade lagani ho gi ais k sath ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais mai emotion par control karna ho ga ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais mai aik time table set kar lena chaye aor aus k hisab se ais market mai kaam karna chaye tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

            Dear during forex tarding ap apny emotions ko agar control karyn patience k sath tarding karyn tu apko faida ho sakta hai but agar ap emotion aur lalach ko control na karyn tu loss hota hai but agar ap apny emotions ko positive use karyn aur apni feelings ko kamyabi aur learning wali side par use karyn tu ap faida utha sakty hain is liye dear tarders ap hamesha agar knowledge aur full experience k bad trading karyn tu apki tarding mein apko profit hoga tu ap k emotions negitive side par ni jayn gy balky ap k jazbat encourage hon gy aur ap mazeed learning aur practice karyn gy aur apko faida hoga aur agar apko loss hoga tu apki feelings ap k jazbat negative side par jayn gy ap emotional trading karyn gy aur apko loss hoga is liye dear tarders ap ko market mein kam seekhna chahiye aur successfull traders ki kamyabi par apni tawaju deni chahiye aur apny apko apni feeling ko mehnat ki taraf aur hardwork ki taraf encourage karna chahiye tu apko success mil jaye gi
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

              hum is main agr bhagir soche samjne kam krein gein is main hig spread se kam krein gein tu kameyab nai ho sakte hein is main kam krne k liye hume lalach nai krni hoti ha is main chote chote spread k sath kam krna hota ha hume emotionali black male nai hona hota ha is main hume apney account ko money management ko fallow kr k kam krna hota ha high risk lein gein tu hum kameyab nai ho sakte hein hume is main low spread se kam krna chaiye taqein hume kameyab hone main asani hon saken is main lalach se ddor rhein gein tu hum kameyab ho sakte hein har banda kameyab hona chahta ha lekin kameyab hone k liye is main jo menat krte hein wo is main asnai se success hasil kr sakte hein hume acha kam krna hota h is man
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                ap emotions ko Apne faiday kay liey use nehi kar sakte hain kyu kay jub bhi traders emotion me atay hain tu wo rules ko ignore kartay huey trading kartay hain or jub rules ignore hotay hain tu koi bhi decision ap ka good nehi hota ha isliey ap Apne emotions ko Apne faiday kay liey use nehi kar sakte hain jub bhi ap emotions ka shikaar hun gay ap kay dill me ap ko zeyda profit hasil karne ka lalach ho ga jis se ap forex me zeyda risk le sakte hain jo loss ki waja banta ha emotions ka ap kisi bhi business me use karay gay tu ap ko faida nehi ho ga yeh ap ko sirf nuksan phunchatay hain kyun emotions or rules aik dusre kay against a jatay hain ager ap aik follow karay gay tu 2nd ko ignore karay gay isliey aik ko hi follow kea ja sakta ha or ap ko sirf rules ko follow karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                  Emotional ho kar traders kabi be faidy me nahi ho sakta hay esy traders jo key emotional ho sakty hey wo zaror nuqsan me hi reh sakty hey aur emotional hony ka matlab ye hay key traders kabi soch samaj kar decision nahi leta aur esi emotions ki waja se traders ka har decision be ghalat ho sakta hay, jo traders emotional nahi hoty wo zaror faidy me reh sakty hey aur traders ko har tarha ka advantage be hasil hota hay emotions par control hony ki waja se traders key bahot se decisions profitable ho sakty hey kabi be 1 achy trader ko emotional nahi hona chaye aur es ko control karny par me traders ko maharat hasil karni chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Yaha pay sub members emotions say nuksaan ki baat kertay rehtay hay. Emotions ko fayda kay liye kaysay use ker saktay hay ?
                    Dear brother is market me admission ko fayde ke liye use karna Mumkin Nahin Hai Kyunki is market Mein Jab Bhi aap emotional Honge to aap ismein lot size Bada select kar lenge yah ismein aap Koi Aisi Galti Karenge Jiski vajah se aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein Jab Bhi kam Karen ismein Ek plan banaa Le aur uske hisab se kam Karen agar aap is market Mein emotional Ho Jaate Hain To usse aap ki Jaat ko hi nuksan hota hai Kyunki is market Mein traders Apne trades ko nuksan maybe close Karke Himmat ke sath kam Karte rahte hain aur is market Mein new Trends per profit Banakar Insan ko recover kar lete hain agar aap isme emotional Ho Jaate Hain aur Jyada Badi lot size Laga Dete Hain To usmein aapko nuksan ho jata hai isliye aapko chahie ki aap apna recovery plan Apne Sath rakhen Jaise hi Kisi trade per aapko nuksan Ho Jaaye to aap use per recovery plan ke hisab se kam start kar den aur Apna account sev kar len aapka account kar lo Jab recover Ho Jaaye to normal trading start kar de.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                      Ap ki baat kisi had tak tek hy mgr forex trading m ziada tar traders emotniol ho kar loss ka hi samna karty han mgr ap ki ye bat b tek hy k emotions sy faida b uthaya ja sakta hy mgr ziada tar traders is waja sy emotional ho kar loss karty han q k unan emotions ka sahi istamal karna ni ata is ntejy m wo loss kar k apni investment zaya kar dyty han or un ka account wash ho sakta hy forex trading aik behad risky or difficult business hy is m agr humy successful hona hy to apny emotions ka sahi istamal karna ho ga jb hmari trade loss m jati hy to humy apny emotions ko control m rakhty hoay analysis ko study kr k market k up down ko dakhty hoay smjty hoay market k wapis hony ka intzar karna ho ga tbi hum successfully trading kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                        Ji han bilkul Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki emotions ke sath kabhi bhi Ham Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakte to isliye agar aap Jyada mehnat Karenge to hi aap Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading Aisa business Nahin Hai Kya jismein Aap bahut hi accha profit Hasil kar le aur emotions ke sath isko control kar sake Kyunki Ek technical work Hai To isliye ismein mehnat ki bahut jarurat hai jitni Jyada mehnat ki Jayegi utna hi Hamen fayda hoga to Jyada Se Jyada mehnat Karne ki koshish karen Aisa mat Sochenge aap emotions ke sath market Mein Achcha profit kaise kar sakte hain jab tak aap khud mahine Nahin Karte Achcha experience Nahin Karte to aap ismein Kamyab Nahin ho sakte isliye sabse pahle mahine ki jarurat hai aap khud BA Khud acchi earning Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                          . Assalamu Alaikum dear friends Forex trading aap apne Motion Control Karen patient ke sath trading karen to aapko fayda ho sakta hai but agar aap imotion aur lalach ko control na karen to loss hota hai but agar aap apni motion ko positive use Karen aur apni feeling ko kamyabi aur learning wali side per use karen to aap fayda Utha sakte hain isliye dear traded aap Hamesha kar knowledge aur ful experience ke sath trading karen to aap ki training mein aapko co-operate hoga to aap ke motion negative side per Nahin Jaenge balki aap ke bad in coverage Honge aur aap mujhe learning aur practis Karenge aur aapko fayda Hoga aur Agar aapko loss hoga to aapki feeling aapke jajbat negative side per Jaenge aap emotional trading Karenge aur aapko loss hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                            Dosto hum is platform per jitni mehnat kerty hein usi hisab se acha profit hasil ker skte hein hum emotions ko istimal ker ke kbi bi kamyab nhi ho skty blky humein loss hi hoga asyEmotional ho kar traders kabi be faidy me nahi ho sakta hay esy traders jo key emotional ho sakty hey wo zaror nuqsan me hi reh sakty hey aur emotional hony ka matlab ye hay key traders kabi soch samaj kar decision nahi leta aur esi emotions ki waja se traders ka har decision be ghalat ho sakta hay, jo traders emotional nahi hoty wo zaror faidy me reh sakty hey aur traders ko har tarha ka advantage be hasil hota hay emotions par control hony ki waja se traders key bahot se decisions profitable ho sakty hey kabi be 1 achy trader ko emotional nahi hona chaye aur es ko control karny par me traders ko maharat hasil karni chaye.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions ko fayday kay liye kaysay use kertay hay?

                              Salam walekum bhai jaan aap emotional ko Apne fayde ke liye use nahin kar sakte hain Kyunki Jab Bhi member emotional Mein Aate Hain to borrow usko Koi ignore karte hain trading karte hain aur jab rules ignore hote hain to koi bhi decoration aapka God Nahin hota hai isliye aap apne emotional ko Apne fayde ke liye use nahin kar sakte hain Jab Bhi aap emotional Ka Shikar Honge Aapke Dil Mein aapko Jyada profit Hasil karne ke lalach Hoga jisse aap Forex mein jyada risk Le sakte hain Jo log ki vajah Se Banta Hai emotional ka aap Kisi bhi Business mein use Karenge to aapko fayda Nahin Hoga yah aapko sirf nuksan pahunch Jata Hai Kyunki emotional aur ek dusre ke against a Jaate Hain agar aap ka Palan Karenge to second ko ignore Karenge isliye Ek Ko hi follow Kiya Ja Sakta han hai aur aapko sirf Rose ko Palan karna chahie tha ki aap Kamyab Ho Sakun aur aapko Achcha bonus bhi mil sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X