Accept the loss as a new challenge.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Accept the loss as a new challenge.
    Starting with the name of Allah Almighty, Assalam-u-alaikum Dear members, I hope you all are doing well. Jasa k is thread ka unwan ha k loss ko aik challenge ki thrahn smjhna chahiya , Jb koi bhi insan Kam krta ha zarori nai ha k us ko hr bar profit hu us ko loss bhi hu skta ha , chahy koi kitna bra trading bhi q nai ha us ko bhi loss huta ha phr wo us insan pa huta ha k wo is loss k sath kasa deal krta ha , jb kisi ko loss huta ha to us insan k pass do choices huti Hain ya to vo himat har jaye ya phr is loss ko apny Lia aik new challenge smjhy agr wo himmat harta ha to he lose his business and if he took this loss as a challenge then he works hard and trying to get out of this loss and get success, or ya hamary Lia aik bhtarren lesson huta ha k hum apny senior traders sa ya sub ku6 sikhty hain.agr humain aik successful person bnna ha to humain apny loss ko face krna hu ga or is loss ko aik new challenge smjhna hu ga . Jab hum asa krain ga to hum kamyab hu skty Hain Hain. That's way if get loss don't lose heart, take this loss as a new challenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Accept the loss as a new challenge.

    agar hamen nuksan Ho jata hai to hamen apne nuksan ko accept karna chahie kyunki Jab Ham apne nuksan ko accept karte Hain tu Hi Ham achcha kam karne ke kabil Ho jaate Hain isliye hamen apne nuksan ko accept karna chahie aur usi pura karne ki koshish karni chahie Jab Ham apne nuksan ko accept karenge aur uski mehnat karenge to tab hi Ham apne nuksan ko pura karne ke kabil honge aur agar Ham mehnat nahin karte Hain to Ham apne nuksan ko pura nahin kar sakte hain yah hamare liye ek change hota hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Accept the loss as a new challenge.

      G han hany yahan per loss her business ka paath hai to ise Hamesha Sath Sath Lekar Chalna Hota Hai loss Ko Jab Ham accept kar lete hain to Fir Hamare liye success gain karna possible ho jata hai because except the loss as a news challenge Agar Ham Aisa Karte Hain To fir Yahan per Ham na Kam Nahin ho sakte Los ko apne liye ek challenge samjhe aur isko recover karne ki koshish karen Agar Hamen Yahan per loss Ho bhi Jata Hai To is se pareshan Nahin Hona chahie balke sometime loss hi Hamari kamyabi ka jariya ban jata hai Kyunki loss ki wajah se Agar Ham Himmat Nahin harte to hamare kam Mein motivation a jaati hai aur FIR Ham Yahan Par Loss ki vajah se bahut Kuchh sikhate hain aur Mazeed kamyabi Hasil Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Accept the loss as a new challenge.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: DanishIshaq پيغام ديکھيے
        Starting with the name of Allah Almighty, Assalam-u-alaikum Dear members, I hope you all are doing well. Jasa k is thread ka unwan ha k loss ko aik challenge ki thrahn smjhna chahiya , Jb koi bhi insan Kam krta ha zarori nai ha k us ko hr bar profit hu us ko loss bhi hu skta ha , chahy koi kitna bra trading bhi q nai ha us ko bhi loss huta ha phr wo us insan pa huta ha k wo is loss k sath kasa deal krta ha , jb kisi ko loss huta ha to us insan k pass do choices huti Hain ya to vo himat har jaye ya phr is loss ko apny Lia aik new challenge smjhy agr wo himmat harta ha to he lose his business and if he took this loss as a challenge then he works hard and trying to get out of this loss and get success, or ya hamary Lia aik bhtarren lesson huta ha k hum apny senior traders sa ya sub ku6 sikhty hain.agr humain aik successful person bnna ha to humain apny loss ko face krna hu ga or is loss ko aik new challenge smjhna hu ga . Jab hum asa krain ga to hum kamyab hu skty Hain Hain. That's way if get loss don't lose heart, take this loss as a new challenge.
        dear aapane sahi kaha ki profit aur last donon business ka part hai kabhi ka bara profit bhi karenge kabhi join aap log bhi karenge lekin loss per aapko pareshan nahin hona chahie balki loss ko aapane aise acche Lage accept karna hai uska matlab aapane mistake ki hai aur hamesha apni mistakes he bande ko sikhana chahie without lost aap kabhi kamyab nahin ho sakte lost jo hai na aapane karna hi hai to isliye loss ko Dil per nahin Lena chahie balki usi ko use karke aage jakar aap kafi achcha experience game kar sakte hain.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Accept the loss as a new challenge.

          Forex main koi bhi loss say nai bach sakta , ager achi learning and experience ko use kar kay analysis and planning ki jaye to is say hum loss kay chances to minimize kar sakty hain laikin completely loss say escape nai kar sakty,is liye ager loss ho jaye to mayoos hony ki bajaye again working karain or is loss ko recover karna aik challenge samjhain or achi planning kar kay new trade karain.
          • #6 Collapse

            Re: Accept the loss as a new challenge.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: DanishIshaq پيغام ديکھيے
            Starting with the name of Allah Almighty, Assalam-u-alaikum Dear members, I hope you all are doing well. Jasa k is thread ka unwan ha k loss ko aik challenge ki thrahn smjhna chahiya , Jb koi bhi insan Kam krta ha zarori nai ha k us ko hr bar profit hu us ko loss bhi hu skta ha , chahy koi kitna bra trading bhi q nai ha us ko bhi loss huta ha phr wo us insan pa huta ha k wo is loss k sath kasa deal krta ha , jb kisi ko loss huta ha to us insan k pass do choices huti Hain ya to vo himat har jaye ya phr is loss ko apny Lia aik new challenge smjhy agr wo himmat harta ha to he lose his business and if he took this loss as a challenge then he works hard and trying to get out of this loss and get success, or ya hamary Lia aik bhtarren lesson huta ha k hum apny senior traders sa ya sub ku6 sikhty hain.agr humain aik successful person bnna ha to humain apny loss ko face krna hu ga or is loss ko aik new challenge smjhna hu ga . Jab hum asa krain ga to hum kamyab hu skty Hain Hain. That's way if get loss don't lose heart, take this loss as a new challenge.
            Yes dear aapane Jo post Ki Hai bilkul Positive Thinking ke sath aapane yah Baat bahut acche tarike Se samjhaie Hai Jab Ham trading Karte Hain To usmein Ham to nuksan ho jata hai to Jab Ham is nuksan ko ek challenge ke Taur per Lenge aur is main reason find out Karenge ya Ham To nuksan Nahin Hua Hai To fir ham is nuksan ko bacha sakte hain aur is ko profit main change kar sakte hain Jab ham challenge per kam Karenge ka humu ya nuqsan Kyon Hua Hai To usmein Humne jitni bhi mistake ki hongi unke solution ko nikaalne ki koshish Karenge jisse Hamara nuqsan minimise ho jaega
            • #7 Collapse

              Re: Accept the loss as a new challenge.

              Forex trading aik risky business hai jisme profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur forex trading mein profit ki tarah loss ko accept karna chahie aur forex trading main loss se learn karna chahie aur forex trading mein loss ko dekhkar himmat our housale ke sath work karna chahie aur forex trading main loss se bachne ke liye hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex mein hamen trading aur work ache confidence ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bach sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Accept the loss as a new challenge.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: DanishIshaq پيغام ديکھيے
                Starting with the name of Allah Almighty, Assalam-u-alaikum Dear members, I hope you all are doing well. Jasa k is thread ka unwan ha k loss ko aik challenge ki thrahn smjhna chahiya , Jb koi bhi insan Kam krta ha zarori nai ha k us ko hr bar profit hu us ko loss bhi hu skta ha , chahy koi kitna bra trading bhi q nai ha us ko bhi loss huta ha phr wo us insan pa huta ha k wo is loss k sath kasa deal krta ha , jb kisi ko loss huta ha to us insan k pass do choices huti Hain ya to vo himat har jaye ya phr is loss ko apny Lia aik new challenge smjhy agr wo himmat harta ha to he lose his business and if he took this loss as a challenge then he works hard and trying to get out of this loss and get success, or ya hamary Lia aik bhtarren lesson huta ha k hum apny senior traders sa ya sub ku6 sikhty hain.agr humain aik successful person bnna ha to humain apny loss ko face krna hu ga or is loss ko aik new challenge smjhna hu ga . Jab hum asa krain ga to hum kamyab hu skty Hain Hain. That's way if get loss don't lose heart, take this loss as a new challenge.
                assalamualaikum g hi han friends hamin loss ko accept krna chahiye taky hm us sy smjh k ur koe glti ni krni chahiye balky hamin zyada sy zyada smjh k trade krni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Accept the loss as a new challenge.

                  Mai agree karta hun apki es baat say kay losses ko accept kar kay new challenges ke taraf daikna chaheye mai aksar ye baat karta hai kay jesnay be apni previous mistakes say kuch seeka wo next time kamyab hoga aor jesnay previous mistakes ko dobara repeat kiya wo nakam he hoga es leye loss aor profits har business mai hota hai agar kesi ko loss hojae tu bajae wo aos loss par pachtaye next challenge ki taraf jana chaheye aor previous ko avoid karna chaheye
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Accept the loss as a new challenge.

                    Loss ko accept karna achievement hoti Hai Jab aap lost WhatsApp karte Hain To fir aap usko recover karne ke liye planning karte hain per aap mehnat karte hain ki aap kisi Tarah usko recover kar sake jab tak aap loss ko accept Nahin karenge aur aap is Baat Ko accept Nahin karenge ki yah bahut badi market hai aur Jahan per aapko loss hoga to fir aap kabhi bhi profit nahin kar sakoge to apne aap ko theek Karen aur Jitna Achcha ho sakta hai vah kam Karen Aur mehnat Ke sath kam karne se hi aapke liye opportunities create hoti Hai system banaen system Mein kam Karen use system ko acchi Tarah follow Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Accept the loss as a new challenge.

                      Bilkul bahut acchi baat ki hai dear aapane Hamen Har loss Ko Ek Naya challenge samajhkar accept karne ki koshish Karni chahie Jab Ham Apna Har challenge accept karne aur uske according mehnat karne mein Kamyab Ho Jaenge To Ham kamyabi Hasil karne mein bhi Aage Ja sakte hain aur Apna Achcha kam karne Ke Kabil ho sakte hain Hamen Hamesha Himmat se kam Lene Ki Koshish Karni chahie aur apne kaam ko continue rakhne ke liye mehnat aur Lagan ko continue Rakhna chahie Hamen bahut acchi kamyabi aasani Se Mil Jayegi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X