Indicators se dhoka mat khaen only apni skills pe depend kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators se dhoka mat khaen only apni skills pe depend kren
    Friends hamare bahot se members apne bonus account pe ki tarah k indicators ko use kr k trading kr rhe hote hain jin se sirf unhen loss hi hota hai aur jahan tak mera khayl hai to kafi log rsi se bhi dhoka kha rhe rain
    Brothers koi bhi indicator hamen market ki correct position ni bta sakta hai isliye hamen always apni smiski pe depend krna hai aur apni stargty k motabiq hi work krna hamare liye behtar hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bilkul sahi kaha indicator surf market ko follow kartay hain in say andaza laganan bht mushkil hota hai k market agay kia move karaygi aur phir is k mutabiq trading karnan bht mushkil ho jata hai is liye apni skill PR hi inhisar karain...
    • #3 Collapse

      Har aik cheez yahan ahmiyat ki hamil hoti hai.Indicator bhi fully barosa nai karan chaye koun ke har aik cheez mian koi na koi kmi hoti hai is ley apni skills ko bhi zaror nazar mian rakhna chaye khod per trust bhi ahmiyat rakhta hai
      • #4 Collapse

        Brother ap ny thek kaha hy k apni skill increase karain magar ye skills increase kiasay hoon ge jub tak hum ye sub tries kar nai lain gy aur indicator jitny bhe hy they help us to identify the market behave which is essential for trading
        • #5 Collapse

          Brother you are right koi bhi indicator 100 % accurate nhen hota,her aik main kuch na kuch flaw hota hey leken main samjhta hon humain bilkul inka use terq nhen kerna chaey belkeh apni skill and indicator both use kerny chain aor indicators key related apna knowledge improve kerain.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
            Friends hamare bahot se members apne bonus account pe ki tarah k indicators ko use kr k trading kr rhe hote hain jin se sirf unhen loss hi hota hai aur jahan tak mera khayl hai to kafi log rsi se bhi dhoka kha rhe rain
            Brothers koi bhi indicator hamen market ki correct position ni bta sakta hai isliye hamen always apni smiski pe depend krna hai aur apni stargty k motabiq hi work krna hamare liye behtar hota hai
            Assalamualaikum Vijay Bhai Jaan Apne thik kaha ke Hame Kisi bhi indicator or report reading par depend nahi karna chahiye Jo trading Apne dimag Se Ki Jayegi usne aapko ek do trading ka experience Hassan Hoga aur dusra aap apne Aap Par dependable one Jayenge
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
              Friends hamare bahot se members apne bonus account pe ki tarah k indicators ko use kr k trading kr rhe hote hain jin se sirf unhen loss hi hota hai aur jahan tak mera khayl hai to kafi log rsi se bhi dhoka kha rhe rain
              Brothers koi bhi indicator hamen market ki correct position ni bta sakta hai isliye hamen always apni smiski pe depend krna hai aur apni stargty k motabiq hi work krna hamare liye behtar hota hai
              Bhai indicators hamari market ko samjhnay men help karty haen jab ap ko koe indicator milta hay bajay us k ap baghair market ko dekhy trade open kar len bhalky trade open karny k liye pehly jis ka ap ko indicator mily us py analysis karen agar wo ap k analysis k mutabiq ap k haq men hay to ap trade open kar sakty hain
              • #8 Collapse

                G hn dosto forex trading ma hmain jo bonus milta hy wo hmain bht he zyda mheant krny k bd milta hy hmain es ko awi brbad ni krna chy es ly jo log indicator wager ka sahar lyty hy wo trader loss he utaty hy kiun k ye hmain bilkul correct ni bata hy es paishgoe zyda tar galt he sabet hoti hy es sy bht sy trader ny apny bonus ko zyda kia hy es ly ma ap sb trader ko khena chata hu k indicator ki bjy ap apny knowledge experience or skills sy trading kry ye ap ko kafi faida dy gi
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul sahi baat kahi hy app ne indicators bilkul some time dokha de jatay hain in per 100 percent aitbaar ni kerna chahiye balkay apne experience or skills ko samnay rakh ker trading krni chahiye indicators humain market ki bilkul correct move ni btayay is lie app ziada apne skills pe hi depend ho ker trading krain
                  • #10 Collapse

                    agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to he hum market main achi trade kar sakty hay esmain humay short cut bhi use nahi karna chahiye kyun keh agar hum short cut use karen gay to esmain kisi kisam ka earn nahi kar sakty bs humay sabar say kam karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      nahe ye concept he ghalat hay kay indicator se dokha hota hay indicator loss deta hay asal mei loss trader khud karta hay aap koi bhi indicator laga detay ho apnay chart mei aap ko samjah he nahe hoti uski working ki indicator se dekh kar buy ya sell nahe hoti indicator just aap ko isharay ka kaam karta hay ap ki skills indicator pe depend nahe karti indicators ko just market kay guess kay liye istemaal karain baaki aap apni skills pe aitmaad karain...
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators se dhoka mat khaen only apni skills pe depend kren

                        Indicator bahut kam Aise Hote Hain Jo Humko theek signal provide Karte Hain Har Na Ja Ta tar indicator sirf friend ke sath Chalte Hain Hamein koi bhi advance trend Nahin Pata Te isliye Hamein Khud price action See khana chahie aur indicator ko kam se kam istemal karna chahiye Kyunki yah Hamein theek signal Nahin dete aur Hamein loss Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators se dhoka mat khaen only apni skills pe depend kren

                          hamy forex main best experience hasil kar ky different indicators ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham is main achi trading kar sakty hain ham is main taridng kar ky acha bonus hasil kar sakty hain or apni zarorot ko por akar sakty hain yai usa china or new yark jesy bary bary mumalik main tezi sy phel raha hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators se dhoka mat khaen only apni skills pe depend kren

                            dear fellows indicator hamein dhokha nahe daitay hain,hamein tab he loss hota hai jab ham indicators ko sahi way main use nahe kartay hain,agar hamein indicators ka use karna nahe ata hoga tu phr ham sahi way main un ka faida nahe utha patay es liye ye zarori hai k ham indicators ko apply karna sekhein so that ham behter way main un ka use kar sakein
                            https://t.me/pump_upp

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X