Big invesment k sath small lot = Success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big invesment k sath small lot = Success
    Dosto me kafi arsay say forex trading kr raha hun aur me nay kuh experience say yeh bat prove ki ha k agr hum apna mind bna lain k small lot open krni ha aur jb tak trade profit mn close na ho new trade open nai krni to mera khayl ha yeh forex mn agr hmaray pas 500 ka account balance ho to jis tarha aj kal Gold 1700 oper price pay pauncha hua ha to 500 sath agr 0.01 sell ki tradelgai jaye to loss yeni account wash k chance intahi kam hain aur ho skta ha running loss k bad aik din aik week ya aik mah tak lag skta ha lekin at the end wo trade profit mn he close ho gi. So agr yeh policy follow krain to mera khayal ha hum ic say bhi earning kr sktay hain aur wo bhi tension free. So hmain ic formula pay amal kr k trade kr k check krna chaheay k yeh kis had tak tak kamyab hota ha. Me nay khud try kea hua ha aur kafi successful raha ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Big invesment k sath small lot = Success

    ji bilkul agar hamare pass acchi investment hai to tab bhi hamen trading kam karni chahie agar Ham trading bhi badi karenge to hamen fayda nahin hoga isliye hamen chahie ke agar hamare pass badi investment hai to tab bhi hamen chhoti chhoti trading karni chahie kyunki chhoti trading se hamen munafa achcha Mil jata hai aur agar badi trading hoti hai to hamen achcha munafa nahin milta balke hamara nuksan ho sakta hai aur tabhi Ham apni investment ko bacha sakte hain
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Big invesment k sath small lot = Success

      forex aik online business hain hum is mai baagr balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam ker sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik legal business hain huk is mai bager balce account bana kar be kam ar ky bonus gain kar sakty hain yai aik legal business hain is mai hum apny boss ap hain
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Big invesment k sath small lot = Success

        Bilkul dear Agar Ham apni earning ko increase karna chahte hain To Hamen koshish karni hai ki apni big investment ke sath trading karte waqt Hamesha small lot size ko hi use Karen Jitna Jyada Ham kam Karenge utna Italy Ham Apne balance ko saaf rakhte Hue apni earning ko increase kar sakte hain Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Big invesment k sath small lot = Success

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
          Dosto me kafi arsay say forex trading kr raha hun aur me nay kuh experience say yeh bat prove ki ha k agr hum apna mind bna lain k small lot open krni ha aur jb tak trade profit mn close na ho new trade open nai krni to mera khayl ha yeh forex mn agr hmaray pas 500 ka account balance ho to jis tarha aj kal Gold 1700 oper price pay pauncha hua ha to 500 sath agr 0.01 sell ki tradelgai jaye to loss yeni account wash k chance intahi kam hain aur ho skta ha running loss k bad aik din aik week ya aik mah tak lag skta ha lekin at the end wo trade profit mn he close ho gi. So agr yeh policy follow krain to mera khayal ha hum ic say bhi earning kr sktay hain aur wo bhi tension free. So hmain ic formula pay amal kr k trade kr k check krna chaheay k yeh kis had tak tak kamyab hota ha. Me nay khud try kea hua ha aur kafi successful raha ha.
          Yes deer aapki baat bilkul theek hai agar Ham Jyada investment main lot size kam rakhte Hain To isase Hamara account Jyada save Rahega aur ham Jyada profit Hasil kar sakte hain aur isase Hamara risk bahut hi minimise ho jaega isliye Humko koshish Karni chahie ke lote ka size bilkul thoda rakhen beshak Hamara account balance jyada ho ya kam ho
          • #6 Collapse

            Re: Big invesment k sath small lot = Success

            dear g han ap ki bat sahee hay agr ham forex main beri say beri invest karaty rahaty hein to is main ham ko chye k ham is main small lot ko use karnay k bad main he trade ko kia akrein is main ham k kam jitna bhi acahy say acha ho g ham ko itnae hebad main ja ker k kamybi ko gain karany maina sani ho sakti hay so is main ham ko mehant k sat apnay kam ko las tak better say better kartay rahan ho ga or is k bad main he ham ko agay ki tarf janay k baray main khyal jaraty rahan ho ga gar ham is main aisa kia kraein gye yto bad main ja kr k heham is main kamyb hosakein gye .
            • #7 Collapse

              Re: Big invesment k sath small lot = Success

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
              Dosto me kafi arsay say forex trading kr raha hun aur me nay kuh experience say yeh bat prove ki ha k agr hum apna mind bna lain k small lot open krni ha aur jb tak trade profit mn close na ho new trade open nai krni to mera khayl ha yeh forex mn agr hmaray pas 500 ka account balance ho to jis tarha aj kal Gold 1700 oper price pay pauncha hua ha to 500 sath agr 0.01 sell ki tradelgai jaye to loss yeni account wash k chance intahi kam hain aur ho skta ha running loss k bad aik din aik week ya aik mah tak lag skta ha lekin at the end wo trade profit mn he close ho gi. So agr yeh policy follow krain to mera khayal ha hum ic say bhi earning kr sktay hain aur wo bhi tension free. So hmain ic formula pay amal kr k trade kr k check krna chaheay k yeh kis had tak tak kamyab hota ha. Me nay khud try kea hua ha aur kafi successful raha ha.
              Ji han Agar Ham bag invest ke sath small lot Lagate Hain min ke 0.001 Agar Ham sale yah bi Karte Hain To yah Hamari success ki taraf Jaega Kyunki Hamen profit Hoga aur account wash hone ke chances bhi bahut kam Honge Kyunki Agar Hamen last bhi hota hai to bahut kam last Hoga isase Ham Ek mustkil trader Ban Jaenge aur Hamara experience bhi trading Mein badh a jaega
              • #8 Collapse

                Re: Big invesment k sath small lot = Success

                Dear member forest rating mushkil online business hi kamyabi Hasil hoti Hai Jab aap ismein knowledge King kar lete hain. Father of investment apne trading account ko mukmmal tarike se manage karne aur trading start karenge FIR bahut jyada Chand se hote Hain ki Aap yahan per achcha profit lenge. Kisi bhi Jada ke profit ki calculation uski lot size se lagai jaati Hai jisko money management re kaha jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Big invesment k sath small lot = Success

                  DDear friend ap ki baat bilkul theek us sorat mn agar ap ko market sahe se analyse karna ati hogy or ye baat us waqat ghalat hogy jab ap ko market ko analyse ata hoga jab ap market ko achy tariky se analyse kar skty hongy to phr ap ka small lots size ap k liy ghlat hoga .jab ap k pass big investment ho or ap market ko bhi achi trah analyse karskin tab ap lot size big use karin jab ye dono na hon tab ap small size lots use karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Big invesment k sath small lot = Success

                    g ahn dar bilkul theak kaha ha apne apki bat bilkul theak ha agr hum chaty han kay humara account save rahe or humare sari investment zaya na ja ay to humae chaiya kay hum kabhi bhi apni tradew ka lot size bara na rakhen ya humare noksan ki bat ah agr hum kmayai hasil karna cahty han apni trading main to humaen chaiya kay hum apni trading kay lot size kam rakhen or trading main jo chez sub say zda importanat ha wo ya ha kay humara trade ka lot size ...ya s8ub say zada important ha ....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Big invesment k sath small lot = Success

                      ji bilkul agar hamare bypass acchi investment hai to tab bhi hamen buying and selling kam karni chahie agar Ham buying and selling bhi badi karenge to hamen fayda nahin hoga isliye hamen chahie ke agar hamare skip badi funding hai to tab bhi hamen chhoti chhoti trading karni chahie kyunki chhoti trading se hamen munafa achcha Mil jata hai aur agar badi buying and selling hoti hai to hamen achcha munafa nahin milta balke hamara nuksan ho sakta hai aur tabhi Ham apni investment ko bacha sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X