Lot size kitni honi chahyie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size kitni honi chahyie
    Dear members ye aik bht big sawal hai forex ma k lot size kitni honi chahyie .. lot size depend krti hai hamry account balance pr k hamra account balance kitna hai agr hamra account balance $150 hai to hum 0.6 tak ki lot size asani se le sakty hain lot size ko iss balance pr hum increase b kr sakty hain lekin iss se humein ye nuksan ho sakta hai k agr hamri trade loss ma jati hai to zaida loss b ho sakta hai aura gr hamra account balance $300 tak hai to hum asani se 0.20 tk ki lot size se kam le sakty hain iss se acha profit ho sakta hai lekin agr hmra account balance $50 se neechy ho to humein abhi trade k bary ma plan nhi krna chahyie agr trade lagani he hai to 0.2 tak ki new member trade lga sakty hain
    Agr post ma kuch information mili ho to thanks zurar dena milty hain next thread ma
    :1f61e: THANKS :1f626:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size kitni honi chahyie

    forex main hum es main olot size ko use kar kay hum es mian kam akr skty hain our hum es main bgir learning kay hum es mian kam akrain gvain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our forex 1 boht bra business hai nopur hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex 1 acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: Lot size kitni honi chahyie

      Assalamu alaikum aapki baat bilkul theek hai hamen Forex mein agar kamyab hona hai apna account se rakhna hai to hamen apni lot size per control rakhna hoga kyunki jab tak Ham apne lot size per control nahin rakhenge tab tak Ham Forex trading mein kabhi kamyab nahin ho sakte Forex trading ki local business nahin hai ismein lot size per control karna hamari bahut badi kamyabi hai agar hamare pass $100 ka account hai to hamen chahie ki currency pair per 0.01 ki lot ka istemal Karen isase jyada hamen Laut bilkul bhi istemal nahin karni chahie agar humne heavy pair per jaisa ke gold CL aise pair per hamen trade karni hai to hamen chahie kya ham $1000 ke account per minimum 0.01 khiladi ka istemal kar sakte hain tabhi Ham apna kaun se vruksh karte hain otherwise hamara account save nahin hota aur ham lossy karte hain last se bachana bahut lazmi hai
      • #4 Collapse

        Re: Lot size kitni honi chahyie

        dear forex amrkeet main kaam karnay k liye agar hamko is baat ka sahi andaza hay ya hamara khud ka account hay to hamko tab he sahi pata chalta hay k hamaray account main kaam kartay huvay hamari lots ka size kis hisaab say aur kitna hona chaye agar ham markeet main aisay he apko tukkay say batatay hain to na hamko kuchs amjh ayege aur na ham apko kuch sahi aur propper tareekay say samjhnay main kamyaab hos aktay hain is liye hamko aisa sawal poochnay say pelay propper accounts ki detail k sath agar ham baat kartay hain to tab he hamko iska sahi andaza hos akta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size kitni honi chahyie

          han ji bilkul aapki baat theek hai ki hamara lot size bahut hamara kam hona chahie hamara lot size hamare bonus ke mutabik hona chahie hamara To hona chahie tumhara lot size kya hona chahie hamara
          • #6 Collapse

            Re: Lot size kitni honi chahyie

            Assalamu Alaikum best question dear free online trading Mein lot size kya hona chahie UK trading ka daromadar lot size Bari hota hai Ham Chahe lot size Apne account ke hisab se apne account ki equity ke hisab se lot size Laga sakte hain Magar use pahle Hamen market ko analyse karna bahut Jaruri Hota Hai Jab Ham market ko best tarike se analyse karte hain aur ham Apne account mein balance ki equity ko Dekhte Hue lot size Lagate Hain To Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham lalach Karke lot size big Lagate Hain To Hamen yah to to big profit Hasil Hoga ya to big loss big loss Ki Surat Mein Hamara account was ho sakta hai isliye Hamen Aisi trading Nahin Karni chahie Jo Hamare account was hone ka sab Bane Hamen careful hokar trade Karen aur Achcha profit Hasan Karen
            • #7 Collapse

              Re: Lot size kitni honi chahyie

              Ji bilkul yesterday malout system istemal karna chahie ismein hamara apna hi fayda hai agar Ham jitna lot size istemal dhamal karenge jitna aapko fayda de sakelot size can I become a small karenge utna hi aapke liye fayda hai kyunki Agar aapko loss ho jata hai to kaam large size ki vajah se kam hoga Agar aapko love hota hai aur aapane lot size Bhi jyada laga hua hai to aapka isiliye trading soch samajh Kar karna chahie drawing mein jitna ilaaj kam size istemal karenge aapke liye fayda hai agar Ham market Ko mukammal Jahan jaate Hain To aapko bahut hi accha ho sakta haiagar aap market Ka mat Karna nahin chahte to usko Sikh Rahe ta ke weekend per bahut
              • #8 Collapse

                Re: Lot size kitni honi chahyie

                lot size hmy money management k toor py rakni chahiy agar hamara balnc chuta b to hmy lot size b chuta hi rakna chahiy lalch my a k hmy lot bara ni rakna chahiy ni to hamara loss ho b sakta ha acount b wash ho sakta ha hmy lot tb bara rakna chahiy jab hamra balnc 500$$ jtna ho
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size kitni honi chahyie

                  ji ap ne acha swal kea hai hamein lot size ktini use krni chahy to mein ap se khena chaon ga bhai ap apny belnce ko dekh k lot size use krin gy to ziada bhtar rhy ga ye na ho ap ka accunt bari lot bardasht na kre
                  :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size kitni honi chahyie

                    My dear friends lot size kam se kam 0 1 Ka Hona chahie isase zyada Hamen use nahin karna chahie Kyunki Agar Ham isase zyada lot size use karte hain To Hamen usmein bahut bada nuksan ho sakta hai agar Ham kam se kam lot use Karenge to market Upar Se niche Chali Ja Ja niche se upar Chali Jaaye to hamare account ko Kabhi Bhi Koi Khatra lahak Nahin Hoga Kyon Ke Agar Hamara lot size Zyada hoga to market Hamara account was kar sakti hai isiliye Hamen kam se kam lagat use karna hoga tabhi Ham ismein achha faida hassil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size kitni honi chahyie

                      Mera khayal ha jo log fourm pat new hain ya jin ko forex trading ki field mn ziyada arsa nai hua un k leay yeh sawal kafi ehm ha. Lot size ki agr bat krain to mera khayal ha hmain log size k baray mn proper awareness honi chaheay kyun k jb tak hum lot size ko apnay account balance k sath calculate nai krain gay tb tak mera khayal ha aik achi aur safe trading nai kr sktay. Mera khayl ha small lot size account ko safe limit tak rakhnay mn bahut ehm kirdar ada krti ha. Lot size agr munasib ho to account wash honay k chance kafi kam hotay hain. Hamin ziyada say ziyada focus krnay ki zarurat ha lot size manammanpay aur lot size pay control forex mn kamyabi ki zamanat ha. Gold pay agr trade open krni ho to 200 balance k sath 0.01 say ziyada ki lot nai honi chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size kitni honi chahyie

                        Dear member hmari lot size jitni kam hogi ut na hi hmary buisness kay liye acha hoga or lot size hmary acount mein hony waly balance py depend karti hai jitna hmara balance hoga hamein us sy kam lot use karni chye sonmetime market boht fast hojati hai or hmary acount wash hony ka khatra hota hai is liy apny balance sy kam sy kam lot size karein gy to profit bhi hoga or acount wash hony ka khatra bhi nahi hoga is liye mehnt sy kaam karein or apny futue ko achy sy acha banay ham forex buisness maein mehnat or lagan sy kaam kar kay apny carear ko bana sakty hein or acha earn kar sakty hein aur soch samj kay kam karny ki zarort hoti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size kitni honi chahyie

                          dear lot size ki amount hamary capital par depend karti hai matlab apky pas kitna kitna balance hai misal k toar par apky pas 10$ hai or 0.01 ki just ek trade open kar sakty hain ise tarhan agar ap k pas 20$ hain to ap 0.01 ki 2 trades open kar sakty hain agar ap k pas 100$ hain to ap 0.02 ki trades open kar sakty hain or 0.01 ki bhe .is bat ko agar ap samjh jaen gy to ap money management karna sekh jaen gy or apko bhot easy lgy ga kam karna or acha profit earn karna ..trading main sub sa zeada most important bat money management hoti hai agar ap money management karna janty hain to ap achy sa trading kar sakty hain or bhot acha profit bhe earn kar sakty hain ..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X