Forex trading mn luck ka koi role nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mn luck ka koi role nahi
    Agar ap forex mn success hasil krna chahte hain to ap ko luck pr depend kiye begair achi planning aur strategy k sath hard work krna ho ga forex mn luck ka role bilkul minimum hota hy agr ap forex trading mn luck pr depend krna suru kr den gy tu ap kabhi kamyab ni hon gy isly apne analysis ko behtar krn taake ap acha aur profitable trade kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

    Forex trading mein lakkha roll hai yah bilkul galat kah rahe hain forex trading mein lag ka koi roll nahin hai humne forex trading mein donon chijon ko sath lekar jana hai asal mein hamara maksad forex trading ko apni experience apne knowledge aur apni mehnat se hasil karna hai lekin lakkha bhi vital role hai agar hamari lakh acchi hai to Ham bahut jaldi kamyab ho sakte hain lag bhi aapki forex trading mein bahut important hoti hai forex trading mein jo trader bahut achcha kam karte hain aur unki lag Gai acchi hai inshallah unko kamyabi milati hai Maine bahut sare aise member dekhe Hain jinki lakh ki vajah se unko kamyabi milati hai aur vah mehnat bhi karte Hain to donon chijon ko humne sath lekar chalna hai Taki Ham trading mein perfect aur successful trader man sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

      g han dear aik dm thk kaha apny trading m koi role nh h luck ka is m sb mehnat p depend krta h jitni mehnat krein gy skills improve krein vgy market ka knowledge gain krein gy or jitni market ki understanding hogi jitna analysis strong hoga utni kamyabi mily g jo log mehnat k bgair ee luck ka name dyty hn wo totally wrong hoty hn ku k its not a game its business hmein bht sary strategies ko techniques ko follow krna hota h luck ka koi link nh sb depend krta hmari mehnat p ab ye hm p depend krta h k kitni mehnat krty hn hm jitni mehnat utni success..
      Last edited by ; 16-06-2020, 06:31 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

        forex kosamjna aik din ka kam nahi hain hamy leanring gain kar kay ik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy is mai luck ko ignore kar ky kam karna ho ga hamy is mai mahnet karne ho ge forex ko samjna aik din ka kam nahi han hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

          han g apnuy thk hi to kha hy yhan per just mhnat ki hi zarorat perti hy ham mhnat jitni ziada krein gy hamin utna hi acha result hasil kerty hein forex min luck ka koi bhi role nhi hy ap han per mhnat krin gy aour ager apk ps knowledge aour traing ka strong experince hoga to ap usi key mtabik hi yhan sey achi earninig ker sakin gy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

            han g ap nay shi khaa hai umain agar es main trade kurni hai to es kay liyay humara luch es main koi rule nhi kurtaa hai humain es main kamyab honay kay liyay or acay say es maain trade kurnay kaay liyaay hamesha cah asaa experience r knowledge gain kurna chahiyay or es kay bad humaain es main trade kurni chahiyay agar hum es main apnaa kam es trhaa saaykurtay hain hum achaa sakam kurtay hain or es kay sath saath hum es main achay saay trade kur kaay kamyab bhi ho jataya hain to es trah say humain hamesha apnay kam ko jari rukhnaa chahiyay or successs gain kurni chaahiyaaay
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

              forex trading business aik abhut he acha business hae is main luck kuch nhe hota hae is amin mehnat chalte hae or jo bhe log is main mehnat ache tarah se kar jate hain wo he to is main kamyab ho te hain to sab logon ko cahiye ke wo is amin kabhe bhe luch par depend na kiya kare balkje un ko cahiye ke wo is amin mehnat par yaqeen karen or mehnat karte bhe rahe take wo bhe is main kmyab ho saken or jo bhe log is min kam sahe tarah se kar jate hain wo he to is ain kamyab bhe utna he ho jate hain to hamne bhe sahe tarah se pna kam karna ho ga jo log apne kam ko she se time dete hain wo he is main isko sekh sakte hain to sabh ko is main sahe tarah se kam karna ho ga agar un ko kamyab hona hae to
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

                Luck peri trading Mein kam tab Karta Hai Jab Ham lucky hote hain lekin Hamen apni mehnat per pura Bharosa Rakhna chahie confident hokar kam karna chahie Kyunki Jab Hum confident hokar kam karte hain apni mehnat per Bharosa rakhte Hain tab Ham bahut zyada successful hote hain market mein experience ki jarurat hoti hai aur Market ka experience Hamesha aapko aapki mehnat se Milta hai agar aap Forex main lucky rahakar kam karte ho aur forex market Mein successful Hona chahte ho to aapko mehnat ki zarurat bahut zyada padati hai mehnat karne wala trader hi successful Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

                  Forex main kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai isliye forex mein hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur forex main work se pahle hamen apne experience aur knowledge ko bhi increase karna chahie kyunki forex mein ache experience aur ache knowledge ki madad se hum achi trading kar sakte hain aur forex main achi kamyabi hasil karne ke liye confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading money management aur sabar ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein ham kamyab ho sakte hain aur ek ache trader ban sakte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mn luck ka koi role nahi

                    Sahi Kaha main aapki baat se aagrah karta hun Forex per lakh ka koi roll Nahin Hai Hamen kamyabi only Hamari mehnat se milati hai so Hamen chahie kamyabi Hasil karne ke liye apni mehnat ko continue rakhen ISI Mein Ham sab ka don Ti hai aur aap bhi ISI se satisfy Honge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X