Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?
    Forex trading main trading karnay kay liay account funding bohat zarori hay kun k es kay baghair ham koi bhi trade open nahi kar saktay aor na hi koi bonus withdraw kar saktay hain mara ap sab say sawal hay k account funding ya funds transfer say kia murad hay aor yeh kaisay hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

    hamaina ccount k rules ko follow karna ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur trader baany say pahly is k baryy main learning karni ho gi ta k earn karein gay uar hamain market main bi mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k h hum achi trade kar k hi hum run kar k hi hum run kar skaty hain aur earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

      dear forex markeet main kaam karnay say pehlay haamray pss is markeet ka har kisam ka sahi knowledge ka hona bahut ziada must hay jis main agar hamko aisi baatonka pata hota hay to ham har kisam ki problesm ko solve kar sakaty hain account funding ka mean hay k ham nay account main kis aur kitna depsoit kia hay jis say ham nay markeet main kaam karna hay.
      • #4 Collapse

        Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

        Account funding ya fund transfer ka matlub yei hota hay kay apnay account may investment ki jay. Pak forex forum pay kaam ker kay members jo bonus laytay hay woi account ka fund hota hay jic say pher trading hoti hay. Jo members khud bi apnay trading account may investment kertay hay ucay account funding kehtay hay aor uc tareeka ko fund transfer kehtay hay. Traders ki forum bonus zayada mell raha ho to funding ki zarorat he nai hoti hay
        • #5 Collapse

          Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

          Ham market mein jo amount to deposit Karke kam karte hain usse transfer hi Kaha jata hai aur forex market Mein Ham kam Karke profit Hasil Karte Hain Jo Paisa kamate Hain vah Jab Ham Apne cashmaal ke account mein transfer Karte Hain To Ham I jazzcash Kesariya Paisa nikal Sakte aur apni jarurat ko pura kar sakte hain Forex 1 online kabhi khatm na hone wala Achcha business hai Ham ghar mein baith Kiska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
          الحمد لله رب العالمين

          • #6 Collapse

            Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

            bhot he usefull threads ki hain apne agar forex main work kiya jata hain tu ek trader ko regular kam karne k liye hard work krna must hain jaab tak hard work nhe hoga tu earning b nhe hogi bouns jaab account main add hota hain tu usy add funded kaha jata hain or agar trader apne account say dosre member k account main fund send kare tu usy fund transfer kaha jata hain
            ​Sadaf Khan
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Account Funding ya Funds Transfer say kia murad hay?

              G bilkol dear membdr ap nay aik acha sawal kia hai humain forex main trading karnay say pahlay humain poori information honi chahye kaam k hawalay say or humain har cheez lo pahlay say manage kar k hi kaam shuru karna chahye accounts funding aik important element hai humain maloom hona chahye k hum nay kahan pe konsi trade karni chahye or us k liye hamare account main kitnay paisay honay chahye or loat size ko bhi manage karna chahye. Account funding apnay account main paisay dalnay ko kahtay hain ys kisi account main investment karnay ko kahtay hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X