Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he hay
    Dear members. forex main mistakes tab he hoti hain jab hamari forex kay bary main learning and trading skills weak hoti hay. Ager hum apni forex learning ko focus kar kay improve karain to ham apni trading skills ko bhi improve and good kar sakty hain. Jis waja say time guzarny kay sath sath hamari learning and trading weaknesses khatam hoti jayain gi or hum forex main apni mistakes and losses per bhi complete control kar lain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

    Dear member Apne bilkul theek Baat kahi hai Jab Hamare andar lack of knowledge aur lack of experience hoga to definitely Ham negative approach ki taraf Jaenge aur Hamen is loss Hoga aur yah Hamari apni hi kutta hi Unki vajah se Hoga To Hamen chahie ki Ham apni is weakness ko click Karen aur Inko fix Karen aur next time ke liye in Bikaner se avoid Karen is the best Tarika yahi hai ki aap Jitna Jyada Apna time ho sakta hai usko learning process Mein utilise Karen Taki aapko loss kam se kam ho aur profit Jyada Se Jyada
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

      hamain is forum main practice karni ho gi aur sill ko increse kar hi hum sucess ho sakty hain aur hamain mind ko fres ka rk hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain apny weak poitns ko strogn kar hi hum achy say trade kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay uar hamain is foruum main kam akr k hi hum achy say trade karni ho gi aur loss kmh o
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

        hamy mistakes ko avoid kar ky kam karan ho ga pher he hum pasia kama sky gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karn ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account bnd ho jy ga forex iak best business hain is mai hamara ki be boss nai hain
        الحمد لله رب العالمين

        • #5 Collapse

          Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
          Dear members. forex main mistakes tab he hoti hain jab hamari forex kay bary main learning and trading skills weak hoti hay. Ager hum apni forex learning ko focus kar kay improve karain to ham apni trading skills ko bhi improve and good kar sakty hain. Jis waja say time guzarny kay sath sath hamari learning and trading weaknesses khatam hoti jayain gi or hum forex main apni mistakes and losses per bhi complete control kar lain gay.
          G haan jab tak is business mein hamen achcha khasa experience aur knowledge Hasil nahin ho jata Ham isase regular profit Hasil nahin kar sakte Ham se mistake bhi honge aur aur ham galat decisions bhi ismein lenge lekin jab achcha knowledge or experience Ho jaaye to per aapke jyada decision sahi honge aur aapko isase regular fayda Hasil hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

            Bilkul dost ap na thek kaha ha k hmra sa mistakes knowledge ke kami ke waja sa hoti ha lakin hm un mistakes sa sikhta b to ha agr hm na sikha to ya galat ha agr ham ak galti karta ha to hma us sa sikhna chya taka hm wo galti dubra na kara ya platform sikhna k lya he ha is laya yaha jatna ho saka hma learning karni chya aur sath ma demo account pa practice b karni chya jis sa mistakes k chances bhot kam ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

              G bilkul hmy apni learning py focus hona chae jitna hm Learn krn by itna he hmy main knowledge hoga or hm kmyab ho sakn by qnk Learn krn by to hm success ho salty hn.or hm apni ghaltio sy he zeada learn krty hn k hmny kahan or kea mistake ki hy.shuro ma hm ghaltyan krn by hmy loss hoga lekn hmy mehnat jari rakhni chae qnk mehnat sy he kmyabi multi hy.
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

                agar hum market k analyses nahe kary gy to hamy loss hi jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy apne learning ko best bana kar market mai enter hona chahey kue ky jitne ache hamare learning ho ge hamara kam be utna he acha ho ga or hamy is main bonus be acha he hasil ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

                  yes ji han dear friend loss ka hona hamri weekness ko zahar karta hnai agar ham forex main mistakes karty hian to woh is main hamri nakmi ki waja banti hai agar ap is mani mistakes ko baar baar duhraty hain to ap is mian nakaam hoty hain kamyb nai ho paty hain ji han mistakes ki waja say hamri loss aur weekness harmi skills par bura asar daliti hain agar ap is main achy work karty ho to woh ap ko kamyb banati hai ap nay is main mistakes nai karni ahi agar ap nay apni kamzori say bachana hai to apni weeeknes ko storng banin
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes and losses ka hona hamari learning and skills weaknesses ki waja say he

                    Slam to all dear friends
                    Hum sy trading main ghalti tb hoti hai jb humary pas learning skill km hoti Hain humain forex main mistake py qabu pany k liye Ziada sy ziada learning py focus krna hoga learning skill py ko increase krne k liye Humain demo account py prectis krni chahye
                    Business main kamyab hony k liye huamin experience hasil krna chahye or senior sy tips leny chahye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X