Trend se hat kr trading na Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend se hat kr trading na Karen
    Assalamu alaikum subha bakhair doston jaisa ki aaj Ke Karan time main market ki situation bahut hi kharab ho chuki hai aur jo bhi trader trend ke against trade karega to use nuksan hi hoga trade ko chahie ki kabhi bhi trend ke against trade na lagaen sabar aur tahmul ke sath kam Karen aur acche se accha kam karne ki koshish karen market ke trend ko samajh Kar Ke hi aur use proper follow karke hi aur uski condition ko bhi samajh Kar Ke hi completely analysis karne ke bad hi koi trade lagaya market ko Ham jitna jyada serious lenge aur is per Dil laga kar ke kam karenge aur Puri mehnat ke sath kam karenge tabhi Ham market to Behtar tarike se jaan payeng market ko samajhne ke liye mehnat bahut hi jaruri hai aur har ek chij ko proper maintain rakhne ke liye hamen Dil laga kar ke kam karna hoga aur apne kam karne ke tarike ko aur mazeed Behtar banana hoga jitna achcha Ham kam karenge utna hi achcha profit Ham market se earn karenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend se hat kr trading na Karen

    Trend k against trading krny se loss hota hy account bhi wash ho jaty hein kionkeh traders preshani mein ziada mistakes krty hein traders ko trend find krna seekhna chahiye kionkeh trend mein trading krny se acha profit milta hy market favour mein run krti hy jb trend change hony lgta hy tu trade achy profit mein close ki jati hy trend mein trading krny wala kamyab trader ban jata hy.
    • #3 Collapse

      Re: Trend se hat kr trading na Karen

      Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai Hamen kabhi bhi turant ke against trading Nahin Karni chahie aur koshish Karni chahie ki trend ko follow karte hue hi Forex trading dikhne Mein trading Karen aur apne earning ko increase Karen bahut se traders Apne account ko wash kar lete hain Agar wo trend ko against trading Karen isiliye Hamen Hamesha Apne account ko saaf Rakhna Hai Aur prant Ko follow karte hue hi trading karni hai Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Trend se hat kr trading na Karen

        hamy market ke movement ko dakth kar is mai trading karne chahey pher he hum is main profit hasil kar sakty hai hum is mai aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty han hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hamy aik time mai aik he pair mai trading karne chahey hamy is man soch samj kar trading karne chahey yai aik acha karobar han
        • #5 Collapse

          Re: Trend se hat kr trading na Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum subha bakhair doston jaisa ki aaj Ke Karan time main market ki situation bahut hi kharab ho chuki hai aur jo bhi trader trend ke against trade karega to use nuksan hi hoga trade ko chahie ki kabhi bhi trend ke against trade na lagaen sabar aur tahmul ke sath kam Karen aur acche se accha kam karne ki koshish karen market ke trend ko samajh Kar Ke hi aur use proper follow karke hi aur uski condition ko bhi samajh Kar Ke hi completely analysis karne ke bad hi koi trade lagaya market ko Ham jitna jyada serious lenge aur is per Dil laga kar ke kam karenge aur Puri mehnat ke sath kam karenge tabhi Ham market to Behtar tarike se jaan payeng market ko samajhne ke liye mehnat bahut hi jaruri hai aur har ek chij ko proper maintain rakhne ke liye hamen Dil laga kar ke kam karna hoga aur apne kam karne ke tarike ko aur mazeed Behtar banana hoga jitna achcha Ham kam karenge utna hi achcha profit Ham market se earn karenge
          G dear hamen chaheye k ham trend k motabiq trade karen. Aur trend k khilaf trade ka matlab ha k khid loss ko invite kerna ha. Isliye Solanki per Hamen kam karte hue train ke mutabik trade Lagani chahie aur trade Lagate Hue Hamen chahie ki Ham Apne technical analysis kar len Ham technical Lene strong aur acche tarike se Karenge To Hamara friend Sahi tarike se find Hoga aur Hamari trade kamyabi ke sath profit Mein close Hogi technical analysis ke liye Hamen chahie kitni der mein kaun si practice Karen aur usko acchi tarike Se Hain check Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Trend se hat kr trading na Karen

            Forex trading mein train market ki favour mein trade karni chahie Agar Ham trend market ke gastrade Karenge to Hamen nuksan hoga per exciting ek achcha business hai Hamen experience ke liye jitni jyada practis Karenge demo kaun ko proper time denge ham utna hi achcha fayda asar kar sakte hain Forex trading ek achcha business hai online business hai Ham ise Jitna chahe profit banaa sakte hain Apne acche experience ke balbute per.
            • #7 Collapse

              Re: Trend se hat kr trading na Karen

              Waslam bhai bilkul theak kaha hai ap ny es wakt market boht buti trha motasir huii parhii hai halat kafii sangeen ho chuky hein es lia humy maret ky trend market ki zrurt ko janny kinkosiah krny hai us ky mutliq trade lgana hai jo ky humry lia bohat zryrii hi esy sy humy profit hasil hoga humara earning mission bhi complete hoga or hum kamyabii ky sath aagy bhrtt jaaein gein out of trend to wrsy bhi kuch nhi krna chaiye ajkl to wesy bbibtrend ky hisan sy hr kaam ho raha ha..
              • #8 Collapse

                Re: Trend se hat kr trading na Karen

                G haan hamesha ap ko trend ko follow krna hay hat kr trade na kro jeise jeise market move karti he to es min jagah bhi banti he aur trading ki opportunity bhi open hoti he to hum es tarha se bari earning experience k bal pe kar skate hain log dar say jaty hain k kahin wo apni trdae loose na kr dain but yeh bat bhe such hai k her trader ko forex mein shuru shuru mein loss ka samna to krna he perta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trend se hat kr trading na Karen

                  Bilkul Hamen chahie ki Ham trend se Hatkar trading na Karen pal ke Soch Samajh Kar apni trading lagaen Agar Ham Dil lagakar mehnat Karenge acchi working Karenge focus ke sath kam Karenge apni trade Lagane se pahle market ki knowledge Jarur Hasil Karenge aur turant ke mutabik trade Karenge to Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend se hat kr trading na Karen

                    Trend ko deakh kar trade krna bohat important hay hamesha acha experience chahye hota ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning kabhi bhi bgair knowledge or bgair experience k kabhi hasil nahi ho sakti ha pehley demo per practice kerna us key baad live trading start kerna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend se hat kr trading na Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum subha bakhair doston jaisa ki aaj Ke Karan time main market ki situation bahut hi kharab ho chuki hai aur jo bhi trader trend ke against trade karega to use nuksan hi hoga trade ko chahie ki kabhi bhi trend ke against trade na lagaen sabar aur tahmul ke sath kam Karen aur acche se accha kam karne ki koshish karen market ke trend ko samajh Kar Ke hi aur use proper follow karke hi aur uski condition ko bhi samajh Kar Ke hi completely analysis karne ke bad hi koi trade lagaya market ko Ham jitna jyada serious lenge aur is per Dil laga kar ke kam karenge aur Puri mehnat ke sath kam karenge tabhi Ham market to Behtar tarike se jaan payeng market ko samajhne ke liye mehnat bahut hi jaruri hai aur har ek chij ko proper maintain rakhne ke liye hamen Dil laga kar ke kam karna hoga aur apne kam karne ke tarike ko aur mazeed Behtar banana hoga jitna achcha Ham kam karenge utna hi achcha profit Ham market se earn karenge
                      Yes dear brother aapane bahut hi acchi advise Ki Hai Jab Ham market Mein kaam kar rahe Hote Hain To Ham Ko kabhi bhi trend ko ignore nahin karna chahie Kyunki Agar Ham trend ko ignore kar denge to se Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur Hamara account bhi khatm ho sakta hai isliye market trend ko Jarur focus karna chahie aur jab Ham market trend per working Karte Hain To Humko trend line draw Karke uske sath bhi iska comparison karna chahie.

                      Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	24
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12327887
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend se hat kr trading na Karen

                        Forex trading me Hamen trendmarket ki favour mein trade karni chahie jaldbaji nahin karni chahie Sabar ke sath kam karna chahie tabhi Forex trading se Ham achcha fayda hasel kar sakte hain Forex trading ek achcha or profit wala business hai Ham ismein Jitna dilchaspi ke sath kam Karenge acche knowledge or experience ke sath kam Karenge tabhi Forex trading se Ham achcha praful banaa sakte hain Forex trading mein vah log kam job hai jo hard worker Hain Apne kam per focus karte Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend se hat kr trading na Karen

                          Brother bilkul main aapki baat se agree karta hun market ke jo bhi trend chal raha hai use Hat Kar humain trading Nahin Karni chahie ismein Jo news chal rahi Hoti Hai unke hisab se Chalte hue Hamen buy ya sell karna chahie aur jahan tak baat hai dollar ya Kisi bhi pair ki To Hamen us pair ke price Ka Pata Hona chahie price Mein Unka ky kia trend chal raha hai weekly trends ka pata ho to yah to market Mein Aur Bhi Jyada Achcha Hoga Agar Ham Gold per add Lagana Chahte Hain To Hamen iski Jo price Ka Pata Hona chahie market analysis Ka Pata Hona chahie is ky up and down ka pta hona chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trend se hat kr trading na Karen

                            Assalamu Alaikum dear member Forex trading per kabhi bhi aap log Trend se Hatta Kabhi B trade nale trade ke liye Ye Hamesha Forex ke trend ko follow Karen Uske rules ke mutabik ap main trade ley kbi bhi apni marzi k mutabik read na lay bilky uski movement ko Dekhte hue phr aap trade le kabhi bhi aap tukky per ya apni Soch ki Bina per bagair analyses ke Kisi bhi galatfahmi Mein Aakar Kabhi Koi train Na Le Kyunki trade hi aap kya yah account was kara sakti hai hi aapko bahut bada nuksan de sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trend se hat kr trading na Karen

                              jee haan apne theek kaha trend sy hat kr trading na karien learning aik esi cheez hay jo har jaga count hoti hay agar insan kay paas experience na ho to wo kuch bhi haasil nahi kar sakta hamain forex pe experience haasil karnay kay liye demo account pey ziyada sey ziyada hard work karna hoga ziyada practice karni hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X