Doostoon jese ke kaha jaye ke trading ki knowledge lete hainexperience bhi build kerte hain skills ko improve kerne ke liye bhi kam karte hain. Analyze bhi karte hain or planning money management sab karte hain lekin lalach karjate hain.
Ye jo lekin ka word hay wo humara sab khatam kerdeta hay chaye kitna hee acha sab q na ho. Lekin ye jo lalach hay ma wo galla katwati hay. Bhetar hay ke apni mehnat ko zaya na honne dein lalach or jald bazi na karein.
Koshish karein ke aisa kuch ya koi lekin humari success ke raste me na aye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим