Market retracement se pareshan Na ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market retracement se pareshan Na ho
    Forex trading market mein retracement or trend mein fark hota hai hai Jab aap koi bhi trade lagate Hain to market retracement karne ke liye back side yani unfavorable condition mein jaati hai jiski vajah se sometime aap pareshan hote hain aur aap samajhte hain ki humne galat trade laga li hai lekin market dobara aapki favourable position mein a jaati hai isliye hamesha retracement Ko dekhkar pareshan Nahin Hona chahie trade lagane ke bad emotional discipline ke sath kam karna chahie aur vate karna chahie sabar aur patients ke sath hi are professional traders ki Tarah ek Achcha profit hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market retracement se pareshan Na ho

    je han belkul hamen forex mein tension free ho kar kaam karna chihay ager ham log frex say ache earning hasell karna chahtay hein to hamen khob mehnaat say kam karna chihay ham log ager zyada ache mehnaat say r hiaat say kam k jare rakhen gay trader bbhe ache earning hasell kar saken gay hamen daily basis par market mein analysis kartay rehna chihay r ache mehnaat say kam karna chiay entry ke bad sabar say kam layna chihay tab he hamen forex say ache earning hasell kar saken gay
    • #3 Collapse

      Re: Market retracement se pareshan Na ho

      Forex market ki movement up down hoti hi rehti hai hum forex market ko samjh kar analysis kar kay trading karain gey tu hi faida hota hai hum ko is se tension nahin laina cahaiye kiok forex market up down hoti hai tu hi forex market se profit ya loss hota hai hum ko forex market ko samjhna zaroori hota hai phr trading karain gey tu hi profit hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Market retracement se pareshan Na ho

        dear forex member ap ki bat sahee hay is main market kabhi bhi retrace ho sakti hay q k kabhi is main news k impact a jata hay to is main ham ko apany analysis ko assess karnay k bad main he acahy say trade ko karna ho gya is main ham ko kabhi bhi yeah nahi assess karna ho gya k ham is main fail ho jaein gye is main ham ko khud ko kamyb banay k lye good say good work kr k he khud ko improve karna chye takay ham is main acahy trader bany k able ho sakein .
        • #5 Collapse

          Re: Market retracement se pareshan Na ho

          Assalamualaikum hope you all are fine and doing well on Forex trading a dear friends a Hamen kabhi bhi Pareshan Nahin Hona chahie balke Hamen Sabar se kam Lena chahie aur apni mehnat ko Jari Rakhna chahieForex trading per Hamen daily base per 50 post complete karne ka target Diya jata hai agar Ham Apna tablet complete Karte Hain To Ham weekend per Jyada Se Jyada bonus Hasil kar sakte Hamen post ki quality per focus karna chahie Jab Hamari post acchi quality ki Hogi To Ham Jyada Se Jyada bonus Hasil kar sakte hain post karte hue Ham Mein simple aur iji wording juice Karni chahie aur informative post Karni chahie tar ke new members bhi Hamari post se fayda Hasil kar sake Hamen post ki quantity per bhi focus karna chahie aur topic se related hi baat karni chahie Agar Ham mehnat Karte Hain To Hamen uska Sila Jarur Diya jata hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Market retracement se pareshan Na ho

            Ji member aapane bilkul sahi baat ki hai ki market requirements Hamen bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki market ke movement Jo Hai vah Kisi time bhi change ho jaati hai isliye Hamen chahie kya experience or knowledge ke sath trading Karen Agaram experience or knowledge ke sath trading Karte Hain To Ham bahut acche se trading kar sakte hain isliye market ki requirement per Hamen kabhi bhi Pareshan Nahin Hona chahie per ke photo Jyada experience and knowledge ke sath Hi Kam karna chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X