Mistakes bar bar nai krni cheaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes bar bar nai krni cheaye
    Mistakes bar bar nai krni cheaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

    Hamen mistake Nahin Karana chahie because mistake repeat karne se Ham loss Mein Chale Jaate Hain is Hamari Mitra Kaha Jaaye To Hamen bhaijan. Karke use Mitra ko solve karne ki koshish Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

      Yaar mistakes aek cancer hai hame chahiey keh ham dosto mistakes se bache aor apni mistakes se learn Kare tab dosto ham aek acha experience gain Kar sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

        Dear friend is business mein mistake har kisi se hote hain lekin sim ek hi mistake ko bar bar repeat karna sahi nahin hota hamen chahie ki hamen jab bhi ismein kabhi loss ho jaaye aur vah jis mistake ki vajah se bhi hua jaaye to usko Ham cover karne ki koshish karen kyunki is tarah hamare knowledge mein aisa bhi hota hai aur ham use mistake ko Agar tere se repeat karenge to hamare knowledge mein kabhi bhi Safar nahin hoga aur ham acche nahin Ban sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

          Assalamoalium yes dear apny sai kaha kay hamy mistakes bar bar nahi karni chaye or hamy is sy bachna chaye tab hi hum aik acha experenass hasil kar saqty hain islye mehna kary or kishish kary phiy sekhay tab ja kar hum kam kary forex aik acha buesneiss ha jo kabi na band hony wala bueniess ha
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

            Jee haan jo log mistakes ko repeat krty hain aur apni mistakes se seekhty nehi woh kamyaab nehi ho patay kamyaab hone k lye apni ghaltio se seekhay aur seekh kr agay brrhty rhy kbi b apni mistake ki ignore naa kry ignore krny se ap mzeed yehi ghaltiya kry gy jo future main apko big loss ki trf le jayen gi or bohat jaldi apko market se out kr den gi so mistakes se learn kry
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

              Yes dear aap theek kah rahe hain hamen apni post ki quality acchi karni chahie aur mistake se avoid karna chahie kyunki jitni jyada mistake hon ge itni jyada Mara profit aur bonus kam hoga isliye main chahie km post Karen aur apni se pahle kya hua theek rakhen aur
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                Ji bilkul aapane theek kaha hai mistake bar bar nahin karni chahieagar aap bar bar ek hi mistake karte rahenge to aapko kamyabi kahan se milegi apne andar improvement laen agar koi galti Ho jaati hai To vah dobara nahin honi chahie kyunki galti karne se hi insan sakta hai Kafi kuchh Hasil karta hai ek bar agar aap se koi galti Ho jaati hai To itni mehnat Karen itni improvement apne andar laen ke aapse dobara vah galti har Na Ho aur aap usse Kafi kuchh Hasil Karen experience Hasil Karen knowledge aasan karen to aap bahut hi kamyab insan Ban sakte hain galti to insan se ho hi jaati hai To pareshan hone wali baat nahin hai aap apne kam mein Dil laga kar karte rahen agar aap apne kam mein Dil nahin lagaenge tejasvi se nahin karenge to kamyab bhi nahin honge aur mistakes aur hoti rahengi jiski vajah se aapke kam mein Koi Bhi improvement nahin hogi aur aap kamyab bhi nahin Ho sakenge isiliye ine baton se bachne se ke liye aapko apni mistake ko khatm karna hoga aur apne andar improvement Lani hogi jab aisa Ho jaega To aap sabse aye bare kamyab insan Ban jaenge aur bahut hi acchi zindagi guzarne lagenge
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                  G mistake baar ho jaye to lesson hota haia ur baar baar ho to mistake
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                    yes dear me ap k sat agree karti hu mistakes is busines ka hissa hen ku k insan se bahr hal galtiya ho jati hain lekin accha trader wo hai jo apni galtiyon see sabak sekhe or bar bar ek he galti ko repeat na kary balke use apna experience bnae ta k dobara agar kabhi esa moka aye to jaye loss k ap us se faida uthao is liye koshish karen k trading hamesha sekhne k bad he karen
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                      Assalam o Alikum,
                      G bikul hm sa agr ak bar mistake apni kisi trade ma ho jati h to pir hmrin dobara wo mistake nai krni cheaye bulky un galtiyon ko ktm krna cheaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                        Mistakes jo bhe karte hain un ko is amin sirf loss he hota hae to is liye tamam logon ko cahiye ke wo is main kabhe bhe is main esa kam nhe karna cahiye balke hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se apna kam karna ho ga take hum is main mehnat bhe kar he lete hain to he to hum is main aik ache trader bhe ban sakte hain to he to he to hum is main kamayb bhe ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main success bhe hasil kar he sakte hain to bas hamen bhe is main sahe tarah se apna kam karna ho ga take hum is main ache trader bhe ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                          ji han dear mistake bar bar nhi krna chaye. ap ny bhi ayk mistake ki hoi hai . ky aap ny itni choti thrad kyo bnai hai . just two threee word ki thrad bnany rules ky agains hai . apko chaye aap full 4 5 lines ki thread bnayn jis me pori pori infrmation ho. agr ap ny koi mistake ki hai forum ya forex me . to apko chaye us ko learn kryn jesy ky me apko abhi advice kr rha umed hai ap next time short thread nhi create kro gy . to isi tra apka next time kabhi bonus less nhi ho ga.
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                            As salam o alaikum Dear friend is business mein mistake har kisi se hote hain lekin sim ek hi mistake ko bar bar repeat karna sahi nahin hota hamen chahie ki hamen jab bhi ismein kabhi loss ho jaaye aur vah jis mistake ki vajah se bhi hua jaaye to usko Ham cover karne ki koshish karen kyunki is tarah hamare knowledge mein aisa bhi hota hai aur ham use mistake ko Agar tere se repeat karenge to hamare knowledge mein kabhi bhi Safar nahin hoga aur ham acche nahin Ban sakte......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes bar bar nai krni cheaye

                              Slam to all dear friends
                              Ji Han humain humain apni mistake py qabu pany ki koshish krne chahye bar bar mistake nhe krni chahye apne Kam main improvement lany ki koshish krne chahye
                              Post main koi mistake nhe honi chahye loss hamesha mistake ki wja sy hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X