Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai
    Assalamu alaikum dear friends ja sake aap jante Hain kitchen har chote or baray Ghar ki zarurat hai kitchen chai chhota Ho ya bara kitchen cabinet ki ahmiyat se inkar nahin ho sakta kitchen cabinet ke a advantage aur disadvantage ke bare mein aaj baat karte hain.

    Advantages,

    Kitchen ghar ka vah jagah hai jiska neat and clean hona bahut zaruri hai har chiz apni jagah per ho iske liye most important kitchen cabinet hai kitchen ko khubsurat banane ke liye mukhtalif design mein kitchen cabinet banae jaate Hain Jo ke kitchen ko char Chand laga dete Hain iska yah most important benefit yah hai thodi jagah per jyada saman rakh sakte hain yah lasani board se banae jaate Hain joke mukhtalif design market mein available hai is per aapka kharcha zyada nahin hota,

    Disadvantage,

    Har chij ke advantage ke sath disadvantage bhe hote Hain is ko neat and clean rakhne ke liye aapko effort ki zarurat hoti hai aur mausam mein barsaat mein nami Ho jaati hai jisse a cockroach aur aur dusre insects hone ka khatra hai kitchen cabinet ko Pani e se saaf nahin kar sakte kyunki iska material phool jata hai jiski vajah se kharab hona shuru ho jaate Hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

    ye reviwe kicthen cabinite ki malomat pr mbni h jesa k hum sb ko malom h hr ghr me aik kitchen hota h kitchen me cabiniet b hoty h hr cheez ka alg cabinite hota h a.s brtno ka alg box ka alg mirch msaly ka alg aty ka alg cheni pti ka alg hoty h cabinite ka metiril mukhtalif hota h kuch wood k bny hoty h kuch farmika k is me brtan dhoony wala sink b hota h jis me hum bartn dooty h

    Advantages : cabinite ka ye fyda h k humra saman sath sath cover ho jata h humy apna kitchen saf rakhana cahie kitchen me sb se main cheez coolha hota h kitchen ko dye clener k sath saf kia jata h
    is me aik ye msla h k kitchen me lizard cocroch lalbeg tidiya hoti h lkn hum cabinite k wja se safe rakh skty h lkn hum inko dhoo ni skty geely kpry k sath saf kr skty h humy cahie k hum insects ko khthm krny wali medicine use kry ta k humry kitchen k cabinite me gandgi na jay or humy cabinite dailly saf krny cahie
    • #3 Collapse

      Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

      Kitchen kici bi ghar ka aaena hota hay. Kici ghar ki safai daykhni ho to kitchen say hi pata chalti hay. Kitchen may ab bohut khoobsurat cabinets banti hay. Jin crockery wagaira rakhi jaa sakti hay. Kitchen may slabs aor cabinets ab lazmi ho chuki hay. Mukhtalif design aor material ki cabinets ab banwai jaati hay

      ADVANTAGES

      Kitchen cabinet kay material ki selection ab bohut daikh bhaal kay kerni parti hay kiyu kay kitchen may khanay pakanay Kay saath saath paani ka bi bohut use hota hay. Kitchen may aysa material cabinets may agur use ho jo paani say kharaab hota honto usay uper waali side pay he use kerna chahiye. Paani say kharaab honay walay material ki bajaay pure wood ka kaam he said rehta hay

      DISADVANTAGES

      Kitchen may cabinets bananay ka fashion to bohut zayada hay laykin baad may wo kharaab bi juldi honay ka dar he rehta hay. Kitchen cabinets ko lamination sheets say khoobsurti to mell jaati hay . Costly bi kaafi hota hay laykin pher kharaab honay pay baar baar repair bi kerwana parta hay
      • #4 Collapse

        Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

        Ghar banana aur phir usay sajaana her aik ki khawhish hoti hai. Ghar bananay kay liye insaan saari zindagi taggo do kerta hai aur uss ka aik he maqsad hota hai kay uss ka apna aik ghar ho jiss mai woh aur uss ki family sakoon say reh sakain. Kisi bhi ghar mai sub say ziada use mai anay wali jagah kitchen hota hai. Kitchen mai sirf Khana pakana he nahi hota hai bulkay kitchen mai he her Tarah ki crockery aur cutlery bhi rakhi hui hoti hai. Kitchen kay elawa ghar mai koi aur aisi jagah nahi hoti jaha pay ghar ki crockery ya cutlery ya masala jaat rakhay jatey ho. Kitchen mai yeh sub kuch rakhnay kay liye cabinets banwai jaati hain takay sub samaan smaait kay rakha jaa sakey aur cooking kay doraan koi masla bhi na aey aur jo bhi cheez jiss waqt bhi chaiye ho woh mill sakey. Kitchen cabinets bananay kay liye bohat ghour o hoz kerna hota hai takay cabinets mazboots ho sakain aur unn ki life ziada ho sakey. Kitchen mai cabinets kay liye wood ka he material use kia Jata hai kiyu kay woh mazboot bhi hoti hai aur kharaab bhi nahi hota hai. Lakri ki cabinets expensive tou hoti hain laikin phir woh na tou paani say kharaab hotay hain aur na he damage hotay hain.

        Advantages

        Kitchen cabinets ka material hamesha acha he select kerna chaiye kiyu kay aisay kaam baar baar nahi ho saktay hain. Kitchen mai wood ka kaam aur cabinets ka material hamesha bahtreen select kerna chaiye kiyu kay uss mai jo bhi crockery aur cutlery rakhi jaani hoti hai woh bohat naazuk aur qeemti bhi hoti hai. Kitchen cabinets ka material acha hoga tou cabinets ki life ziada hogi aur unn kay kharaab honay ka khatra nahi hoga.

        Disadvantages

        Kitchen cabinets ka material chipboard ya hard boards ka nahi hona chaiye kiyu kay woh paani say bohat jaldi kharaab ho jatey hain. Aur carpenter unn kay expense wood say bhi ziada laitay hain. Kitchen cabinets ka material kabhi bhi expense pay compromise ker kay nahi laina chaiye aur na he kisi ko aur uss kaam kay liye kehna chaiye. Materials aisa nahi honay chaiye jiss mai wet crockery ya cutlery rakhnay say woh kharaab ho jaey. Agar cabinets damage ho jaey tou unhain fori repair kerwana parta hai warna woh ziada damage ho jaati hai aur phir repair bhi nahi ho sakti hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
          Ji han doston kitchen Har Ghar Ka Aaina Hota Hai Kisi bhi Ghar Ki Safai dekhni ho to Uske kitchen Sahi Pata Chalta Hai Ab kitchen mein bahut hi Shubh Surat cabinet banae Jaate Hain Jin Mein crockery vagera Rakhi Jaati Hai Har kitchen mein slabs aur cabinet bahut lazmi ho gaye hain mukhtalif design aur material Ki Ab cabinet banvae Jaate Hain Jo ke Kitchen ko bahut hi Khubsurat banate hain aur kitchen bahut hi Khubsurat Najar Aata Hai
          FAIDAY...
          Kitchen cabinet ke material ki selection ab bahut hi dekhbhal ke karne padti hai Kyunki kitchen Mein khana pakane ke alava pani ka bhi bahut use Hota Hai Aise cabinet use Nahin karne chahie Jo Ke Pani Se kharab Hote Ho Pani Se kharab hone wale cabinet ki vajah se pur wood Ke material ke cabinet use karne chahie Kik kitchen cabinet ka material Achcha use karna chahie Jab kitchen cabinet ka material Achcha hoga to Unki life Jyada Hogi aur vah Jyada der tak kharab Nahin Ho Sakenge.
          NUKSANAT...
          Kitchen cabinets ka fashion to bahut jyada hai lekin vah bahut jaldi kharab ho jata hai.
          Kitchen cabinets ko lamination sheet Se Jab Se Jaya Jata Hai To unhen khubsurti To Mil Jaati Hai Lekin vah jaldi kharab ho Jaate Hain aur Bar Bar repair karvane badhate Hain.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

            kitchen me cabinet banana bahot hi zarori hota hay aur aaj kal key dur me aur be zarori ho gia hay key jab be kitchen banaya jaye to es me 1 cabinet be banaya jaye ta key kitchen me majood har cheez safe rahy aur es ko nuqsan na ponchy, kitchen me cabinet banany key ley jo material use hota hay es ko ham best suppliers se mangwa sakty hey agar ye material wholesale suppliers se leya jaye to bahot kam price me ye mil sakti hay, kitchen me agar acha cabinet banaya jaye to es key bahot faidy ho sakty hey es me majood har product safe rehti hay aur es cabinet ki waja se kitchen be bahot hi modern lagta hay, best suppliers se material buy karny ka faida hi ye hota hay key ye behter tareeqy se hi design hota hay jes ki waja se kitchen bahot hi acha lagta hay magar bahot kam persons hi kitchen me cabinet banany ki koshish karty hey, es par karcha to ata hay magar life time key ley kitchen ka design acha ho jata hay aur har cheez perfect jaga par rakny ki waja se es ki safety be mumken ho jati hay ajkal virus ki waja se bahot hi zeyada bemarya pehl rahi hay kitchen me cabinet banny ki waja se ham en virus ka perfect tareeqy se muqbla karny me kamyab ho sakty hey aur hamy ye be dar nahi ho ga key es ko koi nuqsan ponch saky ga.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

              Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review kitchen cabinet per mubny Hy doston kitchen Ghar mein ek aisa room hota hai jismein Ham apna khane ka saman rakhte Hain kitchen mein Ham apna har tarah ka food rakhte hain aur kitchen mein Hi Ham apna khana taiyar bhi karte Hain aaj Ham is kitchen per apne knowledge ko aapke sath share karenge
              Advantage
              doston aap jante Hain ke har chij ke fayde zarur hote hain ISI tarah kitchen cabinet ke bhi bahut se fayde Hain doston Ham kitchen cabinet mein apna khane ka tamam saman rakhte hain ya Ghar ki sabse jyada neat and clean jagah hoti hai kyunki food ko hamesha saaf sutra rakha jata hai isliye hamen kitchen mein har waqt safai ka khas khayal rakhna padta hai aajkal kitchen har Ghar ki jarurat ban gaya hai kitchen mein Ham fridge rakh sakte hain jismein Ham apne a chijon ko store karte Hain kitchen mein Ham apne khane ke bartan rakhte Hain kitchen cabinet ek aise material se banta hai jo ki market main aam Mil jata hai joke bahut hi Munna sahab kimat per available hai jise har Koi khareed sakta hai
              Disadvantage
              doston aap jante Hain ke har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai usi tarah kitchen cabinet ke bhi Kai nuksan hai jo aaj Ham aapke sath share karenge doston kitchen cabinet ek aise material se Pyar Kiya jata hai jo ke Pani lagne se kharab hona shuru ho jata hai isliye hamen kitchen cabinet ko Pani se bachana hota hai aap jante Hain ke kitchen mein Pani ka istemal bahut jyada hota hai kyunki humne vahi apni tumhen sabji taiyar karni hoti hai ISI vajah se hamen kitchen cabinet mein achcha material lagana padta hai jiski price bahut jyada hai doston aaj Kal bahut jyada abadi mein logon ke ghar chhote ho gaye hain isliye kitchen cabinet ke liye hamen jagah ki jarurat hoti hai jyadatar log kitchen cabinet ke bagair hi guzara kar lete hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye review kitchen cabinet kay material per mabni hai

                BF members Assalamu Alaikum aaj mera review kitchen carbinet material ke bare mein hai dear members kitchen chai Chhota ho ya Bada lekin kitchen Mein carbonate material Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai kichan Ki Safai Ka Karna bahut Jaruri hota hai aaj main aapko bataungi ke Kitchen Mein Ka Kitchen card banate ka kya fayda hota hai ki tum ko Hamesha Sath Chitra Rakhna chahie Har chij ko Apni Jagah per Rakhna chahie kitchen kar bi net material Achcha hoga to kitchen bhi Khubsurat lagega
                Advantage
                Dear members jaza ke aapko pata hai ki kitchen kitchen Mein carbonate material ka is all bahut ahmiyat Kaha mil Hai isase kitchen bahut Khubsurat hota hai kitchen Mein Har chij Padhi Hui hun Surat Lagti Hai bartan wala stand glass Chanchal Agar material Achcha istemal hoga to ISI Tarah kitchen aapka Khubsurat Lagta Rahega kitchen chai Chhota ho ja Bada iski Safai karna bhi bahut Jaruri hota hai Kyunki kitchen Mein Ham Subah Se Sham Tak kam karte hain Jiski vajah se kitchen bahut jaldi ganda ho jata hai subah bhi Safai karni padati hai aur sham ko bhi isliye chai Chhota kitchen ho ja Bada aapko iski Subah Sham Safai Karni chahie kitchen carbon material Ek Aisi chij hai jo Sada aapki Jindagi Mein aapka Sath Deti Hai Ek Bar Agar aapane is material se apne kitchen Ko Pyar Kar liya to yah bahut Achcha aapka Sath Deti
                DisAdvantage
                Agar aapki change mein kitchen mein Main carbon net material nahi istemal karenge to vah bahut jaldi kharab ho jaaye chai vah Chhota ho ya Bada kitchen ka material Hamesha accha istemal Hona chahie Taki vah Khubsurat Lage Nahin istemal Karne Ki Surat Mein aapka kitchen bahut jaldi kharab hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X