side way trading kiya hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    side way trading kiya hai???
    hey dear forum member main ap say trading kay bary main pochna chahti hon kay side way trading kiya hai or forex market main yei kis had tak kam karti hai plz sab btain ??/
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: side way trading kiya hai???

    dear is market main kaam kartay huvay hamain market k cahrt main kaam karna hota hay jisk liiye agar ham markete main aik trend ko folow kartay huvay kaam kartay hain to hamko markeet say acha earn ho sakta hay aur agar ham aisa nai kartay hain aur jub hamko yeh feel ho k ab markeet sidway k trend main enter ho chukky hay to hamko makreet main kam say kamrisk aur sath sath kamsay kam reward k sath kaam akrnay main ziada faida mil sakta hay is liye hamko jitna ho sakta hay hamain sideway k trend main kaam karnay say avoid karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: side way trading kiya hai???

      Ap nay bahut acha sawal kea ha dear side way teadTrak hisab say. Asal mn agr hum trading mn jo mukhtalif kisam k trend use hotay hain wo teen tarha k hain.number aik up trend, dsora down trend aur third mn side way trend..jb market lgatar upward move krti ha to usko up trend kahain gay aur jb down trend mn move kray gi to down trend kehlaye gi aur jb darmiyani mtlb kbi up kbi down to usko hum side way trend kehtay hain. Side way trend mn kyun k market ki direction clear nai hoti to aisay trend mn trade krnay say avoid krna chaheay kyun k ic mn perfect entry lena lafi mushkil hoti ha.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: side way trading kiya hai???

        hum trading kar ky pasai kama sakty hain hum is mai live trading kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karn ho ga then hum earn kar saky gy forex mai hamy phaly market ke movment ko samjna ho ga thn hum earn kar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik legal business hain is mai hum apny bos kud ap he hoty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X