Forex Trading Islam Mein Kaisy Halal Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Islam Mein Kaisy Halal Hai
    Bahi Jan mein is business ko jua ki tarah smj rha hun yeh kaisy mumkan hai ke yeh Islam mein halal hai please guide me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi Jan forex trading mein profit hasul krny ke lye bahot zaida hardworking hona chahiye Forex trading Islam mein Halal hai humein isko haram nhi kehna chahiye yeah aik halal business hai
    • #3 Collapse

      Dear ap bihat galat soch rhy hein ye koi jua nai ha is ma hum phaly menat krte hein phr hi kuch miilta ha ye islam ha risk halal ha hume is ma kam krna chaiye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
        Bahi Jan mein is business ko jua ki tarah smj rha hun yeh kaisy mumkan hai ke yeh Islam mein halal hai please guide me
        dear Forex trading business ha trading ka matalab ha teejart ur teejart karna halal ha ur Forex trading may swap free account hein specially muslims traders ka liye ya 2 reason shayad kafi hein Forex trading ko hala bana ka liye agar apko mazeed kuch jankari chahiye as bary may tu help support centar say rabta karen clint cabinet may.
        • #5 Collapse

          dear friend forex mein trading hamesha hilal ha q k islam mein har wo kam jaiz or hilal ha jis mein profit or loss 2no k chance houn wo kam hilal nahi ha jis mein fixed manafa mily apko wo sood k jumla mein ata ha is liye forex trading mein ap agar work krty ho to apko profit bhe earn hoga or loss bhe ho sakta ha is liye hamesha acha work he apko is mein kamyabi dila sakta ha or ye 100% jaiz or hilal ha islam mein
          • #6 Collapse

            bhaisi my ham ayk cransi ko dy k dosri ko ham ly rhy hoty hy is ttrha sy ya ayk bisness hy our bisness haram nai hota hy agr us sy kisi ko nuqsan na ho to our is sy kisi ka nuqsan nai hota hy hamari trade lgany sy is liya ya halal hy our ya bhot hi acha bisness hyis my agr ap kam krty hy to ap is my bhot zeda apasy kama sagty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              dear agar deka jaye to islam me ye business haram nahi ho sakta hay, es me profit b traders ko hota hay or loss b traders ko face karna pard sakta hay es waja se mery khayal me to ye business halal hi hay.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
                Bahi Jan mein is business ko jua ki tarah smj rha hun yeh kaisy mumkan hai ke yeh Islam mein halal hai please guide me
                Ap ne waqai bohat achha question share kiya hai is baray main mujhe bhi kafi doubt hai main ne bhi bohat se logon ko yehi kehtay hue suna hai k ye jua hai lekin bohat si daleelain aisi hain jo sabit bhi karti hain k ye islam main halal hai lekin main bhi is baray confirm karna chahti hoon
                • #9 Collapse

                  dear agar dekha jaye to forex bilkul halal hai kun k ais mai ap mehnat bhi karty hai aor ais k sath ais mai ap ko profit aor loss dono hi hoty hai agar ap ais ko samjh k kam karty hai aor ais par mehnat karty hai to ye bilkul halal hai ap k liay ais mai kisi kism ka koi masla ni hai.
                  • #10 Collapse

                    Aap is liay jua samaj ray hain kiun kay aap market per bets laga ray ho kay market up jay down jay aap up ki bet lagatay ho to buy kartay ho. Laikin practically market main jab aap buy ya sell kartay hain aap share purchase kartay pair main say aik currency ka
                    • #11 Collapse

                      Dear bhai jan kai ap is ma menat k sath kam nai krte jis cheez ma menat ho wo ap k liye halal ha dear ma ru kehta hun k ye islam ma halal ha hume is ma experience ur knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha
                      • #12 Collapse

                        dear main us barey main koi khas fatwa ka comment nahe karoun ga koin k us main mera knowledge na kafi hai par hum us maen jo bhe kamtay hain boht mehant k bad he milta hai earning koi fix nahe hai jesay bank munafa ditay hain
                        • #13 Collapse

                          Bhak agar ap forex market main trading ker bhi rehain hain aur confused bhi hain ky yeah apky liay halal hai bhi ya nehi tou pehly apko forex trading ka knowledge hasil ker ky same apny religious teacher sy discuss kerna chahiay ky apky liay forex trading halal hai tou ap kerain otherwise it depends on you ky ap koi other business start ker lain
                          • #14 Collapse

                            Forex trading Islam mein aik halal business hai is ko ap ko haram nhi kehna chahiye lekan ap ka seal bahot acha hai mujhe bahot aca laga oki soch pr trade dekh krein bus air kuch na krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother forex trading islam mai halal hai kun k ye aik business hai aor ais mai kam karny k liay hum ko apna paisa lagana parta hai aor ais mai mehnat karni parti hai.aor ais k.sath ais mai profit aor loss dono hi hai agar hum ais mai mehnat karty hai aor ais se paisa kamaty hai to wo humry liay halal hai kun k ais mai hurmri mehnat hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X