Bullish pin Bar chart patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish pin Bar chart patterns
    Assalam ulikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj me apne is thread
    Me apko Pakistan forex trading me bullish pin bar chart patterns ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke Jo information me aj apse share kar rha ho wo
    Apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ap ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise bhi
    Kama sakte he ak or bat Jo me apko btana chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada
    Se ziyada time Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum
    Pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna chahye.

    Bullish Pin Bar Candle


    Price chart pattern par baaz awqat single candles bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Bullish pin bar candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bottom main banti hai, jiss se market main tabdeeli waqea ho sakti hai. Lekin jab ye candle bottom ya bearish trend main banti hai, to ye bullish trend reversal ka kaam karti hai. Bullish pin bar candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik long shadow banti hai. Ye shadow bullish pin bar candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Bullish pin bar candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	download (11).jpeg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12539545

    Candles Formation


    Bullish pin bar single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Bullish pin bar candle bearish trend main ya low price main banti hai, jis ki information darjazzel tarah se hoti hai;

    Bullish Pin Bar Candle:
    Bullish pin bar candle prices k bottom main bearish trend main banti hai, jiss k baad bullish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bullish ban jaye to ye bullish trend reversal pattern se ziada mutabeqat rakhti hai.

    Explanation

    Bullish pin bar candle jo k prices k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath lower side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k upper side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Bullish pin bar candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.

    Trading

    Bullish pin bar candle jo dekhne main aik T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top prices par banne wali Hanging Man aur lower prices par banne wali hammer candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Bullish pin bar candle ki opposite bearish pin bar candle hoti hai, jo k bullish trend main bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Bullish pin bar candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab se lower position ya candle ki shadow k bottom se two pips below set karen
    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	2
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12539546
    .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish pin Bar chart patterns

    INTRODUCTION
    ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Bullish pin bar candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bottom main banti hai, jiss se market main tabdeeli waqea ho sakti hai. Lekin jab ye candle bottom ya bearish trend main banti hai, to ye bullish trend reversal ka kaam karti hai. Bullish pin bar candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik long shadow banti hai. Ye shadow bullish pin bar candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Bullish pin bar candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, pin bar chart patterns ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke Jo information me aj apse share kar rha ho woApke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ap ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise bhiKama sakte he ak or bat Jo me apko btana chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyadaSe ziyada time Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak ache trader ban sakte he

    IDENTITYFICATION OF BIN BAR

    Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k upper side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Bullish pin bar candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.

    TREADING
    When trading a pin bar counter to, or against a dominant trend, it’s widely accepted that a trader should do so from a key chart level of support or resistance. The key level adds extra ‘weight’ to the pin bar pattern, just as it does with counter-trend . Any time you see a point in the market where price initiated a significant move either up or down, that is a key level to watch for pin bar reversals.


    اب آن لائن

    Working...
    X