Important information about Bullish Pin Bar Candlestick
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about Bullish Pin Bar Candlestick
    Bullish Pin Bar Pattern Kia Hai?
    Bullish pin bar candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti ha Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti ha lekin doji candlestick se mukhtalif hoti ha q k doji candlesticks me body banti hi nahi ha aur is me short body hoti ha bullish pin bar ki aik long lower tail is baat ka ishara karti ha k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti ha Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti ha bulke jo candlestick pin bar banti ha us k tail ki reversal trend shoro hoti ha bullish pin bar candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti ha lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai bullish pin bar candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai Ye candle aik strong reversal k leye jani jati ha jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai Bullish pin bar candlestick agar prices k bottom main banti hai to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye ye bullish candle hi tasawar ki jati ha q k ye point trend reversal ki position ho sakti ha candle k leye prices k position zarori ha color nahi ha
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	25
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12561446

    [B]Bullish Pin Bar Kaam Kese Karta Hai?[/B
    Bullish pin bar candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati ha aur aksar issi position prices reversal ho jati ha ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti ha ye candle aik long lower shadow k sath hoti hai, jiss k upper side psr aik small real body hoti ha candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi ha real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi ha lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham ha dekhne main ye candle bottom prices par banne wali hammer candle ki hi tarah lagti ha.
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	2
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12561447

    Bullish Pin Bar Ka Istemal.
    Bullish pin bar candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti ha jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota ha jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta ha ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti ha confirmation candle ka bullish real body main hona zarori ha jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati ha Indicator aur oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti ha stop loss pattern k sab se lower position ya candle k shadow k lower side par jo k prices k leye support level hoti ha se two pips below set karen.
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12561448

اب آن لائن

Working...
X