How to work Momentum indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to work Momentum indicator
    AOA

    Introduction
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai momentum integrator yah indicator Kaise kam karte hain Sell or buy ke signal Kaise generate hote hain aur ham isko Kaise apni trade Mein use kar sakte hain isko Ham understand karne ki koshish Karenge

    Momentum indicator
    Momentum indicator technical analysis mein Ek Aisa Tool Hai Jisko ham trend ki weakness ya strength ke bare mein Maloom Karte Hain momentum Kisi bhi trading payer ki prices ke upward Jaane aur downward Trend ke rate ko calculate Karta Hai RSI aur MacD commonly used Momentum indicator hai aur baz O ukat Momentum Ke Naam Se Hi Ek Agla indicator bhi maujud hota hai Momentum integrator Ek osilator line hoti hai jo ki zero aur hundred (0 to 100) ke value Ke Darmiyan move karti hai
    Click image for larger version

Name:	h0uemmoj0tp.jpg
Views:	4
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12597841
    Rate of change
    Rate of change ROC Ek Momentum oscillator hai jo ke prices aur periods ko compare karta hai ROC osilator zero ki value se upar aur niche move Karta Hai zero se upar ki value Kisi bhi trading per up trend Kaise pair ki trend ko integrate karti hai jabki zero se niche ki value down trend strength ko indicate karti hai
    Relative strength index
    Relative strength index RSI signal ke liye bhi use hota hai aur uske sath sath yah Ek Momentum integrator hai jo ki market ke trend ki strength aur weekness ke bare mein bhi batata hai ismein bhi one oscillator line hoti hai jo ki zero aur hundred Ke Darmiyan move karti hai aur 1 mid Mein line hoti hai jo 50 Ke Jab trend up trend Mein RSI 50 se upar ho to yah strong trend ki indicate karta hai aur Agar down trend mein aur RSI 50 se niche ho to yah strong down trend ko indicate karta hai
    Click image for larger version

Name:	grade5-RSI-overbought-oversold.png
Views:	11
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12597845
    MACD

    MacD moving average convergence or divergence ko kaha Jata Hai yah indicator bhi vaise signal ke Taur per use Kiya Jata Hai Lekin yah market ke moment ke bare mein bhi indication Deta Hai yah indicator Ek line ke grade ghumta Hai Jaise signal line Kaha jata hai agar market up trend mein ho aur MacD signal line se upar ho to yah strong up trend ki integration Hota Hai ISI Tarah Agar MACD signal line se niche ho aur Market down trend mein ho to yah bhi strong trend ki indication hoti hai
    Click image for larger version

Name:	350px-MACDpicwiki.gif
Views:	14
Size:	26.8 کلوبائٹ
ID:	12597846
    How to use Momentum indicator
    Agar aap Momentum indecator ko use Karke trading karna chahte hain to aapko niche ke 2 Momentum indicators ko use karna chahie RSI and MacD Ek integrator aapko entry point aur trend ki weekness aur Strength ky baby main bataega Jab Ke dusre indicator aapko trend ki continuse ya reversal ke bare mein information provide Karega Is Tarah aap Momentum indicator ko use Karke profitable trade kar sakte hain

اب آن لائن

Working...
X