Tips for newbie in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tips for newbie in forex trading
    bhaai jaan newbie forex maain jb ay sb sy important hy k knowledge and practice ho un k pass sbr ho emotional na bunay ager newbie emotional trading kery gy to loss hogaa aor tp and sl zaroori lagaay scalping na kery real trading sy pehly demo pe practice kery.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aapki suggestions achi hain but jo log new hote hain wo in cheezon ka khayel ni rakhte hain wo smajhte hain k shaid forex bahot aasan bussines hai aur ismen ham chand din men hi ameer ho jaen ge , but waqt gozarne k sath sath unka experence bhi growth kr jata hai aur wo bhi forex ko achi tarah se smajh paate hai ismen nafa nuqsan kese hota hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai new comers ko hamesha apnay experience gain karnay per tawajah deni chahyea aur koshish karain kay unhain kahin se bhi koi new i formations milti hain tou woh uss per experiment zaroor karain
      • #4 Collapse

        je janab bilkul apne bht achi thread ki hai newbies k lia newsbies ko yahe chahe k en sub baton ka wo khayal rakhen agar usko 1 acha or kameyab trader banna hai to es k sath me 1 or chez add krna chahaunga wo ye hai k new commer ko chahe k wo demo par aprox 1 se 2 mahenay ka time den or achi tarha alag alag stragty ko check karen k wo kis me zada kameyab ho raha hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum tips bna kar usko follow karen gay to hum esmain acha profit earn karna seekh sakty hay es business main bliendly trading karnay say earning nahi hoti agar hum esmain sabar kay sath kam karen gay tab he esmain achi earning kar sakty hay aur esmain money managemnet karty huway he kam karna chahiey

          اب آن لائن

          Working...
          X