analysis kitny type ky hoty hain forex trading main?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis kitny type ky hoty hain forex trading main?
    dear members forex trading ma kitny type ky analysis hoty hain aor in ky leay kya kya zarori hai explain kren?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear​ members analysis three type ky hoty hain 1.Fundamental analysis 2.Technical analysis 3. Sentimental analysis
    Fundamental analysis
    dear mmember jo analysis hum news aor economic calendar ki madad sy krty hain usko fundamental analysis kaha jata hai

    Technical analysis​​ dear mmember jo analysis market charts indicators aor in ki previous history ko madenazar rakhty huy kea jata hai isko technical analysis kehty hain is ma time period jo time frame kehlata hai isko bhi madenazar rakha jata hai

    Sentimental analysis jo aanalysi technical aor fundamental s ky combined tajzeey sy andaza lgaya jata hai isko sentimental analysis kehty hain.
    • #3 Collapse

      Forex trading market mein market so samajhnay kay liye market ka tajziya kiya jata ha, jo 3 methods se hota ha. 1) Technical analysis 2) Fundamental analysis 3) Sentimental analysis.
      1) Technical analysis: Technical analysis mein market ko samajhnay kay liye currencies, commodities ya other trade able things ki price chart ko analyse kiya jata ha, is mein past data ki bohot importance hoti ha. Ye sab se mushkil lekin sab se ziyada effective tareeka ha forex market ko samajhnay ka.
      2) Fundamental analysis: Fundamental analysis ko news trading bhi kehtay hain. Forex market mein har choti bari movement kay peechay countries ki economic conditions ka hath hota ha, to jab bhi koi major news anay wali ho, traders pehlay se us news kay impact ko forecast kar letay hain aur news kay waqt ya news anay kay baad trade open ki jati ha. Ye news Forex Economic Calendar par mil jatay hain.
      3) Sentimental analysis: Sentiments jazbaat ko kehtay hain, sentimental analysis mein traders dusray traders kay rujhaan dekhtay hain kay wo kisi particular pair ya commodity kay baray mein kiya raaye rakhtay hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
        dear members forex trading ma kitny type ky analysis hoty hain aor in ky leay kya kya zarori hai explain kren?
        Forex trading Mein 3 type ke analysis Hote Hain isme Ek fundamental analysis hote hain jis mein newspaper reading ki Jati Hai Ek technolite technical analysis hote hain jis mein technical cheezon Ko Dekhkar trading ki jati hai aur 3rd sentimental analysis Hote Hain Jo keh fundamental analysis or technical analysis ke Milke Bane Hote Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Analysis k 3 important types hain :-
          1) Fundamental Analysis 2) Technical Analysis 3) Sentimental Analysis

          Fundamental Analysis : jo cheezen hum online search krk ikhata karay hain market ka knowledge jiss mey big traders k results onki paishan goi market k baray mey aur news jo hum dekhtey hain live ya news jo hum mukhtalif zariye se ikhata kartay hain wo sab cheezen fundamental analysis k zimray mey ajati hain.
          Technical Analysis : jo b analysis hum market k chart ko dekh rahay hotay hain ya phir hum kisi indicator k zariye trend dekhtey hain ya jo b hum ney strategy banai hoty ha hum oss ki madad sey achi trade k analysis dhoond rahay hotay hain ye technical analysis mei count hotay hain.
          Sentimental Analysis : sentimental analysis aik kisam k jabzaat sens k saath hotay hain hum inko copy b kah saktay hain matlab ya tou ye analysis technical aur fundamental analysis ko milaa kar keye jaaty hain ya phir dusray big traders ko dekha jata ha unka rujhaan kya ha
          • #6 Collapse

            Analysis k types:
            je han theek kaha ap ney analysis 3 tarah k hotay hain fundamental analysis, technical analysis, sentimental analysis ahci tarading k lye humay inn teeno ka use karna hota hay apni trading mei tabhi humari trading bohat achi hoti hay gar hum inka use nahe karain gay hum loss mei hongay
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              g haan yehi 3 types jo ap ney batain hain yahi type hotay hain fundamental technical sentimental yahi analysis ap karky achi trade entry lety ho inkay bagair ap kamyab nahe hogay ap analysis ki teeno cateogary ko apni trading ky lye use keya karen
              • #8 Collapse

                FOREX MARKET KI ANALYSIS TYPES :

                Dear forex trading market ko analysis krne ke lie 3 types ka istemal kia jata he aur agr trader in types ko ache trah se smjhta he aur trader market ko ache tareeqe se analysis kr leta he to success hasil krta he aur forex market ko analysis krne ke yeh 3 types hein jo neche bta rhe hon.

                1. Technical Analysis :
                Forex trading market mein technical analysis krna trader ke lie boht he fiadamnd sabit hota he aur agr trader acha experience technical tools ko istemal krne ka bna leta he aur trader ko market ko sahih tareeqe se technical analysis ke sb tools ke smjh a jate he to trader asane se forex trading market ko analysis kr leta he aur market ke sahih trend ko follow krte howe apne trading profitable krta he aur technical analysis ke lie indicators istemal kie jate hien.

                2. Fundamental Analysis :
                Forex Trading mein dosre number pe hota he fundamental analysis aur es type ke analysis mein trader ko forex trading market ke news aur data jo release ho rhe hote hien wqt ke sath sath trader in ko smjhe aur in ke information ache rkhe aur market ke hr updates pr nzr rkhte howe market ke ane wale trend ko analysis kr skta he aur es trah trader apne trading profitable kr ke kamaybe hasil krta he.

                3. Sentimental Analysis :
                Forex trading mein sentimental analysis 3rd number pe ata he aur es analysis mein bhe trader ko market ke trend ko smjhne mein boht mdd mlte he aur trader ke lie lazme hote he keh woh forex market ke sentimentals ko ache trah se study kre aur forex market mein hone wale changes ko smjhe aur jo changes market mein ane wale hein un ko smjh kr trading kre phr trading profitable hote he.
                • #9 Collapse

                  dear analysis 3 kisam kay hotay hain jin ki bunyad par market chalti ha or retail trader trading kartay hain
                  technical analysis:
                  technical analysis me trader sirf chart ko analysis kartay hain is me wo indicator ki madad b laty hain indicator me macd stochstic moving avrages or rsi sub se zada use hotay hain is kay ilwa naked chart par supports or resistance kay zariey b analysis ki jati ha
                  fundamental analysis:
                  fundamental analysis me kisi b mulk ki exports imports os mulk kay gdp me change os mulk economy ko maday nazar rakhty hury analysis ki jati hain chand news event yeh hain
                  cpi
                  Gdp
                  interest rate
                  emplyoment
                  central bank ki speeches
                  manufacturing
                  sentiment:
                  dono analysis ko. mila kar aik result nikala jata ha jisay sentiment kehtay hain is me currecy ki power ko dekha jata ha kay konsi currency kay volume zada strong ha or kis currecy ka low
                  is me buy or sell order ki power ko b dekha jata ha
                  • #10 Collapse

                    market main analayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur forex main achi trade karny k liye is k bary main experience hasil kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain market k bary main rules ko follow kar k hi hum achi trade kar hi hum run karein gay aur is k bary main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market k bary main analyse karein gay tab hi hum run karein gay aur market main is k bary main demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabl ho sakty hain aur hamain market k bary main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gayy aur is say faida ho saky ga
                    • #11 Collapse

                      market main analyse kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main sab say pahly learning karni ho gi market main enter hony say pahhly is k bary main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main rules ko follow kar k hii hum a chi rade kar k hi hum run karein gay aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur is say faida ho saky ga aur market main planing kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur is forex main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur market main loss say bch sakty hain aur earning ho gi
                      • #12 Collapse

                        Dear analysis 3 kisam ko hota hain analysis krna ka lia experince lazmi hai warna analysis nahibkr sakta pahal analysis hota fundamental analysis ya analysis hum news s krta hain ya kisi bi country mai os kablresedent ki press conference ya kisi Europe country ki economy halat pr hoti hai news pr analysis krna s akfi fida hota hai is lia news ko lamzi dahka karain is ka lia ak software hai jo ap play store s sownload kr sakta hain or second analysis technical analysis hain yah analysis wo hain job ap chart ko dahk kr krta hain ap ka market kitna opr gain haibor kitna necha aii hai ya is mai chart ki pechli history ko samna rakha jata hai or analysis kia jata hain ka market ki movement kia ho gi or thrid analysis stemental analysis hain jo news or chart dono ko dahk kr kia jata hain is mai jab news ati hai ap os ka bar market ka chsrt s market ki position bi dahkta hain tab ja kr abalysis krta hain agr ap logon ko ya 3 analysis krna ah gya tu ap ko loss kam or profit zyda ho ga is lia ya analysis krna sekhain learn karain
                        • #13 Collapse

                          3 trhan k hoty hain so hamain is main learn kar k hi trade kari ho gi aur market main enter hony say pahlly is ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur market main is k bary main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main achi trade lga sakty hain aur is forex main knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is say faida ho saky gaa aur market main is k up aur down ko mind main rakh k hi hum real main achi trade kar sakty hain aur is say faida ho saky ga aur market main knowldge ho ga tab hi hum real main achi trade lga k hi hum sucess hon gay aur profit hasili karein ga
                          • #14 Collapse

                            forex trading main 3 types k analysese use kiye jaty hain or forex tarding main analsyesse ki boht ahmiyat hai es k bgair hum khi bhi achi trading nahi ksr skty hain es liye jo forex trading main analyse use hoty hain wo yah hain.
                            1:tehnical analyses:
                            yah aik frame work hota hai jis main trador price ki situaion ka jaiza leta hai es main jo trading method hota hai wo chart se start hota hai os chart main ayh dekha ajat ahi k pahly marlet kis point main thi or ab kis points par hai
                            2:Fundamental analyses:
                            es analyse main jo trading method use kiya jajta hai wo ksisi bhi molk ki currency or molki halat ko made nazar rakhty howe trading ki jati hai or ksisi bhi molk k halat jesy bhi hun wo os molk ki cuuency par asar anadaz hoti hai es analsyes main yah sub dekha jata hai
                            3:Sentimantal analyses:
                            forex trading main es analsyes main bhi charts ko he dekha jaata hai k market kis situaion main hai or kis trah tred show kar rahi hai es main jo market k point hoty hain wo deffiernt hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma technical analysis 3 traha ky hoti ha ager him log in analysis ko follow krty ha to him log acha profit hasil kr skty ha is leya him logo ko Zayada sy Zayada mhant krna hoti ha phir him log acha profit hasil kr skty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X