impatience (besabri) ko kesy khtam kren?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    impatience (besabri) ko kesy khtam kren?
    Members ma jub trading krta hun profit chye thora sa bhi ho ma foran trade close kr deta hun lkn jub mujy loss ho to wait krta rehta hun ab market wapis ay gi ab wapis ay gi hta ky wash ho jata hai account yar yeh kea psychology hai help please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ko apne physoclogy py work karne ke zroorat hai kun ke yeh ap ke success main 60% aehmeyat rakhta hai ap apne set of rules banen aur bus un py amal start kar dain sirf 2 conditions main exit hoon ya tp ya sl aur trade lagane ke baad trades ko dakhna choor dain ap apne trading main tabdele daken ga
    • #3 Collapse

      Bhai yeh taqreebn har trader ky sath he msla hai agr hum.achi strategy bnain aor stop loss ko set kren to isko overcome kr skty hain mera nhi kheyal ky yeh mushkil kam ho ga keun ky market ko smjhna itna asan nhi hai waitkrny ki practice demo account ma kr skty hain hum
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Ye ik natural cheez hai jab be hum forex market mai enter hote hai hamare patience khatam ho jatee hai hum bs direct trade lagana chahte hai k jalde say earning kare par ye kafe nuqsaan deh ho jate hai end mai es leye patience bohot zarore hai apko greed ko control karna hoga apko apne mind aor emotions par worm karna hoga ye sub aap demo account par as experiment use kar sakte ho ao apne aap ko judge kar sakte ho

        IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LiKE or THANKS BUTTON.
        • #5 Collapse

          Bhai jaanhar banday ki apni apni strategy hoti hai aur yeh trade tou aisa hai kay iss mein patience bahut zaroori hai warna aap loss hi loss mein jain gay iss lye dar aur khaufbko dour rakhain aur lalach mein hargaiz na parain aur allah ka naam le kar trade lagaya karain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Members ma jub trading krta hun profit chye thora sa bhi ho ma foran trade close kr deta hun lkn jub mujy loss ho to wait krta rehta hun ab market wapis ay gi ab wapis ay gi hta ky wash ho jata hai account yar yeh kea psychology hai help please
            Besabri ko Khatam karne ka sabse Aasan Tarika Yeh hai ki aap apni train lagate ho uspe stop loss or take profit Laga De aur uske baad dusra kaam mein busy ho jaaye is se aap comment delete Kali ho jayegi aur aap Doosre kaam mein busy honge toh aap Sabar kar lenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              dear jaha takl baat hai sabar karna ye to time k sath hi aata hai kun k ais market mai jab hum kaam kar rahy hoty hai to pata ni kai ho jata hai kai dafa ye hota hai k hum ko samjh ni aati aor hum apna loss kar lety hai magar jab loss kar lety hai aus k baad samjh aati hai.
              • #8 Collapse

                Impatience meray hisab say forex trading main emotional trader hi hotay hain hamain chiay kay long term trading karain or sl or tp dain ta kay hamara account main bonus main loss ho yo recover ho jay hamain chiay kay apnay bonus ko bach aka y rakhain ta kay hamain profit zada ho
                 
                • #9 Collapse

                  Dear brother aap jab be trading karien tu hu ko jitna be ho sakay saber say Kam leyana chaiey warana aap ko siwa loss Kay kuch be hasil nahin ho ga is lay kehtien Hain trading ka dusra name he saber hay is lay hum ko jab be trading karien tu hum saber say Kam lien
                  • #10 Collapse

                    Aap long term trading Karke besabri ko Khatam kar sakte hain Jab long term trading Karenge toh aap ke andar Khud Hi Sabar aa jayega Aur Iss Tarah Se long term trading main sahi tarah se kaam kar sakte hain aur besabri ko kam se kam Karke Forex trading Mein Zyada acche tarike se kaam kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Ham impatience ko tab hi khatam kar saktay hain jab patience ka muzahira karain mean agar ham apnay insta forex portal forum affiliate account ko grow karna chatya hain to jab bhi profit ho withdraw karwain. Or trade na lagain jab tak profit hamain mil nahi jata
                      • #12 Collapse

                        Dear member ap tjheek keh rhe hn aesa sirf ap k sath nahi hota bal k aksar logon k sath yehi hota hy k trade profit me ja rhi ho to foran close kr dete hn jb k loss ki soorat me wait krte rehte hn aesa nahi krna chaheay agr apki trade loss me ja rhi ho aur trend k apki trade k opposite ho to foran close kr den ta stop loss ki option use kren.
                        • #13 Collapse

                          Besabri se bachnay ka aazmooda nuskha yeh hai ke aap achi tarah se market study karnay ke baad trade open karain aur us per stop loss aur take profit lagain aur phir kuch der ke lie bhool jain. Aap apnay ap ko tasali dein ke jo ho ga achaa hi ho ga kiunke aap ne mehnat ki hoi hai.
                          • #14 Collapse

                            dear jab tak ham ye sure nahi ho jaty key forex ki market hamy profit de sakti hay tab tak wait karna hi behtar hay or tab tak market ko analysis karna chaye, besabri ki waja se hi loss ho jata hay es ko khatam karny key ley ham market ko zeyda time tak analysis karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agr hum aik acha trader banna chahty han to hamen to hamen besabri ko khatam krna hoga kun k besabri hamen kafi had tk nuqsan ho sakta hy or agr hamen kamyab hona hy instaforex me to hamen besabri khatam krni hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X