Types of trends
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of trends
    Forex market mein trends ki bahot ziada importance hy aur unhein follow kr k successful trading ki ja skti hy lekin trend ki aik type aisi bhi hy jisy follow nhi krna chahiey aur wo hy side way trend normally trend ya to up direction mein hota hy ya phir down direction mein lein agr trend clear na ho means k side way trend ho to try krein us waqt trading na krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai kyun kay uss waqt market smooth ja rahi hoti hai aur kuch pata nahin chalta kay agay up jaye gi ya down lakin iss mauqa per hum news ko follow kar saktay hain lakin zayada best wait karna hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
      Forex market mein trends ki bahot ziada importance hy aur unhein follow kr k successful trading ki ja skti hy lekin trend ki aik type aisi bhi hy jisy follow nhi krna chahiey aur wo hy side way trend normally trend ya to up direction mein hota hy ya phir down direction mein lein agr trend clear na ho means k side way trend ho to try krein us waqt trading na krein
      ham apni roteen life ka jayeza lain to pata chalta hai key waqt key sath sath apni methodologies apni techniques apni priority ko tabeel karna parta hai. isey ham trends main laey sktey hain. trading main bhi har cheez ka trend hota hai aik specific time hota hai or ussi time ko cash kar key ham apni trading ko bahter saey behtreen kar sktey hhain. trand change hon to hamen bhi apni priorities ko change krna chaheay ta key waqt key sath sath upgrade hotey jaen.
      • #4 Collapse

        g bhai apki baat bilkul sahi hy side way trend k baary mein main ny parha hy k is mein trading krny ka koi khaas faida nhi balky aksar side way trend mein trading krny sy loss hota hy especially jo log big time frame mein trading krty hain aur iski wajah ye hoti hy k is mein market behavior clear nhi hota
        • #5 Collapse

          Bilkul ap ne thek hamen trand ke hisab se trading Karni chaie or jab trand side way ho tab hamen wait Karna chaie jab trand Kisi direction men jay mean up ya down tab hamen trade men inter ho Jana chaie
          • #6 Collapse

            trading mai trend ko read karna bohot he zaroori hota hai traders kay lye . traders ager iss qabil hon ke woh market kay trend ko achi trah say samjh sakty hon tu phir in ke trading b profitable ho sakti hai. app ke baat sahi hai ke ager market ka trend clear na ho aur market sideways mai move kar rahi ho tu iss time per kafi mohtat ho kar he trading karne chaiye aur trend ke clear honay ka wait zaroor kar laina chaiye.
            • #7 Collapse

              dear app ko ye knowledge hona zarori hay key market trend key 3 types hoty hey, up trend, down trend, or sideways trend, side way trend me market slow move karti hay.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
                Forex market mein trends ki bahot ziada importance hy aur unhein follow kr k successful trading ki ja skti hy lekin trend ki aik type aisi bhi hy jisy follow nhi krna chahiey aur wo hy side way trend normally trend ya to up direction mein hota hy ya phir down direction mein lein agr trend clear na ho means k side way trend ho to try krein us waqt trading na krein
                Mere khayal main to market k 3 trend hain jahan tak mmujhe lgta hai 1 upward trend hota hai jis main market buy main jati hai aik downward trend hota hai jis main market sell main jati hai or kabhi kabhi straight trend bhi hota hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bhai jan forex trend ya to bearish hota hai ya bullish hota hai ya partially bullish aor bearish ho skta hai jesy ab market ma major pairs py satuation bani hui hai na smjh a rahi hai bearish hai na smjh aa rahi hai partially bearish hai to bhai trend clear krny kay leay study krni prti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X