Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?
    Dear members Trading main emotions per kesy control Karna chahiy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

    Emotions par kese Control karen:

    Forex aik risky business hey aur is bat se har koi waqif hey aur yeh risky us waqt banta he hamare liye jab hum is business mein Emotional trading kartey hein. Aisa kioun hota hey?
    Forex business mein jo bhi new traders atey hein unhen yeh concept diya jta hey keh aap raton raat ameer ho jayengey filan filan, jiski wjha se traders isko achi trha se learn karne ki bajaye Raton raat ameer banne ke khwab dekhne lag jatey hein aur phir EMotional trading start kar detey hein jiski wjha se woh is market mein kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hian.
    Emotinal trading se bachne keliye hamen chahiye keh hum apne account ka jitna bhi balance hey uska totall 3% hi risk len yeni keh agar hamare account 100$ ka balance hey to hamen totally 3% risk hi lena hota hey tab hi hum is mein apne emotions ko control karke is mein achi trading kar saktey hain aur is mein kamiyab ho saktey hain, isliye hamen chahiye keh always small trades lagayen aur apne ander Patience peda karen is se hum apne emotions ko easily control kar saktey hain.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

      App naay bohot he acha question pocha hai kion ke forex trading mai kamybi hasil karna ho tu phir traders ko apny emotions per lazmi control rakh kar he trading karna hoti hai aur forex training mai emotion per qaboo na rakhin tu traders ko kamybi hasil nai ho sakti hai.

      ziada tar traders iss time per emotions ka shikar hoty hain jab woh apny account kay hisab say bary chance laay kar maltb bary lot size ka sath trading kar rahy hoty han. kion ke iss trah ka time per loss aur profit ka chance b boht he ziada barh jata hai.
      ager traders choty lot size kay sath trading karn tu maire khayal say traidng mai emotions ke involvement b khud ba khud kam ho jate hai aur emotions ke waja say traders kay ghalat faisay b nai hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

        Dear ye to ap ko khud pracitce karni hai k ap ais market mai jab trading kary to aus time emotional na ho jaye kun k agar ap emotional ho jaye gay to ap ko ais market mai ho sakta hai k loss ho jaye aisy hi loss k baad ap jab bhi emotional ho k trade lagaty hai aus par mazeed loss hota hai kun k aus trade mai na to ap analysis karty hai na money mangement ka khyal karty hai jis ki waja se ap ko jab loss hota hai to kafi zayda hota hai magar ap ais market mai emotion par control ni rakh sakty hai to ais market mai trade laga k market se hat jaey online hi na ho aor na bar bar market ko open kar k check kary ais se ye ho ga k ap ne jo trade lagai ho gi wo apna take profit ya stop loss hit kar jaye gi aor ap ko aus par faida ho jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

          Ham Logon Ko Apne emotion per Mukammal control Rakhna chahie Agar ham log control Nahin Rakh Sakte to Fir Ham Logon Ko jawab bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Apne emotion per Jyada Se Jyada control Rakhna chahie to Aakar Ham Logon Ko iska fayda Ho
          • #6 Collapse

            Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

            Forex trading mai traders ko emotions ki bohat ziada fikar hoti hai aur iss baat ki nishaani ye bhi hai kay pak Forex forum pay sub say ziada threads emotions kay related he hotay hain. Forex Tarders Ko apnay emotions control kernay kay liye demo account mai zarur practice kerni chaiye kiyu kay jo traders demo account mai khud pay qaabu rakhtay hain aur big lots aur over trading nahi kertay woh real trading mai bhi khud pay qaabu paana seekh laitay hain. Real trading mai profit aur loss dono ko he bear kerna achay emotional controls waley he ker saktay hain. Jinn ka emotional control acha nahi hota woh bohat loss kertay hai kuch profit ki khushi mai aur Kuch loss ki tension mai ker laitay hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

              ji Bhai aapane bahut achcha sawal kiya kar aapko trading karni hai to aap ko emotional per control karna hoga agar aap emotional hokar trade karenge to aap ismein loss hasil karenge isiliye aapko emotions control karna chahie aur iske liye jaruri hai ki aapko iske bare mein experience hona chahie agar aapko knowledge hai experience hai to aap mein full confidence aaega aur aapko apne aap par yakeen aaya ki aap ismein profit kar sakte hain aur aap dekh pahunchkar trading lagaenge apne dimag ko thanda rakhne chal raha hoga kyunki agar aapko ismein kamyabi hasil karni hai to aapko hi motion vihar train nahin karni aur na hi ismein lalach karna emotions ko control karne ke liye aapko full confidence hasil karna hoga iske liye experience Lena hoga ismein mehnat karni hogi ismein time spend karna hoga uski market ko samajhna hoga aur apni emotions ko control karna hoga aur apne emotions ko control karne ke liye jaruri hai kya aapko ismein confidence aana chahie aap kaun sa kam Karen aur usmein confident hokar FIR real trade mein aaye aur profit in Karen
              • #8 Collapse

                Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

                Forex chun k aik profitable business ha jis ma ziadah tar log is se jaldi ma boaht ziadah profit earn karna chahtay hain, is lye woh apnay emotions pe control ni rakh patay hain
                Trading ma emotions ko control kesay kia jaye?
                a) forex market 24 hours open rehti ha, is lye profit earn karnay k lalach ma entry lenay ma jaldbazi na karain
                b) forex aik risky business ha is ko hamesha mind ma rakhna chaye
                d) hamesha trend ko follow karain, trend k against koi entry na lain
                e) loss ko recover karnay ki koshish osi waqt na karain, balke os waqat trading chord dain
                f) stop loss aur take profit ko hamesha use karain
                g) greed se avoid karain, profit ki aik limit set karain
                h) small lot size ko use karain, apany account balance k mutabiq lot size ko use karain
                i) over trading se avoid karain,
                j) apni mistakes se hamesha learn karain,
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main emotions per kesy countrol karna chahiy?

                  Dear Forex trading 1 risky business Hai is Baat Se To Har Koi waqif hai yah risky use Waqt Banta Hai Jab Ham apne business Mein emotional trading Karte Hain forest Business mein new trader Aate Hain unhen yah concept Diya Jata Hai Ki vah raato Raat Amir Ho Jaenge gay Jiski vajah se trida is ko acchi Tarah learn karne ki Bachaye Amir hone Ke Chakkar Mein emotional trading Shuru kar deta hai jisse use bahut nuksan Hota Hai aur vah is market main Kabhi Kamyab Nahin ho sakta emotional trading se bachne ke liye Hamen chahie Hamare account mein Jitna Bhi balance hai Ham uska Total3% hi risk le tab hi Ham ismein Apne emotions ko control Karke a acchi trading kar sakte hain is Mein Kamyab ho sakte hain isiliye Hamen chahie ki always small trades lagaen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X