American economy effect on forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    American economy effect on forex
    Dunya mn maximum trade dollar mn ki jati ha aur ap ko pta ho ga k dollar dunya mn har jaga acceptable ha koi bi ih is ko Deny ni kar sakta ,is lie jab bi American economy effect hoti ha tu is ka affect forex market par bi parta ha is lie trder in awmil ko bi apni nazr mn rakhte hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha dear ye to ap ne thik kaha hai k agar hum dekhy to usd mai sab se zzayda trading hoti hai aor usd i waja se kafi zayda pairs hain jin mai moment kafi fast hoti hai agar hum ais mai koi trade krty hai to hum ko pta hona chaye k ab usd index ka kai trend chal rha hai.
    • #3 Collapse

      Dear bilkul forex trading mn dollars bht ahm role ada karta ha.dollar poori dunia mn sab sy zyada chalta ha r har jaga acceptable ha.hmn profit ya loss b dollar mn hota ha.gold b usd sy effected hota ha.usd maximum pairs k sath forex mn use hota ha.
      • #4 Collapse

        Bhai bilkul forex effect hoty hai lekn ek normal trader ke trade se America economy ko koe farq nahe parta farq banks aur real state huge investment wale companies ke trades se parta hai aur wo even weekends py bhe trade kar sakty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ji bilikul app ne sahi kaha hai sab se zyada trade dollar hi main hoti hai is lie american economy forex ko bht effect hoti hai american economy k up down hone se forex market main dollar ki movement up ya down hoti hai jis ki wajah se kch logo ko trade main nuksan hota hai or kuch logo ko faida b hojata hy

          اب آن لائن

          Working...
          X