High leverage ka faida or nuksan hai ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High leverage ka faida or nuksan hai ya nahi
    Dear meray hisab say aik achay trader ko 1:100 ki leverage kafi hoti hai trading kay liay.
    Agar aap kay 1000usd hai or leverage 1:50 hai.
    That means kay aap kay 50000usd hain. Or aap major pair per 4.5 tak ki lots ka share purchase kar saktay hain.
    Ye to kam leverage hai.
    Laikin agar aap kay pass insta ka real account hai to leverage 1000 tak bhi hai. Laikin jitni bari lot ho gi utna jaldi aap ka account ya to triple ho jay ga. Ya to wash ho jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear leavreg ko do dhaari talwaar issi liye kaha jata hai k ziada leavreg se Jahan pr hamen ziada profit k chances hote hain wahan pr hamen ziada leavreg se loss k bhi ziada chance hote hain, isliye hamen apne acount men leavreg ko kam hi rakhna chahiye q k hamare acount bahot chote hote hain aur inka jald wash hone ka chance hota hai issi liye hamen kam leavreg per trading krni chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai jee aap ne achi baat ki hay leverage ziyada hone ki wajay se faoda to boht ho ta hay par risk bhi sath hi 100 time increase ho jata hay meray khayal main to 1:50 leverage sab say best hoti hay is main faida to hota hi hay magar risk bhi kam hota hay chahyue aap ka capital 500 usd se ziyada ho baki ye strategy kay hisab se bhi fit hona chahiye..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear high leverage ka hamesha loss he hota hai hamain kiun kay ham apnay under ka technical Annaylis to acha kartay hain bonus account per laikin phir ham lot size ko control nahi kartay means strategy theek hoti hai. Laikin high lot size fluctuation main account bonus phasa daiti hai.
        • #5 Collapse

          G han dear ap ne bahut achi thread create ki ha aur bahut he helpfull ha speacialy new traders k liye kyun k kafi logon ko pata ni hota k leavrage kaya hoti ha aur iska kya maqsad ha aur leavrage 1:100 real account k liye best ha agar apka account 500$ se above ha tu aur aik aur bat bta don k bonus account p ham leavrage change ni kar sakty ye rule ha insta ka
          • #6 Collapse

            Is ka faeda hai hai aur nuksan bhi faeda ye hai ke ap jitni bari trade karna chahen kar sakte hain aur yahi nuksan hai hai ke ap greed kar jate hain aur loss kar jate hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
              Dear meray hisab say aik achay trader ko 1:100 ki leverage kafi hoti hai trading kay liay.
              Agar aap kay 1000usd hai or leverage 1:50 hai.
              That means kay aap kay 50000usd hain. Or aap major pair per 4.5 tak ki lots ka share purchase kar saktay hain.
              Ye to kam leverage hai.
              Laikin agar aap kay pass insta ka real account hai to leverage 1000 tak bhi hai. Laikin jitni bari lot ho gi utna jaldi aap ka account ya to triple ho jay ga. Ya to wash ho jay ga.
              I think high leverage ka nuksan hai q k agar ham high leverage rkh kr trade keain gy to hamain profit ro ziada hoga laikin loss bhi zoada taizi sy hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X