It is correct impatience will lead towards big loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    It is correct impatience will lead towards big loss
    Bohat se traders iss baat ko ehmiyat nai detay hain k unko pateine kerna cgaiye issi wajah se wo loss ka shikar hotay hain ye baat yad rakhen impatince big loss ko taraf ap ko lead (Qayadat) karey ga lehaza apni trades ko olannings k saath karen jab ap ki trading mei planning howi tou ap lazman pateince k saath kaam kartay jab tak jo trades impatience ko lead karen gay wo kabhi kamyab nai hotay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi ap ki bat s agree karta hon impatience tu har business mai nuksan dai hai trading mai tu 90 percent loss ka chances hain is lia impatience s koi kam na karian na trade karian tanda damage use kar ka aram s sakoon s trade karian ta ka ap ko profit ho na ka loss ka saman karna pahra is lia impatience chor dain
    • #3 Collapse

      G jnb aap nain bht achi baat share ki hai jub bhi koi trade lagayen humain chaye k hum apnain analysis pr full yaqeen rakhain jub tak hum sabar ni karaingay tb tak hum kamyab ni hungay is liye kamyab honain k liye zarori hai k apnain andar sabar payeda karen
      • #4 Collapse

        Yes dear jo impatience hai wo hamain big loss ki taraf lay jati hai hamain pata hona chiay kay ham jab bhi trading karain gay hamain is bat ka khas khiayl rakhna chiay kay ham jab bhi trading karain .
        Jo strategy kay mutabiq apnay insta forex bonus account per entry point bn raha ho hamain patience kar kay usi point ka wait karna chiay.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
          Bohat se traders iss baat ko ehmiyat nai detay hain k unko pateine kerna cgaiye issi wajah se wo loss ka shikar hotay hain ye baat yad rakhen impatince big loss ko taraf ap ko lead (Qayadat) karey ga lehaza apni trades ko olannings k saath karen jab ap ki trading mei planning howi tou ap lazman pateince k saath kaam kartay jab tak jo trades impatience ko lead karen gay wo kabhi kamyab nai hotay
          Yeh Bata ki thik hai agar traders trading karte huye patients ke saath kaam nahi karenge toh unko kabhi bhi profit nahi hoga hona hai woh Kabhi successful traders Ban Payenge
          • #6 Collapse

            Impatience k saath he kaam letay hain loss kernay walay trader impateince hona loss ko khod se invite kernay waali baat ha besabri ki trades kabhi kamyab nai hosakto ha forex aik discipline ka business ha aik proper tareekay se trading kerna hoti ha bagair patience k kaam nai hota ap ko agar achi trading perform kerni ha tou ap ko pateince rakhna hoga apni trade mei achay analysis kark confirm trade lenay mei he faida ha
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              Trading main patience bohat important hai impatience apko hmesha loss ki trf ly kar jaye ga apko chahiye aoni trading main improvement kay liye patience ko use karain har trade par patience se kam lain jab ap sabr rakhain gay to iska fruit apko zaroor mily ga
              • #8 Collapse

                G ap.ki bat bilkul right hay hunae forex trading main hamesha patichince k sath kam karna cahiay tabhi hum achi trading kar sakte hay aur is k sath sath achi practice bhi boht zarori hay trading main agar hum ye soche k bager practice aur pations k hum teading kar sakte hay tou aesa nai hay agar hunari achi practice nai hi gi trading business se related tou hum tou kabhi kamiab trading nai kar paye gay aur hum apna loss kare gay
                • #9 Collapse

                  Yes ap ki bat right hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main afar ap kamiab trader banna cahte hay tou ap ko full planing k sath kam karna parta hay apne andar achi skill ayr pationce ko barhana hita hay tabhi ap aik ache trader ban pate hay is k bager ap kamiab trader nai ban pate aur is k sath sath ap ko apne andar se greed ko khtam kar k kam karna cahiay greed forex tradig ko loss ki taraf lay jati hay aur ap is se kabhibachi earning hasil nai kar pate
                  • #10 Collapse

                    aap ki bat sey agree karta hon impatience tu har business mai nuksan dai hai trading mai tu 90 percent loss ka chances hain isliye impatience se koi kam na karian na trade karian thanda damag use karen strategy kay mutabiq apnay insta forex bonus account per entry point bn raha ho hamain patience k saath sirf ossi pe trade leni caiye
                    • #11 Collapse

                      Bat to ap ki bilkul thk ha .baat share ki hai jub bhi koi trade lagayen humain chaye k hum apnain analysis pr full yaqeen rakhain jub tak hum sabar ni karaingay tb tak hum kamyab ni hun gay is liye kamyab honain k liye zarori hai k apnain andar sabar rakhna chaye.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: GulaboDiaryMilk پيغام ديکھيے
                        aap ki bat sey agree karta hon impatience tu har business mai nuksan dai hai trading mai tu 90 percent loss ka chances hain isliye impatience se koi kam na karian na trade karian thanda damag use karen strategy kay mutabiq apnay insta forex bonus account per entry point bn raha ho hamain patience k saath sirf ossi pe trade leni caiye
                        ap ki bat s agree karta hon impatience tu har business mai nuksan dai hai trading mai tu 90 percent loss ka chances hain is lia impatience s koi kam na karian na trade karian
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar trading main bohat achi earning kar sakty hay agar hum es business main lalach karen gay to achi earning nahi kar sakty es waja say
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Patients hmesha insan ko phal zaroor deta hai jo log trading main impatience ka muzahira krty hain laparwahi se kam krty hain wo loss krty hain kiu k wo hmesha jldi main rehty hain trade lgaty huwy b or exite time bhi is liye hmy chahiye k jab bhi trading krain sabar k sath kam lain to hm hmesha profit main rhaingy....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X