Aksar logo ko forex trading smajh kiyon ni ati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar logo ko forex trading smajh kiyon ni ati
    Forex trading ek apna business hy aur apny business mein to khud ko mehnat karni parti hy aur is hisab sy forex trading bhi mehnat leti hy to mehnat karni parti hy bohut sy logon ko forex trading is liye smajh ni ati kiyon k wo smajhna hi nahin chahty aur wo to kehty hain k kuch kam na ho aur hum bus esy kamaty rahein esa kahan hota hy bina mehnat k koi kuch ni deta forex trading bhi mehnat mangti hy aur us k bad kuch deti hy to mere bhai online job bus forex hy aur online business bhi to isi par mehnat sy kam karo bus baki choro froud ko chor do bus real karo
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi agr ap ko trade lagana ah gati hai tu iabka matlab ya nahi ka ap ko forez trading ki samaj ah gai hai is ko samjana ka lia kafi time lagta hai learning krni pahrti hai expert traders s rabta krna pahrta hai logon ka experience ki study krni pahrti hai tab ja kr kahin forex ki samaj ati hai or phr suru hota hia loss or peofit ka is ka lia aleda taleem ki zarora hai analysis aleda krna pahrta hain tb ja kr ak expert trader banta hain
    • #3 Collapse

      dear asal mai ye aik bahot hi bara business hai aor ais mai kaam karny k liay hum ko kafi time chaye ta k hum ais ko learn kar saky aor aus k baad real account par kaam start kary magar hum log aisa ni karty hai hum log ais market mai kaam start kar dety hai aor aus k baad ais mai learning kar rahy hoty hai ya thora sa sekh k kaam start kar dety hain,
      • #4 Collapse

        Yes of course maximum logon ko forex trading aksar logon samj nahi ati .
        Hamain chiay kay apnay insta forex bonus account per long term kay liay trading karain hamain chiay kay apnay insta forex bonus account per ham jab bhi trade karain to hamain chiay kay .
        Trend line or trend chanel kay uper hamain trade karni chiay.
        Kay agar ham jab trading karain apnay annaylis jab bhi karain. Jab bhi trading karain . Annaylis karain or stop loss zaroor set karain.
        Is tara ham apnay aap ko long term kay liay survive kar sakain gay.
        • #5 Collapse

          Sahi kaha bhai yh bohat critical bussines hai isko samjhny k ly time deena pary ga aur her post ko achy se prha paary ga saath main exchange rates gold silver rates waghaira per bhi achy se nazer rakhna hoga is ly k aap kis per tradevker raahy hai up per ya down per forex per kaam kerny k ly proper time aur mind daina paary ga
          • #6 Collapse

            G wesy to ap ki bat thek hy kiyon k aj k door mein aksar log free mein rato rat ameer banny ki sochty hain lekin bina mehnat k koi kuch ni deta kiyon k forex trading apna business hy is liye is mein kafi mehnat bhi hy lekin ye hundred percent real hy aur kamiyab bhi bohut sy log isy khud ni karty warna smajh to ati hy itni to a jati hy k forex hy kiya chahy bada forex trader na bhi ban paye lekin kuch to a bhi jata hy
            • #7 Collapse

              Bohat se log learning nahi kerte or demo me Zara c kamyabi hony k bad earning me jaldbazi kerte hain that's why un ko loss uthana prta hai or wo mayous ho k trading chorr dete hain ya Barr Barr loss kerte rehty hain is lye phle learning then earning.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • #8 Collapse

                jee bhai jan apki bat sy main bht mutasir huwa ho aksar log bgair mehnt kiye khty hai bs paisy milty rahy bgair mehnt k agr ajkal sb mehnt k bgair mil jata to pori dunia rich hoti logo ko smjh nai ata or aksar log aesy hoty hai jinhain jaha mehnt lgy waha work nai krty or keh dety hai ye froud hai fake hai bhai agr mehnt kro gy to pta chly ga na ye fraud nai hai forex ka hamain shukr guzar hona chahiye mehnt per faida deti hai kisi ka muhtaj nai krti
                • #9 Collapse

                  Instaforex business ek aisa business hey jis mein mehnat ka baghar kuch nahi melta is business mein mehnat karna lazmi hey jo log is mein mehnat nahi karty tu us bando kaliya mushkal parta hey is liye kahtey hey ka mushkal hey mehnat karky dunya mein Koi aisa chize nahi jo mushkal ho mehnat karna lazmi hey
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mein mehnat nai karty wo trading ko samjh nai paty forex trading mein unthak mehnat karni partiio hay jo traders forex mein mehnat karty hain wo kuch na kuch trading mein zaror learning kar lety hain learningk liye hardwork karna bahut hi zarori hay hay jo mehnat nai karty wo trading nai seekh paty
                    • #11 Collapse

                      yes forex b bilkul apna business hai apny marzi se kar sakte hai is k liay pehlay sikhna ho ga forex b seb se pehlay mehnat mangty hai time mangty hai tention b daity hai agar hum acha time spend kare gai or mehnat b to phir bad main forex acha profit b de ga work b asan hota jay ga behtar yeh hai k forex sikhnay k liay lot seb se choty use kya karo
                      • #12 Collapse

                        kaun k wo is mn kam karney tu aty hny magr wo is mn yahne kam mn tawajh sy kam nhn kartey hny kaun k is mn jo bhe agar is ko tawajh sy is ko kary ga is ko boht faida ho ga is lye humeny boht faida ho ga is lye is ko sakoon k sath karney ...
                        • #13 Collapse

                          Jese har kam har kisi ke bas me nahi hota hai isi tarha forex trading bhi aik business hai aur is ko har koi nai samajh sakta han lekin agar koi is ko wakai samajhna chahe to is ko samajhna kuch khas mushkil bhi nahi is ko asani ke sath samjha ja sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshan sahab پيغام ديکھيے
                            Forex trading ek apna business hy aur apny business mein to khud ko mehnat karni parti hy aur is hisab sy forex trading bhi mehnat leti hy to mehnat karni parti hy bohut sy logon ko forex trading is liye smajh ni ati kiyon k wo smajhna hi nahin chahty aur wo to kehty hain k kuch kam na ho aur hum bus esy kamaty rahein esa kahan hota hy bina mehnat k koi kuch ni deta forex trading bhi mehnat mangti hy aur us k bad kuch deti hy to mere bhai online job bus forex hy aur online business bhi to isi par mehnat sy kam karo bus baki choro froud ko chor do bus real karo
                            Forex trading a technical business or Boss logo ko is ko samajh Nahi Hai Mushkil Des aati hai isliye latest co Forex trading ko samajh mein kaafi time lag jata hai lekin rocket ke sath sath traders co Forex trading ki samajh Aane Lag Jati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friends, forex ek complicated business hay aur sirf wahi log es ko samjh saktay hain aur es main kamyabi hasel kar saktay hain jo log mehnat kar k usay learn kartay hain...jo log mehnat nai kartay aur hi forex ko learn karnay ki koshish nai karay woh kabi forex ko nai samjh patay aur na hi profit earn kar patay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X