Fake breakout se big loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fake breakout se big loss
    Dear brothers kabhi kabhi hamen market chart se dhoka bhi mill jata hai aur main ne bhi fake break out se kafi loss kia hai isliye main aap logon ko samjhane k liye ye theard post kr kha hoon....
    Aap jab bhi koi trend banta hua dekhen aur marketen break out ho rha ho to aap wait kren jese hi market men break out ho fori tor pe koi action na len jab tak k uss break out ki candle neche ya ooper clise na ho jay q k hamen market men kafi fake breakout milte hain jinki waja se hamen loss ho jata hai jab tak aap ko confirm na ho jay koi action na len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap ki bat theahk hai asa hota hai kabi kabi fake brack out ap na bohot acchi information shair ki hai fake break out s bachna ka lia jab market ka trend change ho raha ho tu wait karain jab tak market ake taraf move na kar jaya tab tk market mai entry na lain is tahra fake break out s bacha ja sakta hai member asi acchi acchi information lazmi sahir karain ta ka baki member ko fida ho
    • #3 Collapse

      Chart k jab hum analysis ker rahay hotay hain humari koshish hoti ha k kisi patren k breakout pe hum trade keran magar aksar hum dokha b khaa jatey hain kyun k false breakout hoajaty hain jisko hum samajh he nai paatey aur jald baazi mei trade letay hain humey chaiye jab b break out ho hum wait ker len next candle ka next candle agar best open hoti ha humey jo b action lena ha ussi pe len tou he hum faiday mei hongay
      • #4 Collapse

        Yes of course hamain forex trading main fake break out say zada losses hotay hain.
        Hamain pata hona chiay kay ham jab bhi apnay insta forex bonus account per trading kartay hain.to aap ko pata hona chiay kay .
        Aisay pattern ko head and shoulder patterns kaha jata hai.
        Or hamain aksar is tara kay pattern say loss ho sakta hai .
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai kabhi kabhi market bahut zayada breakout hoti hai yani kay fake movement karti hai uss time pe dollar aur gold aik hi side per move kartay hain aur jis waqt yeh fake movement ho rahi ho uss hour mein trade open nahin karni chahyea
          • #6 Collapse

            Fake breakout market mein aksar ata hai aur iss kay anay ki wajah america kay kis bari country mein taluqaat ki wajah se atay hain jub unn mein economy ki wajah se halat bigar jatay hain tou uss ki wajah se dollar apni position mustahkam karnay ki koshish karta hai jab kay baqi currencies kashmakash ka shikar ho jati hain
            • #7 Collapse

              forex trading main trading karny k liye hmain apni tradng main market ko achi trha anlsye karna hota hai or jub market main koi braek outs show ho tu hmain akbhi bhi os time main trading nahi karni chhye q k os main hmain loss ho jany k chances boht zeyda hoty hain es liye maret main kbhi bhi break outs main trading nahi karni chhyae
              • #8 Collapse

                agar hum market main stop loss use karty huway trading karen gay to humari trading safe rehti hay humay chahiye keh market kay fake brakeout ka bhi mind main rakh kar trading karen kyun keh es trha trading karnay main he faida hota hay aur hum market main tab he safe earning kar sakty hay esmain khoob mehnat karni chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g han ap ki baat se agree karta hoo humainy fake breakout kay baray me mukammal knowledge hona chahiey ta kay hum is se buch sakay fake breakout par hamri trade bohat jald loss me chalai jati ha fake break se buchnay kay liey ap support and resistance line ki bajaey support and resistance zone ko use karay market ko in zone me correction karnay day jub confirm ho jaey phr entry lainy chahiey agr fake break out banay to osay short time or long time both me ja kar confirm kar lena chahiy kay yeh kitna valid signal ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X