News ke waqat stop loss zaror lagaya kare
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ke waqat stop loss zaror lagaya kare
    Forex trading business Mein Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen stop-loss istemal karna chahie Agar market slow hoti hai to be stop-loss istemal Karen lekin Jab market Mein Koi news Aati Hai To Hamen stop loss Jarur Jarur Jarur istemal karna chahie Agar Ham stop loss Nahin istemal Karenge To Hamara account wash ho sakta hai isliye Hamen koshish karne chahie Ham small lot size stop loss ke sath news trading Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

    News ke Waqt stop loss hi Nahi balki trade Hi Na Lagaya Karen pahle news Ko Dekha Karen market Ko Dekha Karen Uske bad trade open Kiya Karen aur Jab Bhi Koi trade Jis Waqt Bhi lagaen to use per stop loss lazMe use Kya Karen ta ke loss hone ke Surat mein jyada Loss Na Ho aur aapka account wash hone se Bach sake..
    • #3 Collapse

      Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

      dear friend, news ka market ki moment par kafi impact hota ha hmain sirf news k waqt hi nhi bl k apni har trade ma sl zarur lagana chaiay, ye aik bht usefull tool ha aur is k sath hmari trade secure ho jati ha, agr market hmari trade k opposite koi unexpected move karay to hmain limited loss hi hota ha
      • #4 Collapse

        Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

        Ap my kaha hai k jb news k waqt ap trade lagain tu use waqt aapko stop loss ka use karna chahie ji bilkul sahi kaha hai aapane ke use waqt agar Ham stop class Laga Lete Hain to yah hamare liye bahut hi achcha hota hai news ki condition mein thoda mushkil hota hai agar hamen loss hua to Mar account wash ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

          Deatr apne sahi kaha hy or me agree bhe krta hun apki bat se lakin jahan tk me smjhta hun ya jahan tk mera knowledge hy to hamen chahey k hum stop loss or take profit dono ko hi apni trade me use kren k agr market profit side pe move kry to kuch na kuch profit to dy k jaey na k sirf loss hi ho is liay take profit bhe use krna bhtt zaruri hy
          • #6 Collapse

            Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

            DNA news Ho Ya Na Ho Hamen Star Plus ka istemal karna chahie Jab Ham stop loss ka istemal karte hain to hamare liye kamyabi Hasil karna Aasan ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi trading karen to stop loss ko kabhi bhi ignore na Karen balki use importance Den Taki Ham apni trademan nuksan ko kam aasani se kar sake aur Achcha fayda aasani se Hasil Karen Agar Ham software ko ignore Karenge To Hamen Khud Ko hi nuksan hoga isase Hamara account behosh hone ke chances increase kar Jaenge aur in halat mein To Hamen bilkul bhi Aisa Desh Nahin Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

              dear news aaye ya Na aaye Hamen Har apni trade ke andar stop loss ko Dene Ki koshish Karni chahie kyunki Star plus hamare account Ko behosh hone se bacha sakte hain isliye Hamen chahie ki apni trading Mein Jitna ho sake Star plus ko importance dene ki koshish karen jitni Hamesha importance Denge utna hi hamare account ko nuksan Mein jaane se bachega jo ki hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai
              • #8 Collapse

                Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading main news ka market per bahut Achcha effect Hota Hai news Aane per market mein bahut Tej moment Hoti Hai Hamen short time frame mein news per kam karna chahie aur stop loss aur take profit use Karke trade open Karni chahie tabhi Ham news ke mutabik acchi trade kar Sakenge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur knowledge ki jarurat hoti hai aur acche experience ki jarurat Hoti Hai jitni acchi learning ke sath Raste Din Mein kam Karenge itni acchi earning kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                  hmain hamesha stop loss use karna hai aur acha kaam karna hai agar ham ne mehnat se kaam karna hai to hi ham ne yahan pe kaam karna hai is liye mehnat se kaam karain learn karain acha kaam karain agar ham ne acha kaam karna hai learn karna hai to hi ham ne mehant se kaam karna hai to emotional discipline ko follow kar saken ge aur kameyab hon ge
                  • #10 Collapse

                    Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                    g ha ap nay bilkul thk kha hy hame news kay waqt stop loss lagana chahey is sy hame kam hi loss ho ga aur hame is may profit ho ga aur hamara account wash ho ny sy bacha jay ga aur hame news ko achi trah sy read kar lany chahey so hame news sy phly stop loss laga lana chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                      Forex trading mein hamen news ke time trade Na karen to hamare liye behtar rahega kyunki news ke time market ki Moment jyada fast hoti Hai Jab market stable Ho to hamen chahie tab trade Karen hamare liye baithe rahega Agar hamari Koi trade open aur news hamare trade ke against Hui to hamen loss ho sakta hai to hamen chahie ki apni jo bhi trade Karen stop loss ke sath Karen hamen jyada loss Na Ho money management Ka khyal Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                        AAP sab ko chahie ki aap sab hamesha apni har ek Friend mein stop loss ka use Kiya Karen kyunki stop loss ka use karna bahut jyada important Hota hai aur is tarah se aapka account bhi uski aur rahata hai aur aap bahut acchi tarah se Forex mein survive kar paate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                          dear main yehi suggest karun gi k news k time trade hi na lagaen jab news ati hain to markete ki movement boht fast hoi jati hai to news k bad markete ki movement ko dekhty huy trade karen lakin news time trade na lagaen r phir is main stop loss us soorat main to lazmi use karen jab ap money management ko ignore ker k trade karen kiun k aesy main trade k loss main jany ziyada chances hoty hain r agwer ap small lot se trade open ker rahy hain to beshak stop loss na llagaen
                          • #14 Collapse

                            Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                            ji han zarori hai k jab news ayai to ham sl ka istaml lazmi kary or sl ki value bhe kam rkhy kiun k jab koi news atti hai to bazz dafa 200 so pip bhe fvr main ajati hai ya hamry against chali jati hai is lia ham ko chahai hai k tp or sl news k time top lazmi hi use kary is sey ap yaqeen maney ham ko bahot ziada faida hoga
                            information for Beginners
                            Complete Forex Knowledge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                              dear friend aaj bhi market mein news ka effect hona hai news time pahle hi apna order place karna hota hai to stop loss laga dena chahie kyunki market agar angest mein jaati hai to jyada loss ho sakta hai stop loss lagaya ho to jyada loss se bus jaenge news ke time mein status yahi honi chahie ki stoploss lagaya jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X