3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?
    bhai main 3 sal say foex main hun mgar mujh ko loss ho raha hai main har stratgey istmal kar chuka hun magar loss say nahi bach saka app iska koi hall bta sakty hain main bohut he pesa gwa chuka hun aur main bohat preshan hun mujhy koi ashe si guid line dean please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bro is ky liyay ap training ly kisi seniour trader sy jiss ko benifit ka pata ho or us ko yaha trading mai profit hota ho trading sy ap ko woh bahtreen stragety seekha saky or ap ko bahtreen skills ki traf ly kar jaiy taky ap ko trading mai profit mill saky.
    • #3 Collapse

      janab is ka bhut hi sada sa or bahut hi asan sa hall hy ager tu ap ky pas is ki knowledge hy tu sab sy pehly ap ik copy or pen ly or apni un mistake ko likhy jin ki waja sy ap ko loss hota hy ya jin ki waja sy ap ka account wash ho jata hy un ko likhny ky bad 5 din tak un ko rata lagay matlb apny hafzy mai is terha biyha ly ky ager koi ap ko kahy ky suna so sabak tu ap foren hi suan dy us ky abd ap trade kery or apny mistake ko na kery tu mai samjhta hun ak ko kafi had tak ferq mehsoos ho ga ky ap mai kuch change a chukka hy or 2 sri bat ky ap ko kise bi strategy ky pechy bhagni ki zarorat nahi hy ap ko bas support and resistence ko achi terha sekhna hy phr daikhna ap kaisy profit kerty hy.
      • #4 Collapse

        agar hum forex mai kam kar ky ache earning hasial kar rahy hain ot hamy agar loss ho gey to is mai marekt ka koi qasur nahi hota hum oi gati kar rahy hoty hain jis ke waja sy hamy loss hota hain is liye hamy apne galtiyo ko kabe be ignore nahi karna chahey pher he hum market mai run kar ky ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
        • #5 Collapse

          Ager aap 3 saal baad lose karty ho iss waja apka lalach hota hai agar aap lalch aik side pe kary to ap lose se buch sakty hai aur aap kamyaab trader bun sakty hai over confidence hamesha lalach ko peda karta hai aur lalaach hamesha lose me jata hai
          • #6 Collapse

            AGR ap 3 saal sy forex sekh rhy hyn or ap abi bhi lose kro rhy hyn to ap ko lalach nhi krni Chaney or koshish kryn k soch k or analysis k bad trade kryn ...
            • #7 Collapse

              bhai forex trading main loss hmain es bat ka yakken dilata hai k hmain apni trading skills ko mazzed improve karny ki zarort hain or lsos hony ki bolkul yah wajah nahi hoti hai k ap buri trah se nakam ho gy hain or apko ab kbhi profot he nahi hoga es liye apni leraning par focus karen pher ap ko jald he lsos hona band ho jay ga or ap aik achy trador bna skty hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                bhai main 3 sal say foex main hun mgar mujh ko loss ho raha hai main har stratgey istmal kar chuka hun magar loss say nahi bach saka app iska koi hall bta sakty hain main bohut he pesa gwa chuka hun aur main bohat preshan hun mujhy koi ashe si guid line dean please.
                Agar aapko itne Jyada time se loss ho raha hai to aap Kahi na Kahi mistake zaroor kar rahe hain aap apni strategy and planning go Shuru se start kare aur demo account se pehle trading karna sikhe fairy real account mein aaye
                • #9 Collapse

                  dear agar ap forex k business main kaafi sara lose kar rahain hain aur kar chukkay hain to mairay khayl k mutabi ap apnay knowledg ko follow nai kar rahy hain aur agar follow kartay bhi hain to us main bahut jaldi say kaam kartay hain agar ap forex main wait karna seekh saktay hain to ap is main lose karna bhi khatam kar saktay hain is liye maira apko mashwara hay k aap har trades ko wait kar entry lain is say apki mushkil hal hogi aur earning bhi hogi.
                  • #10 Collapse

                    3 saal ka experience ho kar loss hota hy tu is ki waja ho sakti hy greed emotions aur jald bazi ap greed emotions aur jald bazi se trading na karain aur sabar se trading karain aur jo bhi mistake ho us ko cover karain kiok loss jab bhi hota hy mistake se hi hota hy mistake ho us ko bar bar na karain tu loss se bach saktay han
                    • #11 Collapse

                      bhai forex man time sy profit or loss nahi hota 3 sale bad loss nahi hoga asa koi rule nai agir aap 10 year bad mistake krty hian to loss aap ko tb bhi ho skta hai is luy aap ko experience sy profit or loss krty hain na k time sy mujy 5 years ho gy loss phir bhi ho jata hai
                      Removed by Moderator
                      • #12 Collapse

                        Re: 3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?

                        forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain wo is mai part time kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik legal business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: 3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jaya hain agar hum lalach oe emotions py qabo nahi rahky gy to be hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hota
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: 3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?

                            forex mai hamy hamare mistakes ke waja sy hamy loss hota hain hamy inhy avoid karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 3 sal bad loss karny kee waja kia ho sakti hai?

                              forex mai agar hum expert hain or hum kam karty howe koi galti kar dy to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain hamy is mai apne learning ko best bana kar mahnet sy kam karna chahye or hamy apny ander ky lalch ko be qabo mai rahkna chahye pher he hum loss sy bach saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X