Aksar hum aik hi mistake ko bar bar repeat kar detay hain jo mere khayal mein kafi nuqsaan deh sabit hoti hai hum apni previous trades sae kuch sabaq hasil nahin kartay aur same mistakes ko next time ussi jaga per dobara kar detay hain jis ki wajah sae humain kafi mushkalat ka samna karna parta hai iss mein zayada tar log jo mistakes repeat kartay hain.woh jaldbazi mein trade lena ya greed sae na bachna trade kay analysis na karna market ko bina samjhay trade lagana
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим