Aj kal thread zyada jab kay us pay reply kam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj kal thread zyada jab kay us pay reply kam
    Jab say Pakistan forex forum kay rules main changing ae hay us main aj kal thread q kay jab app posts kartien hain tu wo auto pay approved ho jatien jo lay aik achi baat hay mugar aj kal thread tu bohat Zyada create ho rahien jab us pay replies bohat kam jis ki wajah say thanks be kam miltay hain or bonus be or thread ki quality pay bohat kam hoti ja rahi hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir main tu q kay is main new hay mujay sahi tu nahin pata mugar jo main dekha hay waqi aisa he ho rah hay aksar thread kay uper koi be rply nahin hay yah aik he reply hay or thanks tu hay he nahin meri samaj main yeh aea hay q kay aj kal bohat zyada thread creat ho rahain hain jis ki wajah say reply be kam ho rahin q jab app aik posts kartien hain tu us waqat kafi zyada thread craet ho jatien jis ki wajah say jo new hota us ko open kar kay he hum posts kar detien hain jis ki wajah say reply kam hay
    • #3 Collapse

      Dear app ke baat sahi hai ky ab zaida thread creat ho rahy hain jab k posting kam ho rahi hai our thread ke qualti b achi nhi mil rahi jis sy posting walon ko nuqsan ho raha hai
      ku k ham thread par reply krty hain our kuch din bad qualti achi na hiny ke waja sy thread delete ho jata hai our hmari reply wali post b delet ho jati jai
      jis sy hmra nqsan hota hai
      • #4 Collapse

        Pata nahin aise kya baat hai kay log aaj kal reply bahut kam kartay hain aur posts per limes bhi bahut kam kartay hain jab kay posts per likes karnay sae aap kay bonus per koi asar nahin hota aap jinay marzi aye likes karain iss sae post karnay walay member ki hosla afzai hoti hai
        • #5 Collapse

          Dear es ki sab se bari waja fazool aur aik he topic pe multiple threads ka open hona hai jab ap es mai ayse kam karain gain jo k sirf aur sirf bonus ki tarf jane k liye nhn hai ap ko learning b karni ho gii tab he tu ap acha earn kar lo gy lehaza ap ko apni life ko
          • #6 Collapse

            Aaj kal log kisi baat sae dar gae hain yah unn ko kisi nay ghalt brief ker dya hai jis ki wajah sae woh ghalt rastay per chal paray hain bhai aap log posts karain aur doosroun ki posts ko likes bhi karain iss sae aap ko bhi zayada likes milain gay aur aap ko bhi bonus zayada milay ga iss sae aap bilkul bhi na darain kay doosroun ko thanks karnay sae aap kombonus kam milta hai agar aap thanks nahin karo gay tou aap ko bhi thanks nahin milain gay
            • #7 Collapse

              Biklull sahi kaha apny thread karny ke ejazat sirf or sirf senior member ko hone chahye jo ye ache tarha jany hai k first time me kiss cheez ke zyada knowledge ke zrort ho ge ku k senior members pehly iss chez se guzar chuky hai k unn kaha zyada mushkilaat paish ATI the hm unn per threads kary taky junior member ko koi pareshani na ho
              • #8 Collapse

                forex mai bohat sy log thread post karty hain or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura karty hain hum is mai live or sada urdu mai posting karty hain aik posts ka reply k sy km 2 lineo ka hona chahey is mai hum part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum isy apn alife time career be bana sakty hain yai kabe be band nahi ho sakta
                • #9 Collapse

                  bhai es ki khsa wajah yahi hai k boht se thrdes same topic k a arhy hain or trdaors kiya karty hain jo new thardes hoty hain un aka he rply karty hain or jo bar bar aik he topic par bat ki ja rahi ho tu wo oska rply nahi karty hain es liye wo un posts ko ignor kar jaty hain r esi trah wo post k rply bhi kam hoty hain mera khyal hai or koi wjah nahi hai es bat ki
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jee bhai mai aapki baat se agree krta hoon aaj kal threads ziada create ho rahy heinaur posting kum iski wajah yeh hai k members asan kaam krna chahty hein,postint mein thora ziada waqt lagta hai,quality bhi kum ho rhi hai,bar bar aik jaisy threads create ho rhy hein jis ki wajah se thanks bhi koi nahi deta.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X