Mobile pa trading asan hai ya personal computer pa?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mobile pa trading asan hai ya personal computer pa?
    Friends
    Mujhe ye btain ham main se jo log Pakistan forex fourm pa kam krty hain maximum smart phone pa trading kr rahay hain.
    Kia ap ka khyal main smart phone pa trading krna analysis asan hai ya personal computer pa .
    Mery khayal main personal computer pa analyais krna zayda asan hai ap ek waqat main 3/4 windows open kr ka analysis kr sajty hain bnisbat smart phone ka us main simple chart daikh sakty hain.
    Ap ka khayal main in main se knsa bhtr hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ma to yeh kehta hun ky mobule py apko access bahot zeyada hai lkn apko trading ky leay just mobile py order place krna lgana close krna ho to onr to best hai lin agr ap ny analysis krna ho to problems bnti hain lehaza apko trading ky leay apni skills aor strategies learn krni hoti hain aor mobile py itni access nhi hoti laptop py ya pc py bahot he easy work hai apko yeh opportunity avail krni chye big screen py
    • #3 Collapse

      g zati khyal ha jo log Pakistan forex fourm pa kam krty hain maximum un me phone pr krny walo ki tadat zada ha or me ny jo malomt hasal ki thi un me zada longo ka kahna tha hum phone pr zada asani se kr paty ha jab ke personal computer pa analyais krna zayda asan hai ap ek waqat main 3/4 windows open kr ke analysis kr sakty hain problems to hoti ho gi mobail pr kam krny se pr logon ko aj kal es ke estamal ki adat par gi ha
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: 9007 پيغام ديکھيے
        Friends
        Mujhe ye btain ham main se jo log Pakistan forex fourm pa kam krty hain maximum smart phone pa trading kr rahay hain.
        Kia ap ka khyal main smart phone pa trading krna analysis asan hai ya personal computer pa .
        Mery khayal main personal computer pa analyais krna zayda asan hai ap ek waqat main 3/4 windows open kr ka analysis kr sajty hain bnisbat smart phone ka us main simple chart daikh sakty hain.
        Ap ka khayal main in main se knsa bhtr hai.
        ham information Technology key doar main reh rahy hain. due to this technology our world has become global village. information technology aik bhar poor tarrqi ka doar hai or isi technology ki waja say hmary liey har kam asaan kar diya hai. chahey woh job ho ya phir business. har businessman (trader) yehi chahta hai ky waqt bachaya jaey. waqat bachaya jaey ga to lazman income increase krny ka ziada moka mill skta hai. soo ye sari technology hmary liey waqt hi bachati hai or trading me asaani lati hai. is liey chahey ham mobile use kren ya phir personal computer fayeda dono ka apni jaga hai. lakn mobile technology computer (information) technology ki hi updated shakal hai is sey ziada time save kia ja skta hai. or working me asani yeh hai ke kisi khas jaga ki zrort nahi. ham kahen bhi baith key apna status check kr skty hai.
        • #5 Collapse

          Dear trading to mobile per asan hai lekin forum men posting karny k lye personal computer best hai. Q k computer se typing karna asan hota hai aur ap zyada posts kar sakty hain. Mobile se trading karny ka sab se bara fyda ye hai k ap har waqt market per nazar rakh sakty hain. Is tarah market ko analyse karna ap k lye bohat asan ho jata hai
          • #6 Collapse

            G bilkul friend ap bilkul thk kah rahy han k agr hum trading karty han toh wo hamary mobile pr hi best rahti ha ya koi personal computer par mobile par b thk ha or computer par toh zayada behter ha wo is lea k hum ak waqt ma 3 ya 4 window open kar sakhty han or trading kar sakhty han
            • #7 Collapse

              Dear members mobile par trading more useful Hai Jisne aapko bahut aasani be hai aap Agar Jaha kahibi hai aap apne trading ko control kar sakte ho aur aap apni trading se update Reh sakte ho market se update Reh sakte ho I think Mai To bahut appreciate Karunga Jab Se smartphone MI Hai trading Mein logon ko bahut aasani bhi hui hai aur Iske ilawa Forex trading Mai bahut zyada development b i hai aur isme trading participation bahut jyada Hui Hai
              • #8 Collapse

                Apki baat sahi hai computer pe kaam karna asan hai aur aap easy ho ker kaam ker sakty ho mobail apka 2nd option hona chahye ager computer me koi masla ho ya phir light ka problem ho tabhi hum mobail ka use ker sakty hai
                • #9 Collapse

                  salam dear baat is tarah hai k app forex trading mobile pay b kar sakty hain our computer pay b kar sakty hain lakin app forex market ko mobile pay us tarah nai analyse kar sakty hain jis tarah ye computer pay analyse ho jati hain ,mobile pay app sirf itna kar sakty hain k app nay ghar main jo trade computer ya laptop pay enter ki hoti hain .un trades ko app mobile main b check kar sakty hain our app mobile main usko close b kar sakty hain .baki forex trading 1 risky bussiness hai isko mobile pay bilkul nai karna chahaye kun k mobile main apko market k trend ka pata he nai chalta hai our naa he market k support resistence ka pata chalta hai so humay computer ya laptop pay forex market ko analyse kar k trading karni chahaye
                  • #10 Collapse

                    mery hyal ma mobile ho computer dono k faidy bi ha and kuch nuqsanat bi jaisy computer pa buhut wazahat k sat and speedy net pa ap buhut asani k sat trading krskty ha lakin nuqsan ye ha k her waqt ap computer ko apny sat rak ni skty isi tarh mobile ko ap her waqt apny sat rak kr trading karskty ha lakin kabi signal problem hongy kabi net slow hoga so dono k apni apni jaga pa faidy our nuqsanat ha
                    • #11 Collapse

                      Dear moblie kay uper post karna assan hai agar hamari typing speed nahi hai to hamain chiay kay ham jab bhi post karain apnay insta forex bonus account per to hamain computer per agar post karna hai to.
                      Hamain chiay hota hai kay ham trading achay say karain or apnay bonus account per trading kartay waqat annaylisis achay karain or whi trading experience mobile kay uper Pakistani forum kay through post karna chiay.
                      • #12 Collapse

                        G dear jo features hmen Pc pr Mt4 me available hoty hain wo hmen mobile pr nai hoty hain.is lye meray khyal se hmen ziada tar Pc pr hi trading krni chaye Magr market ko watch krne k lye mbl b boht hi useful hai agr order apke profits me aa jaen to ap Mobile se foran close kr dia kren is tarhan apko Pc chalny ye uske pass bethy rahny ki zrort nai hogi magr basi work yani trades open krna tp,sl lgana analysis krna sb Pc pr hi kren to behtar hai.
                        • #13 Collapse

                          mobile par trading tu ho jat hai maager mobile par app analysis nahi kar sakty hain kun k mobile ki scren bohut he choti hoti hai jiss par complete chart nazar nahi ata hai jiss ki waja say app ko mushkil hoti hi mobile ka ap ko yeh he faida kafi hai k app apny order ko daikkh akty hain close kar sakty hain aur apny order k mutalik sab daikh sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Mostly traders forum oar ye puchty hain kay ham mobile par trading karain ya pc par un ko btati chalun mobile aur pc kay software main koe big difference nahi hai agar ap kay pas pc available hai to ap pc par trading karain agar nahi to ap mobile par bhi trading kar sakty hain ye koe big issue nahi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai Mere Khayal mein trading yoga personal computer pe analysis karna Aasan Hota Hai aur mobile pe Yahan Ke Hum aasani Se Kahi bhi le ja sakte hain lekin Uske analysis karna Aasan Nahi Hota agar humne analysis Kiya Hua Hai computer pe buddy screen pe to hum Phir mobile pe aasani Se Laga sakte hain trading iske liye Ye zaroori nahi kya Hum ek hi jagah par Rahe Yamaha Shoes time mein trading kare mobile Hamare Paas Ho To Hum Kahi bhi kisi bhi time trading kar sakte hain lekin computer ke liye ek hi Jagah mehsoos hoti hai

                              اب آن لائن

                              avatar Ayeza
                              avatar Sno
                              avatar Fahad5
                              avatar Iqra5
                              Working...
                              X