Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha
    Dear friends kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha kia chhoti chhoti trade lga kr trade krnay mn koe harj ha ya ap chhoti chhoti trade lga kr trading kr sktay hn keun k meray pass bonus km ha to ziada risk lena theak ha ya naen ap kia kehtay hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

    Jee bilkul trade ko bar bar close karne se hamara kafi nuksaan hota hai kyunki jab hum kisi trade co baar baar open and close karte Hain tu hamara kaafi saare nuksaan spreade ki Surat mein ho jata hai isliye hame bar bar trades ko open and close nahi karna chahiye utha ke hame zyada charges na pade
    • #3 Collapse

      Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

      G han ager hum bar bar trade open kar kay close karty hain to humyn kaafi ĺoss othna perta hai kyun kay choti choti trade baad dafa kafi nuqsan deti hai ager ap nay ik dafa trade laga di hai to ap ko chiye kay us ko target ko hit hony tak wait lazmi karyn is main ap ka he faida hoga so ap ko chiye kay kay kam balnc say ziyada trade mat lagyn
      • #4 Collapse

        Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

        Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear mery kheyal me agr ap ek he prear ki tarde ko bar bar open or profit hony pe close karty ho to us me apko bhot nusan ho sakta hai qk ap ye kam us time karty ho jab apny market ko analysis na kia hoa ho tab ap aesa karty han agr apny market ko analysis kia hoa ho to ap take profit laga kar chor dena chahye
        • #5 Collapse

          Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

          G bilkul apnay bilkul drust kaha hai oar main apki bat say mukammal itefaq karti hon ke trade ko bar bar close karnay say nuqsan hota hai oar humein chahyye ke hum market ka bghor jaiza leinay ke bad hi trade lagayen oar tale profit set kar dein oar phir bar bar market ko na dekhn
          • #6 Collapse

            Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

            G han trade ko bar bar close krny se hmy bht nuqsan hota hai. Chahy hmy trade k samne 0,00 profit ya loss show ho RHA ho hmy spread ki Surat ma kafi nuqsan hota hai esi liye better hai k choti choti trades k bjyae hm achi trade ka wait kren jb achy signal aaien tbhi trade lgaien ta k loss na ho or ap ka bonus km hai ya to ap km lot sizes k sath short term trading kren ya phr next bonus ka wait kren
            • #7 Collapse

              Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

              han humri pass agr account chota hye to hum ko chahye ke kam se kam profit le kr apne trades band kia karan agr hum bager koyi bhe profit nahi lete han to as se hum ko loss hota hye Q ke har ek trade pr hum broker ka spreat cut hota hye as leye bager koyi profit baneye hum ko apne trade nahi cut krne chaye as se humri account ko loss hota hye baki agr hum koch na koch profit lete han to ye best way hota hye tradeing me kam se kam profit lena as se risk free tradeing hote haye humrie
              • #8 Collapse

                Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                Dear friends kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha kia chhoti chhoti trade lga kr trade krnay mn koe harj ha ya ap chhoti chhoti trade lga kr trading kr sktay hn keun k meray pass bonus km ha to ziada risk lena theak ha ya naen ap kia kehtay hn
                Assalamualaikum ji bhai jaan mere pyar mein aisa nahi hai agar aap trade ko Barbad close karte hain aur open karte hain usse hame koi nuksaan nahi hota lekin Hame aisa nahi karna chahiye Kyunki Jab Hum open or closed karte hain Hamara kaafi saare nuksaan ho jata hai isliye Hame chahiye kya apne analysis ko accha Kare aur Bar Bar Dekho close karne se Baj rahe hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

                  nhn dear aysa kch nhn hai ap ko chaiye k ap sakoon se pehle market k trend ko check akrain aur phr es mai traidng karian ta k ap ko idea ho jaye k ye business ap kese kar skte ho aur kese ap es busniess mai acha earn kar lo gy lehaza ap ko chaie k ap acha kam karo aru sath saht enjoy b karo forex aik behtreen business hai jo ap ko aage halne ka muqa tabi de ga jab ap es business ko seekho gy warna ap kabi b es business mai acha earn nhn kar sako gy,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

                    Ye apki knowledge aur experience per depend karta hai ke aap choti trade open karty ho ya big ku ke ye apki bonus par depend nahi karta ager aapky pass knowledge aur experience hai to AP to aap little bonus se bhi profit earn kar sakty ho iss liye se zyada mehnat kary aur market ko janny ke koshish kary
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

                      forex mai hamy bar bar trade ko close nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain agar trade loss mai ja rahe ho to hamy isy close kar dena chahey
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia trade ko bar bar close krnay sa koe nuksan hota ha

                        Dear phly AP ko markeet ko check krna or smjhna chaye k markeet ki Kia position ja rehi h us k bad AP trade lgye jb AP ko in SB cheezon ka khowledge ho ga phr koi farq ni parta k AP choti trade lga rhy ha ya bari AP ko benifit hona chaye na k loss..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X