Loss ki soorat ma himmat na hary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki soorat ma himmat na hary
    Dear forex members profit and loss ka apas ma buhut gihra talluq ha jider hum profit lity ha uder humain loss k leye bi her waqt tayyar hona chaheye lakin loss hony ka ye matlab hergiz nahi ha k hum himmat haar k bet jaye bal k loss hony k baad humain our zyada mehnat kar k axhi analysis k sat per market ma in hona chaheye our pakka yaqeen hona chaheye k es martaba aisa trade open karengy jia ma loss ki bjaye humain profot mil jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

    Dear brother forex mn bahot sa membran aisay hotay hn jo atay he baghair sochay smjhay trade shro kr detay hn na un k pass koe knowledge hota ha na experience aur na koe practice ki hoti ha bus profit lena chahtay hn aur loss ho jata ha mn to kehta hon pehlay mehnat kren seekhen phir trade shro kren ta k loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

      agar humay forex trading main loss ho gya hay to es waja say humay harna nahi chahiye balkeh humay chahiye keh note karen jis waja say humay nuqsan uthana para hay wo waja kill karen kyun keh agar hum es trha waja kill kar kay trading agy karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur esmain safe bhi tab he reh sakty hay
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

        Jab b apko loss ho to himmat harny ki bjaye ye dekhy k loss q huwa hai ap ny mistake kaha ki hai analysis me ya trade open karny me agar ap mistake dhoond ly gy to dobara wo mistake nahi kary gy or ap ki trading pehly sy behtar ho jaye gi.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

          forex market main bady bady traders bhi loss kar jaty hay aur agar hum nay kam experience kay sath market main nuqsan kar lea hay to humay dill nahi harna chahiye balkeh humay apni un sab galtio ko theak karna chahiye jinit waja say humay market main nuqsan huwa hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

            Assalamualaikum ki hai bhai abhi kaha hai lost Ke Baras Himmat nahi Ani chahiye bas time Humein aaj ki koshish Karke achi trading Karni chahiye Taki how much profit banana
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

              g friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum loss k Surat ma hum kabi b himat na hary bilky loss or profit sath sath hota ha keu k profit or loss ka apas ma bohat gahra taluq ha agr humy profit hota ha toh humy loss k lea b tayar rahna chaya bilky himat ni harni chaya dat k kam karna chaya ya toh hota rahta ha
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                nuqsan har kisi say ho jata hay bs aqalmandi esi baat main hoti hay keh jis waja say nuqsan ka samna karna para hay us waja ko humay kill kar daina chahiye kyun keh es trha he hum forex trading main safe trading ko posible kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain ziada say ziada mehnat karty rehna chahiye ta keh achi earning kar saky
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                  loss hota hay agr market main to humain himmat nai harni chahiye kun kay market main boht say log active ho kar kay kam karna ho ga jis say stay karna or b asan ho sakta hay is main mistkae ko learn karna ho ga is ko apna lesson bana kar karna ho ga ta kay market main stay karna or agy move karna acah ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                    Profit aur loss kisi b business ka hissa hotay hain. Profit ho to log khush hotay hain lekin jab loss hota hai to pareshan ho jatay hain aur bad dil ho kar chor jatay hain. Aesy logon ko mera mashwara hai k loss ki surat men bad dil ho kar trading mat choren aur new strategy bana kar dobar se trade shuru karen.......
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                      Dear Mr Ap ko na Sabar se kam Lena chayie jab profit hota hai to is k sath loss bi hota hai agr loss hi jye to humain himmat ni harni chayie loss hone se humari information or experience men zaida behtari ati hai Koi bat ni loss ho ga to profit bi zaroor ho ga
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hamein Pakistan's Raksha Mein dard ho raha hai to Hamein Himmat bilkul Bhi Nahin Aata Nahi chahi balki Hame chahi ki Ham Pakistan Forex Main Aur Jyada mehnat Karen aur Apna loos cover Karen Kyunki Agar Hum Apna loss recover kar lete hain tu Ham Pakistan Surat Mein Aage bahut accha trade Karenge Kyunki Hame pahle loss Hua hota hai aur hum Pakistan Suresh main aa Geya Aisa bilkul bhi nahin Karenge the thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                          g han friends loss ki surat main himmat har jana koi aqal mandi nahe hai kion k forex main loss bhe utna he aham hai jitna forex profit ko ehmiat hasil hai,loss ko manage karna he forex trading ka asal raz hai ,kion k agr ham loss ko manage nahe kartay tu phr hamara profit bhe bemani hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                            forex main hamy experience hasil kar ky kam karna chahey ham is main kam karty hain or hamy is ka bonus be milta hain is main kam karty howy jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata hain lakin jab hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improve kar ky kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki soorat ma himmat na hary

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
                              Dear forex members profit and loss ka apas ma buhut gihra talluq ha jider hum profit lity ha uder humain loss k leye bi her waqt tayyar hona chaheye lakin loss hony ka ye matlab hergiz nahi ha k hum himmat haar k bet jaye bal k loss hony k baad humain our zyada mehnat kar k axhi analysis k sat per market ma in hona chaheye our pakka yaqeen hona chaheye k es martaba aisa trade open karengy jia ma loss ki bjaye humain profot mil jaye
                              1 loss Forex trading ka ek important part hai aur trading karte hue kisi ko bhi ho sakta hai agar traders co trading karte hue Boss Ho Jaaye to unko Dishant Nahin Hona chahie aur apne mistake se learn karna chahiye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X