After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye
    Yahi observe keya gya hay jay jab traders ko loss hota hay wo negative hotay hain ya phr crazy feelings kartay hain loss ko foran recover karnay kay chakar mei jo kay unkay liye loss ka sabab ban jati hay so hamesha koshish karain kay loss ko samjhain loss hojata hay lakin loss kay bad bilkul bhi negative na hon aap best soch karain achi plannings ki zaroorat hoti hay so aap ki trading achi tarah sey improve hojay newbies apni trading ko improve karain loss pe worry na hon loss trading mei jab ho uski mistakes ko find kar kay unko improve karna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye

    Bhai apnay bhut usefull post di hai Pakistani logo k lie, ek to USD itna strong hu chukka dosra ye k yaha logo ki income bhut km h as compare to USA or any other country to isi lie forex bhi Pakistan ko nahi bul k internationally logo ko target krta h tu us hisab say log minimum 2000$ USD say apna account capitalized krty h jisse unhe profit bhi acha khasa milta h or ager loss hota h to backup m money hoti h jisko money management k thorugh maage ho jata h but Pakistan m choti c invetsmnet hoti h or ager loss hota h to Pakistani Negative hu jate h q k unhonay apni hd say kahi ziada investment ki hoti h to unhe chaheye negative hune k bajai apni ghaltio say learn kare ta k ek ache trader bn sake Thanks!
    • #3 Collapse

      Re: After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye

      G bilkul app nay baat bilkul thk ki ha. aksar aisa hoota hia k hm loss k baat negative ho kr beth jatay hain k iss business me faida ho he nahi skta yeh business hai he loss wala. aksar log yeh soochty hain main bhi pehly yeh soochta tha lakin aisa bilkul bhi nahi hai. app ko loss k baad soochna chaiye k app nay loss q kia. jab yeh baat samjh aa gae k loss q hwa tou phr app ko planning chaiye k abb tou main nay loss kar lia hai fubara nahi karna iss k liye muhe yeh yeh iqdam karny parain gay.
      • #4 Collapse

        Re: After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye

        G Hn Dosto forex trading ma agr ap loss ho jya to loss hony ki soort ma ap ko nagtive ni smjhna chy ap ko chy k ap apni thinking or planning ko improve kry jb ap apni thinking or planning ko improve kry gy to trading b improve ho jy gi or loss b ni ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: After loss dn't negative, aap ko thinking, planning aur improving chaiye

          agar loss ho jaye to humay chahiye keh apny weak points par focus karen kyun keh un points ki waja say market main nuqsan ka samna karna para hay aur humay es trha apni trading ko loss say mutasir karnay ki bijaye nasehat leni chahiye aur mazeed achi trading karni chahye ta keh next hum loss na kar lain esi waja say

          اب آن لائن

          Working...
          X