Stick to Your Plan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stick to Your Plan
    Dear forex members jab b ham koi trade open krne ki liye apna plan bnain to bharpoor tyari k sath mukamil analysis se har aik cheez ko mad e nazar rakhte hue apna aik behtreen plan tashkeel daina chahye aur jab trade open kar lain to bar bar is mein changing na karain agr apka plan profitable ni hota to bad mei beshak us mein changing kar lain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stick to Your Plan

    Trading ke liye planning bahut hai important hoti hai jab hum acchi planning ke sath trade Lete Hain tab hum kafi had tak successful ho paate Hain acchi planning ke liye zaroori hai ke hum acche experience ke sath trading ko join kare hamare paas jitna acha experience hoga jitni acche skills hogi ham utna hi better work kr paen ge aur iss tarah se hamara kamyab hona aasan ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Stick to Your Plan

      Forex trading kay liye jab traders start laite hain tu in kay mind mai trading plan majod hota hai ke kis trah kay price ke setup mai apni trade positions open karne hai aur kis trah ke trade kay liye kitne investment karne hai. traders ko chaiye ke woh baad mai apny plan ko greed aur emotion ke waja say change na kiya Karin aur apny plan kay mutabiq he trading continue Karin.
      • #4 Collapse

        Re: Stick to Your Plan

        Hameyn apny plan k mutabiq he trade karna chahye agr ham samjhen k hamari planning mn kuch kami hy ya darustnahin tou hamen planning ko address karna banta hy , little early plan change kr lena behtar hota hy bajaye ic k k ham loss uthaen or plan change na karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Stick to Your Plan

          You are riGht dear...Always StiCk To yoUr PLan or Koshish KaRni chaaheay K plans Ko Kaamyaab Banaanay K LiYe achi Planing Bhi Kii jaaey...koShiSh Karni chaaheay K DaiLy K TaRgets seT KiYe jaaEn Or phiR un TaRgets ko HaR haal Main AchieVe kiYa Jaaey Is Se Aik To Trader Ki ThiNkiNg abiLiTy main izaafa Hota Hai or is se Kaafi Kam waqt Main zyaada Kaam KaRnay ki abiLity Bhi Aa Jaati Hai Or Kam waqt Main Zyaada PoSts Ki Jaa SaKTi HaiN...

          اب آن لائن

          Working...
          X