How to get rid of loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    trading mein ham loss se bach sakty hain agar ham apni emotions ko control karin aur apni lalach ko trading mein khtam kerni chahye. hi forex may proper knowledge and experience hasil karte hain jis ki wja say un ko forex trading may loss hota rahta hy is liye pahle forex ko ache tarike say learn kare phir work start kare.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      in forex trading we can not eleminate the risk of loss because it is an inherent limitation of forex business but we can reduce it to an acceptable level by doing hard working and struggle and practising in demo account.
      • #48 Collapse

        we can easily on incredibly goodness gaining and so that is a very best gaining technique in addition to i am in this way small business.good knowledge and skills improve our loss. If you do not have more experience you may loss. You can get rid from loss if you have more knowledge and more experience . So get more and more knowledge . And by demo trade you can earn experience . So practise more and more and get rid of loss .
        • #49 Collapse

          loss se chtkara pana itna asan nahi hota bhai kyun ke yeh aik risky business hai aur is me aksar sab ko loss se wasta parta hai chahe wo jitna bhi expert kyun na ho.
          • #50 Collapse

            ager ap loss se bachna chahtay hain toh ap ko chahye kay choti choti trades karain aur ziada profit ki lalach na karain ye best way hai
            • #51 Collapse

              greed aur emotions aadmi ki kamyabi main rakawat dalte hain. aur lalach main aadmi soche baghair aise kaam kar jata hai jo faida mand nahin hote jis ke result main pachtana parta hai. is lye apne upar qabu rakhain aur lagan se kaam karain to kaamyabi zaroor milti hai.
              • #52 Collapse

                bhai aap nay khud hi apni thread mein apnay sawal ka jawab day diya hai aur aap bilkul thik keh rahay han,greed aur emotions par qaboo pa lein aur patience say kam lein agar tau easily traders baray nuqsan say bach saktay han.
                • #53 Collapse

                  Loss sy bachnay k liye aap ko chahiye ka proper market knowledge aur experience k sath trading krain aur trading sy pehlay marketplace k badlatay huway halaat ko examine krain, short cuts sy avoid krain aur lalach bilkul na krain.
                   
                  • #54 Collapse

                    agar aap trading mein loss kee waja see bohat zyada frustrated hian too phir aap koo apnee trading koo organize karna hooo ga aur sub see pehlee ego problem hoo finish karna hoo gaa aur sath sath fundamental aur technical analysis koo achi tarhan practically apply karien apni trading mein
                     
                    • #55 Collapse

                      sksjf sjd fjlksad fjshafkhkj sadkj fhksahf kjshdkj fhkjsdakj hfkjf hkjsahfk jaskdfhkdsahfkjsdk jfhk dsfhkjsadkh fkjsk ahfkjsd\ kjfhsakdfhkjsadkjfdskjfhk jsdhfkjsdh fkjdshkj fhkjsdfhdkj hfksjkhf
                      • #56 Collapse

                        profit aur loss to business ka hissa hai ager app ko business main loss hota hai to app ki apni galti ki waja se hota hai app ko apni galtiyon se seekhna chahiye aur aik achay trading plan kay saath trading karni chahiye tab he loss control kar pao gay.
                        • #57 Collapse

                          i think loss is the part of forex and i think symmetric triangle in forex shows the same trend of market in opposite direction as well if we analyze daily time frame charts we can easily find the symmetrical patterns. so we do use patient for trading
                          • #58 Collapse

                            mai yaha new member ho mujhe filhal iska poora pta nh per inshallah jald hi mai earning karonga.ye pakistan forex bhut acha hai,,
                            • #59 Collapse

                              g haan jnab hum loss sai is tarha chutkara hasil ho jae ga ager hum trading karny sai phly is k bary main achi tarha sai is k bary main knowledge and experience hasil kary and is main hum achi trading kar k achy trader ban ssaky and is main pher hum loss sai bach jae gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                lose se bachne k liye humein forex ke bare me achi trah knowledge and experience hona chahye taa k hum kisi b nuqsan se bach sakein iss se hum market me ekk ache trader ban ker apni life ko better ker sakte hyn or income hasil ker k apnay dreams ko poora ker sakte hyn or nuqsan hone k b bohat kum chances hon ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X