dear forex main jo apnay sath beeti ho usay sab k sath share karain forex say related koi bhi trick ya shortcut buy na karain jo kisi kaam k nai hotay hain sab tukkay hotay hain jo sirf lalach ki tarha kabhi kabhi kaam atay hain ham say jitna ho sakay forex main time guzarain aur iska experience hasil krna chaye jo na kabhi khatam hoga aur na he is main permenent lose hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим