Forex ma ehtiyat zarori hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma ehtiyat zarori hota ha
    Assalam o alaikum
    Forex ehtiyat zarori hota ha agr bagir sochy smjy entry ly gy to hmri bari lost ho skti ha bhot ehtat sa kaam krna chai ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

    Asslamu Alakum dear friends ap ki bat theek hai forex p kam krty hoy emotion p control ho jld bazi ka fsla na ho es business min tb ja k hum forex forum p kmyyab hn gy wrna ni forex ak online trading business hai es p hmn analysis kr k kam krna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

      G han bhai jan aap ki bat bilklul theek hai ager hum ko forex main kamyab hona hai to hum ko chaye k hum ehtiyat karen ehtiyat bahut zaroori hum ko chaye k hum apne mistakes ko improove kren mistakes nahi hon gee to hum kamyab ho jaen ge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

        Dear friend forex trading main hamesha ahteyat say kam karen ahteyat matlab hamesha kam lot main trade karen money mangment say trade karny main ap ko ziada loss nahi hota qu k market ki movement ka kuch pata nahi chalta kab market ap k oposet ho gay as leye ahteyat zarory hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

          G han bilkul forex me ehtiyat se kaam Karna bhi zaroor ha kiu ke agar ap trading me chuty se bhi mistake Kar do ge to apko loss ho sakta ha trading me mistakes karne se he loss hota ha aur agar ap apna kaam ehtiyat se nahi Karo ge to ap se mistakes ho Jaye ge is liye achy trading karne ke liye soch samajh Kar air ehtiyat ke sath trading Kare jald bazi kabhi bhi na Kare
          SUMIYA TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein Hamen Bade ahtiyat ke sath kam karna chahie Hamen is business mein Apne emotional ko control Mein Rakhna chahie Agar Ham control mein rakhkar kam Karenge kam lot ke tried lagayenge acchi Tarah Soch samajhkar To Hamen bahut Achcha fayda hoga Hamen trading Lagane mein badi hi taiyar Karni chahie jaldbaji Nahin Karni chahie Teri Hi Ham Kuchh fayda Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

              G han sir bilkul thek kah rahyee hain ap humain forex main ahtiyaat sy kam karna chaiye hum iss main agr behna socha samja kam karta hain toh humain iss main loss be ho sagta hain humain chaiye k hum iss main mehnaat sy kam akriye joh humain kamiyaab or successful trader bana sakiye or hum iss main success hasil kar sagta hain forex k ahmiyaat ko samjna chaiye joh k beginner sub sy zada mistake akrta hain samjna main
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

                Forex trading business mein hum achi trading tab hi kar saktay han jab hum market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading karain gay aur forex trading business mein trade open karne mein jald bazi nhi kartay is liye soch samjh kar trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma ehtiyat zarori hota ha

                  Aapane bilkul hi theek Kaha Hai Main Bus Itna Kahana Chahunga ke Forex forum main Hamari Bhi Koi ahmiyat Hona chahie Bhaijaan Agar Hamari ahmiyat Nahin Hogi To Ham Kaise kam kar Payenge bhai jaan agar aap ki Kisi chij mein ahmiyat Nahin Hogi to aap kaise kam kar Payenge aapko dhakke Maar Maar kar aapke nikal denge bhai jaan Agar aapki koi kimat Hogi to aap ko vah Khush Rakhenge aur aap bhi unke Sath kam Karenge Pakistan per square mein bhi Aisa Nahin Hai balki Pakistan Forex to hamare ehmiyat Samantha hai
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X