Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?
    Dear brothers ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k forum pe aj kal bahut ziyada posts delete ho jati hen jo log low quality ki ya repeated ya copy thread kar detey hen jiss ki waja se unn pe aanay wali reply posts bhi delete ho jati hen jiss ki waja se sub ka nuksan hota hey iss liay koshish karen k achi quality ki posting karen aur posts delete honay ki waja se tension bilkul nah len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

    bohat acha sawal ha ager hum ak post kartaa ha to per wo delet ho jatee ha to per hum ko tension nhi lanee chaheya q ka per be hum ko nuksan nhi hotaa ha bulkaa hum ko per sa ak hard work ka sath new post karni hoge or hum k learning ka leya be kuch na kuch karna hoga to per hum ko achi earning hoge.........
    • #3 Collapse

      Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

      G han posts agar delete ho jati hey to ye kesi reason ki waja se hi delete hoti hey members ko posts delete hony par kesi kisam ki tension nahi leni chaye, aur members ko ye samjna ho ga key es ki posts ki delete hony ki kia wajohat ho sakti hey, ta key next time ki posts us ki delete na ho jaye, jo posts delete ho jati hey wo ye to short hoti hey ya per es ki quality es level ki nahi hoti key es ko bonus key ley count kia jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

        dear brother ap na bilkul theak kaha ha k aj kl forum ki trf sa bahot ziada posten delete ki jati hn kuch dost poaten delete honay pa preshan ho krposten krna rok detay hn merY khial aisa naen krna chayay apni posting jari rakhni chayen
        • #5 Collapse

          Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k forum pe aj kal bahut ziyada posts delete ho jati hen jo log low quality ki ya repeated ya copy thread kar detey hen jiss ki waja se unn pe aanay wali reply posts bhi delete ho jati hen jiss ki waja se sub ka nuksan hota hey iss liay koshish karen k achi quality ki posting karen aur posts delete honay ki waja se tension bilkul nah len
          Agar forum pair of a post delete ho jaaye Tu bilkul bhi tension Na Le bus daily basis pe regular posting Karte Rahe Jab aap form core regularly time Denge to form Se Accha bonus banane ka mauka milega
          • #6 Collapse

            Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k forum pe aj kal bahut ziyada posts delete ho jati hen jo log low quality ki ya repeated ya copy thread kar detey hen jiss ki waja se unn pe aanay wali reply posts bhi delete ho jati hen jiss ki waja se sub ka nuksan hota hey iss liay koshish karen k achi quality ki posting karen aur posts delete honay ki waja se tension bilkul nah len
            Agar forum par aap ki post delete ho jaaye Tu bilkul bhi tension Na Le bus daily basis parabola posting Karte Rahe Jab aap form core regularly time Denge to form Se Accha bonus banane ka mauka milega
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

              Agr forum ky rules ko follow karke chala jaaye to Koi post delete Na Ho post abhi delete Hoti Hai Jab Hum Roj ko follow nahi karte log lalach Karte Hain thread create Karen aur Jyada thanks Hasil Karen FIR Jo repeated read Jahan Mein Aati Hai Laga Dete Hain Jo delete ho jati hai **** us Waqt create Karni chahiye Jab new aur informative thread huo warna thread creat na krenn ...
              • #8 Collapse

                Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                Post delete be Hamari apni mistake se hi hoti hai Jab Hum Roj ko follow nahi karte Rose ko follow karen to Koi post delete Na Ho Hamein Khud koshish Karni chahi ke a use trade par reply karen Jo informative Ho informative thread par Thanks aur reply Karan Johar at Jyada short Ho Forex ke related Na Ho us par reply Na Karen..
                • #9 Collapse

                  Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                  Aap ke baath sahee hay lekin Kia karay bandha khafa tho hotha hay ke aap ke mehnat zaaya ho jathe hay is liay may tho aksar members ko kehtha Hoon ke Jo members 4 say ziada threads Karthay our Jo repeated threads Karthay hay os par reply he na karay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                    post agar ache quailty ke ho to kbe delete ne ho ge ap aise post karen jis sy sb ka faida ho aur ap ko b acha profit mily post ache ho ge dosron ke knowledge me ezafa kary ge to he ap ko acha bonus mily ga aur ap ko acha profit mily ga aur ap ache trading kr saken gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                      Ji haan aapne bilkul theek Kaha post delete nahi hoti hai jo Kisi bhi maqsad ke bagair aur duplicate ho isliye form K members ko chahi Joker new hai aur old bhi Woh sirf wahi post Karen jo pahle maujood Na Ho Aur Kisi maksat Ke Liye Ho Kyunki usme in posting ka reply karne wale logon ka bhi nuksan hota hai Kyunki Jab Bhi admin usko delete kar deta hai tab usse Bonas Aasan Nahin Hota to kindly subuser ke liye Yahi request hai k maqsad wali aur achi posting Karen Taka Sab is se fayda Hasil kar sake ho sake posting Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                        G han bilkul sahi kaha ap nay aj kal bahout hi zyada posts delete ho rahi hain jis ki bari wajha logoun ka rules say zyada threads daina hai jo log zyada threads karty hain woh apna aur dosroun ka bhi time waste karty hain is liyay koshish karain ky achi aur informative threads dain aur rules ky mutabiq kam karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                          Dosto forex per posts jo ki jaty hain forex k rules k motabik na hon to wo post ko delete karthy thy hain is sy ap ko koi tension nahi honi chahiay aur ziyada posts karne ki koshish karne chahiay taky forex fer ziyada bonus banny forex k rules ko follow karo taky posts ko delete na karain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                            G bikul dear ap seah Kha h hmy posting delete hony per tension ni lani chyee bulky apni posts ko or groom krna chyee ta k hmry posts delete na ho or hm acha bonus hasil kr sktay posts delete honi main reason hoti h beager quality wali posts
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts delete honay pe tension nhi leni chahiay ?

                              main ne b note kya meri daily ki kabi kabi 2 ya 3 poste kam ho jaty thi bad main pata chala main aisy har thread ko reply kar daita tha achi or buri thread nai daikhta tha ab achi qality ki thread ko poste karta ho jis ki mujhay samjh aay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X