Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?
    Pak forex forum kay bahtreen jawabaat kay muqabalay kay thanks pehlay contest end honay kay baad show hotay thay. Ab daikhnay mai araha hai kay contest kay thanks bhi usi waqt show hojaatey hain. Kia contest kay rules mai koi tadeeli hogai hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?

    G han pehly contest me thanks show nahi hoty hey aur contest key end par hamary thanks show ho jaty tey magar ab thread key elawa other posts me thanks show ho jaty hey es rule ko mery khayal me change kar dia gia hay, thanks agar pehly show ho jaye ya bad me es se koi farak nahi pardta hay, bonus contest key rules key mutabeq hi milna hota hay, hamari ye koshish honi chaye key contest me ham posts aur threads ko proper rules key mutabeq kia karen aur quality ko maintain rak kar work karen, rules ko follow karny se hi ham contest ko win kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?

      Nahe dear aisi baat ni hai jaha tak dekha jaye to ais forum par jab ap kaam karty hai aor ais mai contest mai kisi ko thanks dety hai ya ap ki posts par koi thanks deta hai to wo ap k pass show ni hoty magar jab contest end hota hai to aus k baad hi ye thanks show hoty hai agar ap ais forum par acha kaam karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai kun k ais contest mai agar ap ne kaam acha karna hai to ap ko ais mai thanks jo milty hai aun ki waja se ap ko acha bonus mil sakta hai agar ap ais forum par acha kaam karty hai to ap ko ais mai acha result tab hi milta hai agar ap ais contest mai acha knowledge share kary gay to aus mai hum ko thanks mily gay to hum ko aus ki waja se bonus mil sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?

        Forex may contest may hisa Layne waly traders posting or threads ki quality ko dikhty hoe thank you kahty thy forex may thanks ki policy change hoi hai ab say apni post pay koi b thank nahi kar skta wo thread or post delete kar diya jata hai or sath is ab say profile may thanks show bhi hoty hain ir kuch points may bonus bhi milta hai thanks, threads post sab say hi bonus milta hai jitna ziyda log humri post or threads ko like karty hain ir unko achi knowledge hasil hoti hai wo awarness ki waja say humain ziyda thanks milty hain jis ki wja say humain bonus bhi axha milta hai ir humain motivation bhi milti hai Kay again ir achi threads ki jiye ta Kay bonus acha hasil kiya ja saky shukria...
        • #5 Collapse

          Re: Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?

          Dear members aap ki judgement sahi hai pahley thanks show Nahin Hote the Magar ab show ho rahe hain. Lagta hai administration ne rules Mein amendment Ki Hai, ya koi error bhe ho sakta hay. Magar Ham Sab logon ka focus quality of post Hona chahiey Takiy Hamari post ko highest qualty ke waja se Hamen bonus Acha Mile ga. Quality of post se Murad yeh hai ki Hamari post Main forum ke Tamam rules and regulation ko follow kiya ho jana chahie aur kahin per Koi violation Na Ho, Agar violation Hui ye to uska nuksan yah hai ki aap ki post contest ke profit Mein Shamil Nahin Hogi. Sab se important baat yeh hai ki aap Jab Bhi contest Main post Karte Hain to Jo Sawal Pucha jata hai hi Usi Ka Jawab Diya Karen aur aur answer key length 500 words Se Kam Nahin honi chahiey otherwise aapki post contest Mein count Nahin Ho gi aur aap ki sari mehnat zaya Ho Jaye gi.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Contest kay thanks ki policy mai tabdeeli hogai hai kia?<br />Pak forex forum kay bahtreen jawabaat kay muqabalay kay thanks pehlay contest end honay kay baad show hotay thay. Ab daikhnay mai araha hai kay contest kay thanks bhi usi waqt show hojaatey hain. Kia contest kay rules mai koi tadeeli hogai hai?
            Ji ap nay very important question kia hay Pak Forex Forum main behtreen jawabat kay muqabla(contest) main posting karnay par others members hamari posts ki quality best honay ki soorat main thanks kartay hain jin ko ham likes bhi keh saktay hain aor ham bhi others members ki posts pay thanks kartay hain en thanks ki wajah say hi hamary bonus pay kuch na kuch behtar asar parta hay pehlay to yeh rules tha k ham others members ki posts pay thanks kar saktay hain lakin apni posts pay thanks nahi kar saktay chahay woh ham nay others members kay kisi threads pay reply post ki ho chay khud thread create kia ho aor jo thanks ham nay others members ko kiay hotay thay woh hamari profile pay show ho jatay aor jo others members nay hamari posts pay kiay hotay woh bad main ghalban contest kay and honay par show hotay lakin ab suna hay k thanks kay baray main rules main kuch changing hoi hay kun k ab sath sath hamari profile main thanks show ho rahay hotay hain dosra aik experience yeh bhi howa hay k agar koi unregistered member hamari post pay thanks karay ga to woh hamari profile main show nahi ho ga bal k post kay and pay show ho ga hamary create kiay howay threads pay kiay gay thanks count nahi kiay jatay bar hal thanks ka kuch faida hota hay ya nahi es ka to koi khas knowledge nahi hay lakin hamain har soorat main achi posting karni chahiay aor Forum kay rules kay hisab say hi posting karni chahiay.

            اب آن لائن

            Working...
            X