Emotion k bghair trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion k bghair trading
    Assalam alaikum,umeed he sab dost thk honge aor profit k sath trading kar rahe honge,trading karte wqt bht se traders k lye 1 bara masla ye he k wo apne emotions per qaboo nhe pa sakte aor wo issi waja se loss kar rahe hote he,hame trading me apne emotions ko 1 side rakh k aor bilkul cool minded ho ker trading karni chahie jab a 1 dafa trade laga sl tp set kar k trade chor den chahe profit me jai ya loss me,q k bht c dafa market bilkul apke sl k qareeb se ho kar apki favour me jati he aor emotion wala trader iss se pehle hi trade close kar chuka hotah hai aor phir jab wo dekhta hai market uske favour me ja rahi he,phir 1 or bat k trade laga kar hame bar bar usko dekhna nhe chahie isse bhi apko tension ho gi trade laga kar laptop ya pc band karen aor apna koi aor kam karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion k bghair trading

    bohat acha sawal ha ager hum koforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade ko open kartaa ha hum ko us trading ma emotion ko control karna hoga ager hum apna emotion ko control nhi kartaa ha to per hum sa mistake ho saktee ha or per hum ko loss be hoga...............
    • #3 Collapse

      Re: Emotion k bghair trading

      Aap ney bohat he achi suggestions di hain asa he karna chahiye emotions pe control hona bohat zyada ehmiyat rakhta hay trading kay duraan emotions ko side pe kar den chahiye aur jo target ho usko achieve karnay ki try karain aap ki baat thek hay jo SL aur TP set kar dya uska wait karain bagair tension kay trade karain.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: Emotion k bghair trading

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot hea chi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading me apny apny emotion pe lazmi control karna chahye agr ham apny emontion pe control nhe kren gay to ham is business me khab hi bhi kamyab nhe ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Emotion k bghair trading

          Walakam islam dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss kar rahay hoon aap ko chaya k apna emotion ko control main rakhan kyun k emotion air bussniss dono oppsit cheezian hain same issi tarha instaforex trading main be aap ka sab sa bara dushman hota hay emotion ager emotion ko conrol nahi karan gay tu aap ko bhot zayada lose ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Emotion k bghair trading

            Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m hmy emotion k beager trdng Mary khyal k mutabiq forex m hmy emotion k beager trdng krni chyee q k forex aik technical business h jis m analysis kr k phir trdng krani hoti h is ly hmy emotion k beager trdng krni chyee
            • #7 Collapse

              Re: Emotion k bghair trading

              g han dear brother main ap se agree karta hun ap ne ache bat share ke hae..trading karte wqt hamen agar loss bhe ho jata to ap bilkul na ghabrain balke cool mind ho kar trading karen q ke forex main agar ap ko loss ho bhe jata hae to ap us ko recover kar sakte hain or yeh kabhe na khatam hone wala business hae to hamen agar loss ho bhe jata hae to to hamen emotional nhe hona cahiye
              • #8 Collapse

                Re: Emotion k bghair trading

                Assalamu Alaikum dosto aaj kal hi baat Hum Samajh Kar Hum Rehte Hain Kyon Ke Forex trading nai basalog berojgar charge Kalwa Forex trading Quest Mall karte hain Bahut He khosh hai ki pehli berojgar the unke Paas koi kaam ko jawab nahin tha aaj ka ras Peene usko Chitra ke sath Kamaal kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion k bghair trading

                  jab hum trading emotional k begar karta hain tab hum zada tera loss karwatye hain humain chaiye k hum trading k doraan apna emotional pr control akrna seeka tab he hum iss main successful ho sagta hain humain iss main laaalach or jaldbazi sy parheez karna chaiye agr hum apni trade ko successful karna chatye hain toh humain chiaye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main kamiyaabi mil sakye
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion k bghair trading

                    G Haan bhai aap ne theek Kaha hai forex me hum agr emotions me aa k trading karty hain tou hum kaamyaab nai ho sakty.. Forex me jitna ho sky emotions se door rhein q k emotions me ki gai trading sirf aur sirf nuksaan deti hai aur hum kabhi b successful trader nai bn sakty..
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion k bghair trading

                      Forex aik business hsi aur business main emotions ki koi value nahi hai agar hm forex main emotions say kam karain gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay mehnat say kam karain aur apny emotions par control rakhaien to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay dar khouf jesy emotions ko control karain to hi kamyab houn gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion k bghair trading

                        Salaam Alaikum ji haan bhajan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir Agar Hum isme jaldbazi Karenge aur Lal Aaj Karenge to emotional Ho Karishma chatting Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge hamein chahiye ki hum ismein Sabar kar kar kar kaam Karen FIR Hum itne Kamyab bhi Honge jaldbazi Hamein loss Ka Saamna karti Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion k bghair trading

                          Assalamu Alaikum Jiya bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko apna Mashwara Dena Chahta Hoon ki hum Jab Bhi Denge Karen To Apne emotions ko Hazir Karke Karen Kyunki Agar Hum Apne motions ko aaj Karenge to hum acche tarike se trading kar Payenge aur Kafi Hd tk profit haaasil kara Sakenge
                          Visit My Profile

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X