forex main naakami kaisay hoti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main naakami kaisay hoti hay
    members jahan tk m ain janti hon forex market main wo log loss krty hain and nakaam hoty hain jin k pass forex kay about knowledge and experience nahi hota and yaa to phir wo profit kay lalach main bohat bri trades open krty hain and apna account wash krty hain wohi nakaam hoty hain ap logon ki kiya raye hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main naakami kaisay hoti hay

    Mere bhai aap ka sawaal bahot achha hay forex main nakaamai to brothers merey khiyaal main jab bhi aap kese field mai mehnat nahi karty to automatically os main nakaami hoti hay essi tarah ham forex main post kar kay bonus to bana lety hain lekin ham forex ko str nahi karty ham es ki strategy ko nahi samajhty oar baghair knowledge kay trading karty hain to nakaami to hoti hay
    • #3 Collapse

      Re: forex main naakami kaisay hoti hay

      Dear brother forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin men achi learning aur knowledge hasil nah karna aur demo account pe practice kiay bagher trading shuru kar lena aur ziyada profit k lalach men bari bari trade laga dena aur jaldi profit hasil karnay ki koshish karna yeh sub nakami ki wajoohat hen
      • #4 Collapse

        Re: forex main naakami kaisay hoti hay

        Dear brother ap na buhut acha question keya ha forex trading ma aksar vo log nakaam hoty ha jo forex k bary knowledge hasil keye baghair es ma trading start kar lety ha us sa ye hita ha k loss pa loss hota jata ha our jaldi ma loss ko rcover karny k leye aksar our loss hota rehta ha thanks
        • #5 Collapse

          Re: forex main naakami kaisay hoti hay

          Forex trading mai kam karny waly traders ko mukhtalif reason ke waja say trading mai nakami ka samna karna parh jata hai . lakin ager common naakami ke reason per baat karin tu ziada tar log forex trading ko learning kay baghir start karny ke waja say trading mai nakami ka samna karna parh jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: forex main naakami kaisay hoti hay

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay aik na aik din zaroor kamyab honge ager ham mehnat nai krein gay tu kabhi kamyab nai ho sakty our ager hamary pass experience nai hota ham baghir experience kay kaam kerty hain iss say hamein losss ho sakta hai our hamara account wash bhi ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex main naakami kaisay hoti hay

              Forex main Na kami experience ki vajah se hoti Hai kyunki hamara experience kaam hota hai aur new member bahut jald bazi mein trade open karte hain aur volume bhi jyada laga dete Hain jisse unka account pass Ho jata Hai koshish karenge jab bhi amtrade Karen experience ke sath aur technical analysis ke sath trade Kare tab chian hogi agar jaldbazi karenge emotional Ho jaayenge aur lalach karenge to hamara account loss mein jayega aur FIR ek din was hoyega isiliye account ko save rakhe aur apni Karen
              • #8 Collapse

                Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                Forex Main Nakaami Ki SabSe bari Waja HoTi hai WroNg DiCision Q k FOrex MaRket Main Koi Bhi Trade opEN KaRnwy k liYe huM kaafi JaLdBaaZi KaRtay Hain Or Us JaLdBaazi Ki Waja se HuM kaafi BaRi AmoUnt Main Los Kar Letay Hain jiSay RecoVer KaRna phiR Kaafi MuShkiL Ho Jaara Hai or jiS K naTeeJay Main AccOunt Wash KaRna par JaaYa Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                  Ji haan Forex Mein Wohi log na kaam Hote Hain Jinke Paas Forex ki basic knowledge Na Hote Hue bhi Hua trading start kar dete Hain or greed Karte Hain greed Mein Aakar Big Lots apply kar dete Hain Jiski vajah se a Jyada loss ho jata hai hi aur phr hopeless ho kar Forex ko Chor Dete Hain
                  Hamein Main Apne lost par hopeless hone ki Bajaye Apne us loss kl apna first success step banana chahi hai aur hard work karna chahi hai or Apne weak point ko improve Karen tabhi Hum acche traders Ban sakte hain
                  Last edited by ; 21-06-2019, 01:18 PM. وجہ: Spellings mistake
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                    Forex trading main nakami ki bhut c wajuhat hain jin main sa kuch ya han k bina learning kea bina knowledge or experience hasil kea agr ap trading kren ga tu ap ko hmesha nakmi hogi is lea forex trading ko sekhna k lea hmy zyda sa zyda mehnat krni chaiya taky hm is mian kamyab ho sakene
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                      forex aaik bohat bara business hain jab hum is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                        ye dear aaapki baaat say main agreee akrti ho forex trading main un logo ko kafi nakami hoti hain jo trend k khilaf kaaam karte hain trend hamara friend hain dear or big lot ki waha say b nakami ho jati hain accoutn wash kar dete hain big lot ki waja say b forex trading main kaam karne k liye bhot soach smajh k trade leni hoti hain naakami un logo ko zida mil jati hain jo log forex trading main jaldbazi karte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                          Forex trading main nakami ki reason emotions per trading kerna hy. Trader analysis nhen kerta aor aor sirf apny thinking per trade laga deta hy. Ya ager pair kisi terf fast move ker rha hy to usi terf baghair socy samjhy trade laga deta hy. Is wajhan se loss hota hy. Ager trade soch samjh ker aor market o dekh ker lagai jaey to loss nhen hota.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                            g bilkul sai kaha forex pr wohi log apna loss krty jo forex k bary mi kch ni jnty forex ak asa bussiness ha jis pr kam krny sy pehly p ko practice krni parti ha agr ap forex pr kam krny sy pehly apna demo account bna ly r us pr practice kr k apna knowledge increase kr k kam kry to ap kbi nakam ni hn gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main naakami kaisay hoti hay

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Na kaam Hote main to keep Hamari Galti Hai Hamein Pakistan from mein bahut hi jyada mehnat Karke kaam karna chahiye Aur hargaon Kapda Market ko analyses Karte Rehana chahiye aur Market Mein Jo Bhi Jata hu mai kuch bhi delete karna hoga FIR Hum trading kar sakte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X