Stop loss Kiya hota ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss Kiya hota ha?
    Dear member assalamualaikum Mera aaj aapse yah sawal hai ki stop loss Kya hota hai main forex for menu Hun To isliye main senior member se puchna chahunga ki stop loss kya chij hota hai ummid karta hun ke senior member mujhe iske bare mein to bataenge kyunki forex form mein har member ko chahie ki vah dusre ki help Karen to please member mujhe stop loss ke bare mein bataen yah ek bahut important sawal hai hai iska har number ko pata hona chahie taake Ho dusre ki help kar sake aur khud ko rok sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss Kiya hota ha?

    Stop loss ji hai ki Jab aap apne trade open karte hain to Los ki limit Laga Dete Hain ki agar isase niche aapki trade Jay to aapki trade automatic close ho jaaye use. Se Jyada niche na Chali Jaaye Jab aap stop loss istemal karte hain to aapko Jyada last Nahin Hota Kyunki aapke trade laws hone Ki Surat mein automatic close ho jati hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss Kiya hota ha?

      Stop loss ek aisa to hai jiski madad se aap apne loss ko manage kar sakte hain jab bhi aap Koi trade open karte Hain to aap use per fix kar sakte hain ki jab bhi aapki trade per Koi loss Ho tu khud bahut close Ho jaati hai iski limit aapko decide karni padati hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss Kiya hota ha?

        stop loss means hota hy jo hum trade open kerty heion uska jo entry point hota hy usi k mutabik stop loss usmein laga dena issey ager [paitrs or market bhut bacjk move kry yani keh account wash hony ka khtrra ho to phir loss kum hota hy enrttry point tak jab trade ati hy to close ho jati hy or hamin bary loss ko face nahee kerna perta youn hamra accvount 80% protrect rehta hy
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss Kiya hota ha?

          Stop loss legna sa hmra account safa rhta hy hm ziyada loss nhi hota... Hm jb bh tread open krty hy to hm stop loss ky sath hi kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga stop loss legna sa jo hm loss main jta hy ya tread ko close kr database hy is lia hm soch semjh kr kamyb krna chya tb hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss Kiya hota ha?

            Stop stop loss hota hai ki Jab Ham apni trade open karte hain market mein to trade open karne ke sath hi ham stop loss Laga Dete Hain Aise Hamen Jyada loss bhi nahin Hota aur Hamen profit bhi achcha Milta Hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss Kiya hota ha?

              stop loss ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kaien gay uar hamain is forum main kam ka rk hi hum achy say trade karein gay aur market main bi loss say bachny k liye mhnt karni ho gi aur kam karny k liye is k bary main practice karni ho gi tak loss km ho sakty hain aur hamain knowldge acha ho ga tab hi hum market main kam karny k kabil hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss Kiya hota ha?

                dear friend, stop loss aik bht acha trading tool ha, is ma hm trade ma aik limit select kartay hain, jb market hmari trade sa inverse moment karti ha to is situation ma sl ki limit par pohnch kar trade auto par close ho jati ha aur hmain limited loss hota ha, ye tool is liay b bht useful ha k kai bar market ki moment kafi fast hoti ha aur hm timely apni trade ko close nhi kar saktay is k liay sl k zariay hmari trade khud close ho jati ha
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss Kiya hota ha?

                  dear yeh bhi trading ka tols hy jis mein ham apnuy loss ki limit ko set ker dety hein keh iss point ko touch kernuy key bad hamari trade loss mein khd hi close ho jaiy iss key lgany ka faida yeh hy keh iss sey hmara account wash nhi hoga aour hamin loss bhi kam hoga jis ko ham short time mein recover ker lein gy...
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss Kiya hota ha?

                    Dear stop Loss ham sl ko khty hain yani asi trade jis ka hami loss mi ziada jany ka khatra ho to ham is mi sl lga dty hain yani markeet mi entry point sa thora door sl lagty hain loss vali side pa agr markeet is point ko touch kry to trade khod bakhod loss mi close ho jati ha r ziad a loss sa ham bach jaty hain is ka asl mksad yhi ziada loss sa bachna ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss Kiya hota ha?

                      dear friend stop loss hota hai Jab Koi order place Karte Hain To Ek point Laga Dete Hain isase Jyada market Agar loss Mein Jaati Hai To Hamen Jyada loss Na Ho Itna hi loss Ho stop loss ka use kar lena chahie market ka koi andaza nahin Hota kis Taraf Kitni moment Karyaaga Dete Hain isase Jyada market Agar loss Mein Jaati Hai To Hamen Jyada loss Na Ho Itna he lost Ho stop loss ka use kar lena chahie market ka koi andaza nahin Hota kis Taraf Kitni moment Karya
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss Kiya hota ha?

                        Dear stop los ye hai k is se ap apny loss ki limit ko manage ker lety hain trade open kerry huy ap stop loss set ker sakty hain k markete ne is set kiye huy point ko hit ker k agy hit kiya to apko ziyada loss nahi hoga r apki trade close ho jay gi lakin her trade main stop loss na use karen k ager apki trade ne us point tak na hhi jana ho to apko loss ho jata hai to soch samjh ker sl set karen r money management ka khayal rakhen ager ap stop loss kanuse kerty bhi hai to soch samjh ker karen k her trade main sl.ka use loss de sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X