Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.
    My dear forum Fellows!... Jb b ap trading kren to koshish kren k sirf aik 2 pairs pr hi trades lgaen. Is se na sirf ap Big loss se mehfoz rah saken gy bl k ap ki trades complex condition me b nai aen gi jis se apka account phansta chala jaey. or ap ka mind b relax rahy ga q k ziada pairs pr trading kren se apka mind b ziada Pairs/currencies ko sochta rahta hai or ap bar bar market daikhne pr majbor ho jaty hain. Is ley apne uper ziada Burdan na dalen or Cool mind,Small lot size k sath sirf 1 2 pairs pr hi trades lgaen or happy rahen :happy: :ok:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

    G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai humen aik waqat men aik he trade lgani chaheye over trading se humen loss ho sakta Hai aur aksar aisa loss hota Hai ky jis se account wash ho jata Hai is liye jab bhi trading kren to aik din men aik he trade lgaen over trading kr KY apny account ko Khali krny se behter hai aur is tarha hum apna account safe rakh kr trading ko kamyab bna saken ge.
    • #3 Collapse

      Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

      aap bilkul dosa kha rahe hain ek waqt mein ek Hi trade lagani chahiye aur jab woh trade achha profit dekh Kar close ho jaaye to fir dobara analysis karke newtrade Kare lekin kabhi bhi overtrading Na Karen kyunki overtrading se market ki ek taraf movements a lost jyada hoga agar capital kanwa tuva account was bhi ho sakta hai koshish karon save trading karke save profit haasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

        bhai jan apny thk kha k ham aik he waqt men aik sy zyada trades open na kren ager ham aisa kren gy to hamen bhot zyda loss ka samna kerna pry ga.ager ham worth sy bhar ker lot aor trades open kren gy to ho sakta hy k hamen loss k samna kena per jaye.isliye hamen chye k ham lalch na kren bal k tory profit per he iktafa ker len.
        • #5 Collapse

          Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

          dost aik wakat me jitne chao trade kol lo lekin un ko handle karna mushkil ho jata he ku ke agar ap ka account balace kam he to ap yaha pe zeyda tarde nahe khol sakte or ap ko loss ka zeyda chases hote hen is leye yaha trade lagana masla nahe sahe tarade lagana masla hota he or us se profit kamana masla hota he is leye yaha kam dekh or soch samj kar karna cahye
          • #6 Collapse

            Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

            yes bro hume eik time main sarif eik hi trade py kam krna chaiye agr hum zada py kam krein gey tu hume success hasil nai ho gy is main kam krne k liye hume menat krni chaiye knowledge k sath kam krna hota ha eik time main agr hum eik hi trade main kam krein gey tu success mil sakti hai hume
            • #7 Collapse

              Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamein aik se ziyada trades nahi lagani chahiye jis se hamari trades loss ki taraf ja sakti hai jis se hamara account wash ho sakta hai is liye forex main hamein loss se bachne k liye aik time main aik trade lagani chahiye jis se hum acha profit hasil kar sakte han
              • #8 Collapse

                Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ok lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum ak sath bohat saraa trade open kartaa ha to per ager hum koo loss hotaa ha to per hamara account be wash hoga.............
                • #9 Collapse

                  Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                  No Doubt U Are Right Dear Aisa Hy Hee Ke Humey Kam Se Kam Trades Open Karni Chaiye Hy Aur 1 Ya 2 Pairs Par Kam Karna Chaiye Hy Aur Apne Future, Account, Investment Sab Ko Save Rakte Howe Risk Kam Se Kam Lena Caiye Hy. Forex Me Jitni Ziada Trades Open Hogi Utna Account Bhi Phansta Jyga Aur Band Banda Yani User Bhi Dimagi Tour Par Burden Feel Karengy.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                    G hain bhai ja apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein aik hi waqt mein is mein zada trades ko open karna chahey aur humko forex mein mehnat se kam karte rahna chahye aur is mein humko agar hum trade sko open karte hain to hum is mein profit k kabil ho skate hain aur hunmko is mein sabar se kam karte rahna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                      Assalamu alaikum piare Bhai umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se honge Apne theek bat Ki he ke hamain 1 time main 1se ziada trade nhe krne chaye kyunki jab hum jyada profit ke lalachain par jate hn to hmain loss ho jata he aur hm earning hasil nhe kr skte hmain chaye ke trade krte waqt market ki movement aur analysis kr lna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                        Hi ji bilkul aap ne thik kaha hai ek Waqt mein jyada trade nahi Lagani chahiye zada trade Lagane se Hamein loss bhi ho sakta hai isliye Hamen chahi Ke Hum Ek Din Mein Ek Hi trade lagayein ager loss ho Tu kaam ho .
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                          hamy aik time mai aik trade open karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik business ke nisbat bohat acha business hain forex students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                            Ek Waqt mein jyada trade nahi Lagani chahiye balki ek hi trade lagayein aur Usi Ki Taraf focus rakhen Taake aapko profit ho aur aap ko nuksan Na Ho Shuru Shuru Mein Hum Jyada galtiyan Karte Hain Jis ki vajah se Hamein Jada nuksan hota hai is wajah se hamein chahiye ki hum Shuru Shuru Mein Jab Hamne Apna Kaam Shuru Kiya Hai To Hum trade Lagane se pahle Kisi Se Mashwara karne Kisi expert Se Puch Le Tu Ja Hamare liye Jyada Accha Hoga Is Tarah Se Hamein Jyada profit hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

                              ayk taime myhamay shai trah sy ayk hi trad eko chalan achiyay ahamay zeada trade lga k panaataimena waste kry sirf los shoga eunity kam ho jaye g i us ki wajasy bhi bhit bra los shoga is liy ayak taime my ayk hi trad eko chalana chiaya our us pr hi kam krna chiaayy hamay taky nuksna na h sgy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X