Jaiza: Success confidence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Success confidence
    Success confidence es condition me hi possible hay jab traders trading skills, learning, aur trading experience hasil karny key ley mehnat karty hey, es mehnat aur hardworking ki waja se traders me success confidence peda ho jata hay aur har trader me ye confidence peda nahi hota, achi learning jes me traders ki mehnat shamil hoti hay wo confidence key sath hi trading kar sakta hay, aur yahi confidence traders key success ki waja hoti hay,

    agar deka jaye to 90% traders jo key Forex business me buri tarha fail hoty hey es ka reason app ki nazar me kia hay?

    me samjta hon es ka reason confidence ki kami hi hay jo traders ko successful hony se rokta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Success confidence

    conmfidence ka high level rahkna bohat zarore hota hain hamy acha knowledge or experience gain karna ho ga hamy market mai confidence ky sat amount invest karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky jald baze mai aa kar kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar over confidence mai aa kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Success confidence

      dear apki baat to theek hay k jub tak ham khud ko is tarha say set nai krtay hain k lose bhi jaye to hamko apna knowledge aur experience baar chamge nai krtay rehna chaye wo is liye hamko apnay kaam pay trust hona chaye k lose ka hona to har haal main possble hay aur agar thoray bahut lose ki wajha say ham apna confidence he kho daitay han ham apna yakeen he torr daitay hain to manzil to bahut door aur mushkil hay ham kisi tarha say bhi is markeet main success nai ho sakaingay is liye sab say important aur better yahi hay k ham kisi bhi halat main apna confidence na khoen aur markeet ki mushkil say mushkil conditions main bhi apnay kaam ko ankhain band krtay huvay agay barhna chaye aur har mushkil k samnay bhi nai ghukna he kamyaabi hay aur khud aetmaadi hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Success confidence

        Agar traders ka confidence good level ka aur high ho ga to un ko kamyab hony me time nahi lagta, 70% traders Forex business me fail hoty hey esy traders me confidence ki kami hoti hay agar confidence me kami ho to es ka effect trading par be hota hay aur hamara decision power be etna weak hota hay key ham good trading karny me kamyab nahi ho sakty agar confidence me kami ho to ham orders ko bahot jald close karny key addi hoty hey ye cheez traders ko kamyab nahi hony deti, aur agar confidence zeyda ho ga to esy traders best entry aur exit point ko market me define karny me kamyab hoty hey aur esy traders 100% kamyab be ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Success confidence

          Hamen chahie ki Ham Yahan per Apna daily ke type Ka hisab se ek Apne wala achcha wala target Rakhe karti hai Ek Apne wala achcha wala target Rakhe market se sabse murkh Karti Hai Ham bhi earning Iske hisab se ghar
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Success confidence

            Dear jab hum ais market mai koi trade laga rahy hoty hai to aus time hum ko ais mai atna confidence ho k hum ais mai trade laga ley agar hum darty rahy gay to ais market mai achi trades bhi miss kar dey gay ais market mai hum ko ye dekhna hai k hum jis pattern par trade kar rahy hai wo kaisi hai agar hum ais market mai aik pattern par trade kar rahy hai aor hum ko aus par profit hi ho raha hai to hum aus par agar time se trade ni lagaty to humra aus mai stop loss zayda ho jaye ga ais liay hum ko khud par yaqeen hona chaye k hum ais market mai jab bhi pattern dekhy to hum apny analysis k hisab se ais market mai enter ho jaye aor ais mai trade laga k choar dey phir jaha market jaye gi pata chal jaye ga.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Success confidence

              Assalamu Alaikum dear Forex members ji haan Forex Mein successful hone ke liye Hamare confidence Hona bahut jaruri hai Hamen apni trade per Itna confidence Hona chahie ki Humne trade Lagai Hai ismein Hamen profit hi hoga loss hone ka chances bahut kam hone chahie Hamare dimag Mein yah Hona chahie ki Ham ismein profit kam hoga ya zaida hoga loss ka to Sawal hi Paida Nahin hota agar Hamare dimag Mein confidence nahin hai aur hamein apni trade py confidence Nahin Hai To Hamara loss ho jaega Hamen aap internet per conference tabhi Hoga Jab hamare pass Achcha experience on Hoga aur Hamen Pata Hoga Hamara loss Nahin ho sakta aur Achcha experience on only Hasil karne ke liye Hamen pahle Dam account mein kam karna padega ham Jitna Jyada time account mein time spent Karenge aur kam Karenge ham utna hi Achcha experience Hoga aur jab Hamare Achcha experience Ho Jaega To Uske bad Hamen real account mein investment Karke trading start kar deni chahie se Hamari earning bahut hi fast aur bahut hi kam time mein acchi ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Success confidence

                Jitna Jyada hamare pass confidence Hoga ham log itna hi jyada profit Hassan kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko pahle confidence to increase karna chahie FIR Ham Logon Ko market Mein trading karne ke liye FIR Ham Sab Logon Ko benefit hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Success confidence

                  Jo traders apni learning power strong rkhty hain or ziyda sy ziyda mehnat kar Kay apna knowledge gain karty hain ase trader kamyab hoty hai Kyun Kay ase trader may confidence hota hai Kay Wo hir problem ko face kar Kay hir situation ko solve kar sakty hain is liye hir trader ko chahye Kay Wo koshish karain Kay apni skills improve karain or apna experience build karain ta Kay confidence say trade laga Kay easily profit earn kiya jiye forex trading business may kamyab traders Kay khud pay depend karti hai jitna ziyda hardwork karty hain utna ziyda trader easily earning kama sakty hain senord traders mostly confidence say trade karty hain Kyun Kay unka sab hum sab say ziyda experience knowledge or skills hoti hain jis ko use karty hoe profitable trade lagty hain or achi earning kamaty hain confidence trade bohat valuable hoti hai kamyab hone Kay liye is liye koshish karain Kay khud may confidence build karain or skills ko improve karty hoe profitable trade karain shukria...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Success confidence

                    Business mai confidence ki bohat value hai. Jitna acha aur strong confidence hota hai utna he business acha aur string hota hai. Forex trading business mai bhi traders ko bohat ziada confidence ki zarurat hoti hai kiyu kay forex trading mai traders ko her waqt aisay faislay kernay hotay hain jinn kay liye unhain sirf trends aur analysis pay he bharosa kerna hota hai kiyu kay market ki future movement ka pehlay say kisi ko bhi andaza nahi hota iss liye jinn ka experience acha hita hai unn kay faislay bhi achay hotay hain aur jinn kay faislay achay hotay hain unhain success milti hai aur phir success say he confidence milta hai. Success confidence tab he ata hai jab success milti rehti hai. Forex trading business mai traders ko quick decision aur prompt action kernay kay liye apna confidence ziada kerna chaiye aur phir success confidence mai bhi izafay say faida uthana chaiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X