Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen
    Dears agr trader bar bar loss kr raha ho aur wo es talash mein mehnat krta rahy k mein q loss kr raha hoon aur mein profit kaisy kr sakta hoon tu mera khayal ha k wo trader aik na aik din aisy point ko talash kr hi laita ha jis se wo forex mein kamyabi hasil kr sakta ha. Laikn ye sb ap ki mehnat aur ap k interest pe depend krta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

    dher Sara aap bilkul theek kah Rahe Hain Ham trading mein bar bar mistake karke stop loss karte hue aise. Per hote Hain jab Ham trade ko kuchh Bhi nahin kar sakte aur hamara account was hone per hota hai is waqt Bhi acchi ban rahi hoti hai aur ham market ke sath fight nahin kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

      G brother ap thek kah rahay hain, agar kisi trader ko bar bar loss bi hota hay to wakt guzarnay k sath sath us k pas trading ka experience aa jata hay aur woh kabel ho jata hay kah loss say bach sakay aur acha profit earn kar sakay esleay har trader ko chaheay kah loss anay par bi trading continue rakhay akher kar woh kmayab ho jaay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein agar Ham trading karte hain aur Bar Bar Hamen nuksan Hota Hai To Ham yah sochne Lagte Hain Ki Ham kabhi bhi ismein Kamyab Nahin Honge aur Hamen Achcha profit To Kabhi Nahin Mil Sakta Hai Lekin Aisa nahin hai agar Hamen Achcha knowledge aur experience hoga to hamen bhi kamyabi mil sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

          yes dear brother ap durust farma rahy ho agar kisi trader ko bar bar loss bi hota hay to wakt guzarnay k sath sath us k pas trading ka experience aa jata hay aur woh kabel ho jata hay kah loss say bach sakay aur acha profit earn kar sakay esleay har trader ko chahiye ke ham mehnat karen aur inshallah kamiyab hnu
          • #6 Collapse

            Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

            G Han apne theek kaha Baar Baar Loss se Kabhi Hamara Bonus itna Kam Reh Jata hai Ke Hamare Pass our Trade Open Karne ka Bonus bhi Nhi hota Jis ki Wajha se ham intazar Ke Sewa Our Kuch Bhi Karne Se Kasir Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

              Dear app ke baat sahi hai ham har bar pak forum par posting kar ky bonus to hasil kar lety hain likn baar baar wohi galti kar ky loss karty rehty han loss karty karty asi postion par pohnch jaty hai ky hmara account wash hony ky qraab ho jata hai ya phir wash ho he jata hai to ham wohi pohnch jaty hain jhana ham trading start karny sy oejly khary joty hain 0 poins par
              • #8 Collapse

                Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                Gee haan forex mein humain bar bar loss hota hai lakin hum apnay loss ki wajah ko talash nahin kertay hum forex mein mehnat zaroor kertay hain lakin kabhi apni ghaltioun ko note nahin kertay unn ko remove kernay ki koshish nahin kertay aur yehi wajah hai kay hum forex mein kamyab nqhin ho rahay aur agar aisa hi hota raha tou hum forex mein bahut peechay reh jayain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                  G Han bhai ap ne bulqul Sai kaha humy kafi bar Los hua bhi hai or jo new any friend forex mein entri lety hai un ko kuch Pta nie hota hum ne mtlab kya karna hai or phir ahseta Pta chal jata hai sub mehnat ki bat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                    bhai is main hum lose se darte hein lekin jab hume lose hota ha tu phr hume apni mistake ko fallow krna chaiye asal lerning hi lose k bad hoti hai apni mistake ko ignoe krne se acha hai k hum is main menat k sath apni mistake ko fallow kran tu hum is main kameyab ho sakte hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dears agr trader bar bar loss kr raha ho aur wo es talash mein mehnat krta rahy k mein q loss kr raha hoon aur mein profit kaisy kr sakta hoon tu mera khayal ha k wo trader aik na aik din aisy point ko talash kr hi laita ha jis se wo forex mein kamyabi hasil kr sakta ha. Laikn ye sb ap ki mehnat aur ap k interest pe depend krta ha.
                      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ek trader ko kamyabi Hasil Karne Ki Lagan hoti hai to vah Bar Bar loss Ho Jane Se disappointed Nahin Hota Bal ke apne dost ki written ko Talash karta hai aur uski correction karne Tak market Mein mehnat karta rahata hai aur ek din use kamyabi mil Jaati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                        Gee haan forex trading mein hum bar bar loss krna ka bad hum apni trading ko acha business bana ka Lia bar bar parctis krtay hai jis say hum ko business mein experience ho jata hai tu hum aik aisy points par ponch jata ha jis humra business loss hona say Bach jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                          Gee haan bhai agar hum forex mein bar bar loss kertay hai tou humain forex mein kaam kernay mein bahut mushkil pesh ati hai hum uss mein kamyabi hasil nahin ker saktay iss lye humain forex mein apni loss ki ratio ko kam kerna ho ga aur forex mein mehnat sae kaam kerna ho ga aaj aap forex mein mehnat kerain aur life time kay lye forex ko apna business bana lain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Bar bar loss krny k bad hm aik aisy point per punch hi jaty haen

                            dear friends forex business main har aik ko loss bar bar hota hai jiss ki waja say ham forex business main nakam ho jaty hain mager ju nakami ko kamyabi main bdlny ki himmt rakhty hain wo he iss business main jeety ty hain wo iss tara say jab bhi loss ho ap ko uss loss say kuch learn karna chaheay kyon k har loss pa ki galti ki waja say aur lake of knowledge ki waja say hota hai jab ap apni galtion say sekhty hain aur galti say sekh kar usko bar bar repeat nahi karty hain tu ap ko uss business main kamyabi milna shuru ho jati hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X