agr ham is main tukky laga apni galtio ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain agr ham apny loss ko cover nahi kary gy to hamara account be banned ho sakta hain lakin is main market ka yai hamary borker ka koi be qasoor nahi hota ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full tieme be kam kar skty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим