Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?
    Agar world mai FOREX trading ya Foreign exchange ka business nahi hota tou currencies ki exchange ka kia tareeka kaar hota?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

    Mere khayal mein yeh business to bohot hi pehle se chal raha hey lekin jab se internet aya hey yeh business bohot hi ziada phela hey aur yeh har bande ki pohnch tak aya hey is se pehle jab internet nahin hota tha to is business ke barey mein log bohot hi kam jantey they aur us time is business ki Live exchanging hoti thi Matlab ap Manually Dollers ya koi bhi currency Buy kartey they aur phir Fone par aik dusre se rate pata kartey they aur jab rate Up ya Down hota tha to Fone par hi Buy Sell kiya jata tha, us waqt bhi brokers mojood hotey they aur woh apne clients ko inform kartey rehtey they keh aaj market ka yeh rate hey aur jab Up ya Down hota to woh purey world se information hasil kartey aur apne clients tak woh information pohnchatey rehtey, Lekin jab se Internet aya hey yeh business bohot hi taizi se phel raha hey aur har banda is business tak rasaai asani ke sath hasil kar sakta hey aur kar raha hey.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

      Dear ye ais market mai hum jo currency lety hai ya sale karty hai wo hum koi by hand to karty ni hai jaisy phly system chal raha tha k ap agar kisi ko koi currency send karty thy bank k through to aus par ap ko jo fee deni hoti thi wo deny k baad ap ki currency change ho jati thi jo aus din ka rate hota hai aisy hi agar ap ne dekha ho to air ports par ye system hota hai money exchange waly bethy hoty hai aun ko ap ko jitny paisy dety hai aus ko ap convert karwa sakty hai aor aus par ko jo currency required hoti hai wo ap aun se ly k use kar sakty hai agar ye market ki baat ki jaye to ais mai se ap k pass jo amount aati hai wo usd mai ni aati wo ap ki apni local currency mai change ho k aati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

        Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai jismein ham log kam Karke Kafi acchi yaar nahin kar sakte hain Jiska Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda Hoga Agar ham log Forex trading Karte Hain To Ham log Kafi acchi Yad nahin kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

          Forex Tariq bahut hi Achcha business hai jismein ham log kam Karke Kafi acchi yaar Nahin 94 sakte hain Jiska ham Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda Hoga Agar ham log frocks Agar ham log friends trading Mehandi lagakar kam Karenge To Hamen bahut fayda Hoga aur ham bahut hi jald Kamyab Ho Jaenge kamyaab banne ke liye frustrating ke liye Ja Jara Pyar Se Karni Hogi Taki machi members Ban sake
          • #6 Collapse

            Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

            assalamu alaikum to all dear forex members my dear friend is market mein Ham Jo currency lete hain yah sale karte hain vah kaun sa Ham Koi by hand karte Hain jaise pahle system chal raha tha ki aap agar kisi ko koi currency send karte the bank through to use per aapko jo fee Deni hoti thi vah dene ke bad aap ki currency change ho jaati thi Jo use din ka rate hota tha aise hi agar aapane dekha Ho to airport per system hota hai money exchange wale baithe hote hain unko aap ko jitne paise dete Hain usko aap convert karva sakte hain aur use per aap Jo currency convert karva sakte hain aur usko use per Jo currency required hoti hai vah aap unse lekar use kar sakte hain agar yah maarpeet ki baat ki jaaye to ismein se aapke pass Jo amount aati hai vah USD mein nahin aati vah aapki apni local currency mein change ho gaya aati hai to yah Koi itna Bada issue nahin hai hopp so kya aap meri baat samajh Gaye honge
            • #7 Collapse

              Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

              Asalam o alikum dear ap ny both acha sawal kea ha forex trading to abi 2007 sy online hue ha us pehly ki duniya abad ha is sy pehly bi log aik country sy dosri country main lan Dan karty the tijarat karty the pehly bi log apna saman dosry country la k jaty the or wahan pe sell karty the us waqat bi exchange rate hoty the or us waqat sy aik dosry lan Dan Kar rehe tha sab sy pehly saman ka lan Dan hota tha aik saman dea dosra la lea phr isi tahra ahsta ahsta phr gold pe tijarat hony lagi phr us k bad currency aa ge to phr country ki apni hoti the currency to phr sab ny aik currency ko common rakha jasa k USD q k har country ki currency kam ziada ho sakti ha par USD donu k ley same hoti ha chae apni currency kam ziada ho par lan dan USD main he ho ga chae ap ko mehnga pary ya sasta is ley forex trading na bi hoti to tijarat chalti rehti par advance system any ki waja sy sab kuch ab sab k samny ha koi furad ni ka sakta ha
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

                  dear ager forex trading main online trading allow nahi hoti hai tu phir forex main physically yehi sab kuch hona hai mager shayd ap ko es bat ka ilam ho ga ky ager yeh sab kuch physically hota tu es main har trader ki pounch say sab kuch bhir hona tha yon ky physically kam karny ky lea forex main bohtu ziada paisa chahea kyon ky uss main leverage nahi milti hai aur uss ky bad profit ki ratio boht kam hoti hai jiss ki waja say yeh business har koi nahi kar sakta hai sirf ameer he es main business karny ky kabil ho sakty hain es lea forex business ky online hony ki waja say har trader ko he kam karna boht ziada asan ho gea hai jiss ky pas 10 doller bhi hai wo bhi kam kar sakta hai aur ager kisi ky pas aik rupy bhi nahi hai tab bhi es main wo forum main kam kar ky kam kar sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

                    Agar Forex business online na hota aur brokers be hamy support na karty to trading karna etna asaan na hota jetna key ham online asani se minimum fees key badly me kar sakty hey, Forex business online na hota hay aur brokers be for example na hoty to daily ham physical hard work kar key currencies buy ya sell kar sakty magar es me mehnat be zeyada hay aur profit be etna nahi jetna key ham online trading kar key earn kar sakty hey, Forex business ko jab se online kar dia gia hay trading karna pehly se zeyada asaan aur profitable ho chuki hay aur har trader bahot hi kam fees pay kar key online trading work kar sakta hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar FOREX trading nahi hoti tou Currency exchange kaisay hoti?

                      Dear friend Forex trading Ek International work Hai or iska market Me Aana bahut jaruri hai vaise to log currency exchange local currency exchange bhi kar sakte hain jaise ki abhi local bank se aap hardcash Lekar Ja sakte hain aur uske Badle currency Lekar Rakh sakte hain lekin UN chijon Mein government tax Lagati Hai To isliye Forex trading Ek Aisa business hai jismein aapko tax ki koi bhi pic Nahin Hoti to aap ismein befikra hokar kam kar sakte hain aur Forex trading mein bahut hi acchi investment Karke aap Achcha profit Hasil kar sakte hain to isliye Forex trading 1 online business hai jismein aap bagair kisi ke kam kar sakte hain aur aap ko is Se Achcha benefit bhi Hasil ho sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X